Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
**~**Khwaab**~**
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Exclamation **~**Khwaab**~** - 5th March 2006, 05:49 PM

mere sabhi azeez doston...
aapka istaqbaal karti hoon apne kalaam pe...umeed hai aap ise mere sabhi baaki kalaamon ki tarah padhenge..khyaal rakhiyega apna aap sabhi..khush rahiyega..aabaad rahiyega..isi dua ke saath ijaazat chahungi.

yeh khwaab bhi bade ajeeb hain...kabhi haqeeqat se lagte hain aur kabhi bas ek aisa manzar jo jaane ke liye hi hamari nazron me utar aata hai....kabhi yeh dil me ek khalish si chod jaata hai aur kabhi yeh dil ko ek anjaani si khushi de jaata hai...ek aisi bechaini jisme chain hi chain hai...jise baar baar dekhne ke liye hum bekaraar hojate hain. @}-;
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#2)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
Re: **~**Khwaab**~** - 5th March 2006, 05:52 PM

Quote:
Originally posted by farhana

wow...........
aap/tum toh gajab ka likhti ho .................................

.................................................. ........................................tc

.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae

.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#3)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: **~**Khwaab**~** - 5th March 2006, 05:52 PM

Quote:
Originally posted by farhana
mere sabhi azeez doston...
aapka istaqbaal karti hoon apne kalaam pe...umeed hai aap ise mere sabhi baaki kalaamon ki tarah padhenge..khyaal rakhiyega apna aap sabhi..khush rahiyega..aabaad rahiyega..isi dua ke saath ijaazat chahungi.

yeh khwaab bhi bade ajeeb hain...kabhi haqeeqat se lagte hain aur kabhi bas ek aisa manzar jo jaane ke liye hi hamari nazron me utar aata hai....kabhi yeh dil me ek khalish si chod jaata hai aur kabhi yeh dil ko ek anjaani si khushi de jaata hai...ek aisi bechaini jisme chain hi chain hai...jise baar baar dekhne ke liye hum bekaraar hojate hain. @}-;
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai
kya likha hai dd maza aa gaya aise kavita kaha padhne milti hai par aapke hote huye hume padhne ka mauka mil ta hai

meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
farhana
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
farhana - 5th March 2006, 05:56 PM

jo kahtee ho dil kee baat hotee hai dil ke as pas hotee hai samjh sakta hai apne hee khawabokhwahsin ko sajatee ho
main janata hooh khud ko jab parhtee ho muskaratee ho
kyon ke ye ahsas hota hai dil se kaha hai dil kee baat kahee hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai
sweet hai ye kahayl
Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hI
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hI - 5th March 2006, 06:07 PM

hI FARHANA HOW ARE U?

tUMNE BAHUT HI KHUBSOORAT LIKHA HAI

Good creation always comes from pure, honest and beautiful mind.

Keep sharing dear

i would like 2 add some lines in to it
gustaakhi maaf

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

Jigar k khun mai dubo k mashaale hamne jalaayi hai
1 umrabhar se roshan hamaari kaaynaat hai

kahkasa se chura kar khuda ne bhrja hai tume,
Bahak jaayenge ye armaan ,fir vohi barsaat hai

Ham likhte rahenge hamesha tera hosla mile,
Tere shabnami hotho ke tabbsum ko meri saugaat hai

Dilo k kaagaz par hardam jo bikhar jaate hai yaha,
Voh khubsurat aur maasoom tere hi khayaalat hai

how was that?
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#6)
surbhi_lov1
Registered User
surbhi_lov1 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Jan 2006
Location: heart
Rep Power: 19
5th March 2006, 06:10 PM

hi farhana ji
how r u sach bahut hi khubsurat poem hainice one
likhte rahiye
bye tc

surbhi
  Send a message via Yahoo to surbhi_lov1  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
5th March 2006, 06:31 PM

Farhana

Very nice and sweet one.... with a bit of pain ... magar itna kahoonga,.... sab badalta hai... yeh bhi badlega... tumhara sapna ek din jaroor sacch hoga,,,

