Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan -
5th September 2009, 09:49 PM
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin.............
Ho tune thukraya tha jis dil ko Kisi ki khatir
Aaj us dil mein bagawat ke siva kuch bhi nehin
Jin mein sapne the tere pyar ke aaye jaane wafa
Aaj un aankhon mein nafrat ke siva kuch bhi nehin
Pyar ki aag mein pyar ki aag mein
Sangdil mein jala hoon jitna
Tujhko utna na jalaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin...............
Sare duniya mein fakat tujh se mohbaat ki hain
Tu kisi aur ki ho jaye yeh mumkin hi nehin
Naam tera hi mere naam ke sath aayega
Tu kisi aur ki kahe laye yeh mumkin hi nehin
Naaz hain tujhko naaz hain tujhko
Bahut husn pe aapni lekin
Tere shar ko na jhukaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin...............
Ho tere mathe pe mere pyar ka tika hoga
Julf teri mere saano pe laherai gi
Hain yakeen mujh ko yeh magroor jawani teri
Mom banke meri bahon mein simat aayegi
Sang mar mar se haseen Sang mar mar se haseen
Tere badan pe sangdil
Laal joda na sajaya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi Teri aankhon mein koi pyar ka paigam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin
Tujhko aapna na banya to mera naam nehin.....................
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
"Sukhe huye phool unke kab se kitaabo mai rakhe hai Jala ke diye mohabbat ke hamne khwaabo mai rakhe hai Chandni raat mai chamakte chand ko jaanna mushkil thaa Magar mere mehboob ke ashk gulaabo mai rakhe hai....."
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...