Take Care
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#8)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
Re: **~**Khwaab**~** - 5th March 2006, 06:44 PM

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat ha

adaab farhana ji,,,

bahut hi achcha likha hai aapne...phir se dil ge gehre jazbaat pesh kiye hai...aapko yuh padhna aaj phir dil ko achcha laga hamare...umeed hai aapko aage bhi padhne ko milega hume...

saakib...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
5th March 2006, 07:04 PM

wah dd wah.bas bahut maza aaya.shabdon me nahi keh paaunga shayad is baar main ki mujhe kitni pasand aayi ye rachna.bas dil ke har kone se ek wah hi nikal rahi hai.meed hai ki aap bas yunhi likhti rahengi.

GHAYAL

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#10)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
5th March 2006, 07:28 PM

hi Faru...

bahut hi pyaari ghazal likkhi hai.... mujhe bahut pasand aayi.... wahi kahoongi ki... mere dil ki baat likkhi hai....sacch KHWAAB or TAARE dono aise hai jinhe hum dekh to sakte hai per un tak pahunch nahi sakte

yu hin likhti raho

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
5th March 2006, 07:40 PM

farhana
kaamaal kar diya aapne
bahut khoobsoorati se likha hai aapne
aise hi likhti rahiyega

aapka apna
cute sa Ashu

Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
Old
  (#12)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
6th March 2006, 10:36 AM

farhana

aise khalaat aur bayaan ko hem tapti dhoop mein taaza hawa ka jhonka kehte hain.
apne tishna aur adhoore tasauuraat ko khuaabon se mehkaate hain.
aap ka andaaze bayaan aur jazb ka alam aap ke kalaam ki techniki khaamiyon par bohat haavi raha aur parh ker bohat mehsoos kiyaa mein ne isey.

meri dua hai ke aap ke yeh khuaab haqiqat ka roop dhaarein aur aap zindagi mein voh sab kuch balke us se bhi ziaayaada haasil karein jin ke aap khuaab dekhti hain.

God bless you.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
6th March 2006, 12:05 PM

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat ha

Farhana..

Bahoot khoobsoorat si ghazal likhi hai aap ne.. Achchhe lage aap ke har aashar.. Har sher dil ko jhakjhor kar rakh diya.. Bahoot hi pyaara ehsaas hai.. Kya baat hai bahoot romantic huyi jaa rahi hain aap?

Apna khayal rakhna.. Aise hi likhte raho...

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#14)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: **~**Khwaab**~** - 6th March 2006, 12:15 PM

Quote:
Originally posted by farhana
mere sabhi azeez doston...
aapka istaqbaal karti hoon apne kalaam pe...umeed hai aap ise mere sabhi baaki kalaamon ki tarah padhenge..khyaal rakhiyega apna aap sabhi..khush rahiyega..aabaad rahiyega..isi dua ke saath ijaazat chahungi.

yeh khwaab bhi bade ajeeb hain...kabhi haqeeqat se lagte hain aur kabhi bas ek aisa manzar jo jaane ke liye hi hamari nazron me utar aata hai....kabhi yeh dil me ek khalish si chod jaata hai aur kabhi yeh dil ko ek anjaani si khushi de jaata hai...ek aisi bechaini jisme chain hi chain hai...jise baar baar dekhne ke liye hum bekaraar hojate hain. @}-;
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

DEar Farhana

aapke ye ehsaasaat bohat ache lage hamein
jazbaato k mein doobi ye rachna pasand aayi...Tarif mein apno ki karta nahi isliye mera aana hi apni tarif samjh llijiyega....

apka dost

Diggaj

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#15)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Re: **~**Khwaab**~** - 6th March 2006, 02:04 PM

Quote:
Originally posted by chandsi
wow...........
aap/tum toh gajab ka likhti ho .................................

.................................................. ........................................tc
tum bhi bahaut accha likhti ho..tumhe kalaam pasand aaya jaanke khushi hui..yuhin aati raha karo..accha lagta hai dear.
apna khyaal rakhna.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#16)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
6th March 2006, 02:19 PM

dear faru,
amazingly well expressed. well pyaar mein doobe hue halaton ki bahut ache se pehchaan karwayi aapke har ek alfaas ne. well its awesome.loved reading each word of urs n its complete in itself. keep penning down ahead too n keep sharing among us. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
urs jas
   
Reply With Quote
Re: Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#17)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Re: **~**Khwaab**~** - 6th March 2006, 02:56 PM

Quote:
Originally posted by mehul jain
kya likha hai dd maza aa gaya aise kavita kaha padhne milti hai par aapke hote huye hume padhne ka mauka mil ta hai
hehe zyada tareef mat karo....isse bhi bhetar kalaam tumhe yahan padhne miljayenge....
waise tum aaye accha laga mujhe...apna khyaal rakhna sweets.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: farhana
Old
  (#18)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: farhana - 6th March 2006, 02:58 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
jo kahtee ho dil kee baat hotee hai dil ke as pas hotee hai samjh sakta hai apne hee khawabokhwahsin ko sajatee ho
main janata hooh khud ko jab parhtee ho muskaratee ho
kyon ke ye ahsas hota hai dil se kaha hai dil kee baat kahee hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai
sweet hai ye kahayl
Anil
anil ji...

aapne mere jazbaaton ko samjha aur unki kadar ki yeh mere liye bahaut badi baat hai warna is duniya log bas anjaan bane rehne me apna fayda samjhte hain..kadar toh door ki baat hai.
khair ab jabtak likh sakti hoon likkhungi...lekin alvida karne se pehle zaroor kehke jaungi.tabtak ke liye padhte rahiyega.apna khyaal rakhiyega.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: hI
Old
  (#19)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: hI - 6th March 2006, 03:00 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hI FARHANA HOW ARE U?

tUMNE BAHUT HI KHUBSOORAT LIKHA HAI

Good creation always comes from pure, honest and beautiful mind.

Keep sharing dear

i would like 2 add some lines in to it
gustaakhi maaf

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

Jigar k khun mai dubo k mashaale hamne jalaayi hai
1 umrabhar se roshan hamaari kaaynaat hai

kahkasa se chura kar khuda ne bhrja hai tume,
Bahak jaayenge ye armaan ,fir vohi barsaat hai

Ham likhte rahenge hamesha tera hosla mile,
Tere shabnami hotho ke tabbsum ko meri saugaat hai

Dilo k kaagaz par hardam jo bikhar jaate hai yaha,
Voh khubsurat aur maasoom tere hi khayaalat hai

how was that?
manu mei toh hamesha hi kehti hoon ke tum accha likhte ho.ls baar bhi tumne accha likkha hai kaafi..mere kalaam me chaar chaand laga diye tumne.shukriya aapka.
aapko kalaam pasand aaya yeh meri khush naseebi hai...aise hi aindah bhi aate rahiyega.dil ko sukoon milta hai doston ka saath paake...khush rahiyega

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#20)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
6th March 2006, 03:02 PM

Quote:
Originally posted by surbhi_lov1
hi farhana ji
how r u sach bahut hi khubsurat poem hainice one
likhte rahiye
bye tc
hi surbhi....

thanks for coming dear...tumhe kalaam pasand aaya jaanke dil ko bada sukoon mila hai..
aati rehna dost.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#21)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
6th March 2006, 03:04 PM

Quote:
Originally posted by Rohin
Farhana

Very nice and sweet one.... with a bit of pain ... magar itna kahoonga,.... sab badalta hai... yeh bhi badlega... tumhara sapna ek din jaroor sacch hoga,,,

Take Care
Rohin
nahi rohin..

mera sapna ab kabhi sach nahi hoga...
meri takdeer mujhse ab hamesha ke liye rooth gayi hai...
khair tum aaye accha laga...yuhin dosti nibhaate rehna.....
tumhe kalaam pasand aaya,shukriya dost.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#22)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Re: **~**Khwaab**~** - 6th March 2006, 05:44 PM

Quote:
Originally posted by saakib
Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat ha

adaab farhana ji,,,

bahut hi achcha likha hai aapne...phir se dil ge gehre jazbaat pesh kiye hai...aapko yuh padhna aaj phir dil ko achcha laga hamare...umeed hai aapko aage bhi padhne ko milega hume...

saakib...
saakib ji aapne kalaam ko tareefe kaabil samjha iske liye mei aapki shukraguzaar hoon..jabtak likh sakti hoon inshallah likhne ki koshish karti rahungi.khyaal rakhiyega apna aur aate rahiyega.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
6th March 2006, 05:56 PM

Farhana Ji
Aapko Namaskaar!

Aapke 'khawab' ko parha tow ismein bahaut kuch paaya hai. Shabdon ka sangam paaya hai.....

"Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan"

dhanyavaad
v i p i n
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sushiljain
Registered User
sushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud of
 
sushiljain's Avatar
 
Offline
Posts: 280
Join Date: Feb 2006
Location: hyd, india.
Rep Power: 31
6th March 2006, 06:30 PM

AAPKO DIL SE DETE HUM DAAT HAI,
JO BHI PADHE WOH YEHI KAHEGA,
KYA BAAT HAI, KYA BAAT HAI.
  Send a message via Yahoo to sushiljain  
Reply With Quote
Old
  (#25)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
6th March 2006, 07:03 PM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
wah dd wah.bas bahut maza aaya.shabdon me nahi keh paaunga shayad is baar main ki mujhe kitni pasand aayi ye rachna.bas dil ke har kone se ek wah hi nikal rahi hai.meed hai ki aap bas yunhi likhti rahengi.

GHAYAL
lucky dear........

kaise ho sweetu....accha laga tum aaye..tumhe mera kalaam itna pasand ayega mujhe umeed nahi thi..dil ko khushi aur sukoon donno mila hai tumhare aane se...aate rehna aage bhi.khush raho.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#26)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
6th March 2006, 08:03 PM

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

Hello Farhana

A beautiful creation....lovely poetry.....Yuun hi ghazal aur nazm likti rehna.....Keep writing...mere daad kabul karna

Take Care
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
6th March 2006, 09:57 PM

Quote:
Originally posted by kuhulika
hi Faru...

bahut hi pyaari ghazal likkhi hai.... mujhe bahut pasand aayi.... wahi kahoongi ki... mere dil ki baat likkhi hai....sacch KHWAAB or TAARE dono aise hai jinhe hum dekh to sakte hai per un tak pahunch nahi sakte

yu hin likhti raho
haan bilkul sahi kaha shweta...yeh khwaab yeh taare jaane hum kyun paa nahi sakte.........
tumhe kalaam pasand aaya dil ko khushi mili..yuhin aage bhi mujhe padhti rehna sweets...miss u.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
6th March 2006, 10:52 PM

Phir wahi gazab kee suhaanee chandnee raat hai
Zubaan pay mere ek sharmaayi ankahi si baat hai

Kaash baras jaate woh bina baadal barsaat jaise
Aaj seene mein kuch machaltay say jazbaat hai

Waaaaaah... kya baat hai...

Kal tak kat rahee thi shaam-o-seher tanha tanha
Tere aane se ab harsu khushiyon ki baaraat hai

Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan
Teri saanson se muattar mere ye din aur raat hai

beautiful...

Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

Waaaaaaaahhhhh....last sher was just tooo good...

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

Waaaaaahh..!

Hi Farhana,

Thsi on is soo soo beautifulll.. har sher dil ko chhota hai....evry word of this ghazal touched me.... just loved it... meri dil se daad kubool akrna... bass aise hi likhti raho... khayal rakho apna

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Mukhra
Ishhh....
Mukhra will become famous soon enoughMukhra will become famous soon enough
 
Mukhra's Avatar
 
Offline
Posts: 1,698
Join Date: Mar 2005
Location: USA
Rep Power: 22
6th March 2006, 11:18 PM

wow! kya baat hai farhana...hehe, so nice!

and sweet!! ya, there is a bit of dard in there, but the happiness dominates it!
and wht to say...lagta hai aaj sab lajawaab likh rahe hain...whts so special abt today? huh huh huh huh

well, wht can i say, wonderful, beautiful

take care
bye

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´) ¸.·'´)*
»~:¤.·ş`·.»WARDA«.·´ş·.¤:~«
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*

I'm a wanderer...on the roads of life,
marveling at the different plants and flowers
on the way....some hurt, yet some love...

~*~Ek Nanny Si Jaan...Chotta Sa Bacha...Thas Me!~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th March 2006, 10:43 AM

appi aap kya ho yaar sach me aisa lagta hai ki main kahin aur aa gaya hoon.ek alag anokhi duniya me.sach me appi ek aur ummda kalaam ,yoon hi likhte rahna appi aur allah pe bharosa rakhna inshallah aapke sare armaan poore honge..allah hafiz
shaad
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
7th March 2006, 12:57 PM

Quote:
Originally posted by cute_ashu
farhana
kaamaal kar diya aapne
bahut khoobsoorati se likha hai aapne
aise hi likhti rahiyega

aapka apna
cute sa Ashu
cute se ashu dear....tum aaye accha laga..tumhe kalaam pasand aaya yeh meri khushnaseebi haiaater ehna aage bhi dost.apna khyaal rakkho

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#32)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Cool 7th March 2006, 01:05 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
farhana

aise khalaat aur bayaan ko hem tapti dhoop mein taaza hawa ka jhonka kehte hain.
apne tishna aur adhoore tasauuraat ko khuaabon se mehkaate hain.
aap ka andaaze bayaan aur jazb ka alam aap ke kalaam ki techniki khaamiyon par bohat haavi raha aur parh ker bohat mehsoos kiyaa mein ne isey.

meri dua hai ke aap ke yeh khuaab haqiqat ka roop dhaarein aur aap zindagi mein voh sab kuch balke us se bhi ziaayaada haasil karein jin ke aap khuaab dekhti hain.

God bless you.

musharrafhusain
musharrafji.......

ab aapse kya kahoon ke mujhe kitni khushi milti hai jabbhi mei aapko apne kalaam pe dekhti hoon....
aapko mera andaaze bayaan itna pasand aaya jaanke dil ko tasalli mili hai....aap aindah se techiki kamiyaan mujhe zaroor bata diya kariyega taaki mei use bhi nikhaar sakoon....
waise jahan tak aapki duaon ki baat hai toh ab kya kahoon....
meri toh kabhi kubool nahi hui shayad aapki arz khuda sunle...
aate rahiyega aindah bhi..aapka reply dekhke bada sukoon milta hai.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#33)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
7th March 2006, 01:10 PM

Quote:
Originally posted by Anjana Rahi
Bagair tere toh hum bas mar hi jaate jaaneman
Meri yeh zindagee tere pyaar kee hi saugaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat ha

Farhana..

Bahoot khoobsoorat si ghazal likhi hai aap ne.. Achchhe lage aap ke har aashar.. Har sher dil ko jhakjhor kar rakh diya.. Bahoot hi pyaara ehsaas hai.. Kya baat hai bahoot romantic huyi jaa rahi hain aap?

Apna khayal rakhna.. Aise hi likhte raho...

MayanK
romantic ho paati..ya pyaar ki vaadiyon me jhoom paati aisi meri kismat nahi hai...har kisiko pyaar nahi milta hai...yahi hai kahani meri....bas mei aur aur meri tanhaaiii...par koi baat nahi kyunki ab mujhe aise jeene ki aadat ho chuki hai...
tumhe kalaam pasand aaya jaanke khushi hui mayank.....aate raha karo....doston ka saath kaafi hai ab.khush rahiyega.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#34)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Re: **~**Khwaab**~** - 7th March 2006, 01:13 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
DEar Farhana

aapke ye ehsaasaat bohat ache lage hamein
jazbaato k mein doobi ye rachna pasand aayi...Tarif mein apno ki karta nahi isliye mera aana hi apni tarif samjh llijiyega....

apka dost

Diggaj
tareef ki zarurat nahi hai mujhe..bas yuhin ajaaya karo..bas aapki dosti ki zarurat hai mujhe....khushi milti hai tumhare aane se...tumhe kalaam pasand aaya jaanke accha laga..yuhin aate rehna aage bhi...

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Re: **~**Khwaab**~**
Old
  (#35)

  (#36)

7th March 2006, 01:17 PM

Quote:
Originally posted by roshani
dear faru,
amazingly well expressed. well pyaar mein doobe hue halaton ki bahut ache se pehchaan karwayi aapke har ek alfaas ne. well its awesome.loved reading each word of urs n its complete in itself. keep penning down ahead too n keep sharing among us. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
urs jas
hi jas.............

finally u came on my post after such a long timeeeeee........
m so glad to see you yaar...
aise hi aati raha karo....accha lagta hai...
tumhe kalaam pasand aaya meri khuhsnaseebi hai dear....
hmmm aise hi mujhe padhti rehna sweets...aur haan apna khyaal rakhna tum.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#37)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
7th March 2006, 01:21 PM

Quote:
Originally posted by Vipinbox
Farhana Ji
Aapko Namaskaar!

Aapke 'khawab' ko parha tow ismein bahaut kuch paaya hai. Shabdon ka sangam paaya hai.....

"Raatraani se mehekta hai mere ghar kaa aangan"

dhanyavaad
v i p i n
vipinji...

aap aaye bahaar aayi...
jabbhi aapko apne post pe dekhti hoon toh lagta hai ke shayad is baar meine accha likkha hai....

yuhin aate rahiyega aur haan kalaam pasand karne ke liye shukriyaji...apna khyaal rakhiyega.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#38)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
7th March 2006, 01:22 PM

Quote:
Originally posted by sushiljain
AAPKO DIL SE DETE HUM DAAT HAI,
JO BHI PADHE WOH YEHI KAHEGA,
KYA BAAT HAI, KYA BAAT HAI.
tumhara sher ke zariye apni baat keh dena mujhe bada pasand aata hai...
yuhin aate rehna dost.apna khyaal rakhna.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#39)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
7th March 2006, 04:18 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Roz likhte hain hum tere ishq me ghazal-o-nazm
Mere har aashaar me base tere hi ehsaasaat hai

So jao ‘farhana’ ke bahaut lambi aaj ki ye raat hai
Aaj Khwabo me likhi meri unse ik aur mulakaat hai

Hello Farhana

A beautiful creation....lovely poetry.....Yuun hi ghazal aur nazm likti rehna.....Keep writing...mere daad kabul karna

Take Care
SUKANYA JI....

kaisi hain aap......aapka reply dekhke khushi hui..kalaam pasand karne ke liye shukriya..jabtak mere jazbaat mere kalam ka saath denge tabtak yeh nacheez bhi likhti rahegi....aap yuhin aati rehna...khush rahiye.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#40)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
7th March 2006, 04:35 PM

dear faru late reply k liye mafi chaungi

thoda busy thi to nahi aa payi thi
but ab aayi hoon to dil se padh ahai and bhaut sunder likha hai lado
love u
shrdh

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Khwaab Dekha Na Karo,Khwaab Dikhaya Na Karo ashiq awara, Shayri-e-Dard 2 17th April 2008 02:15 PM
khwaab ko khwaab samajh ke khwaabo ki tauheen na kar... land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 9th September 2006 11:36 PM
khwaab mahima Shayri-e-Dard 3 6th August 2006 12:52 PM
Khwaab...... tanhaa Shayri-e-Dard 0 28th February 2005 10:19 PM
Khwaab mohit Shayri-e-Ishq 0 17th July 2003 01:05 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com