Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Naqsh-e-Qadam
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Naqsh-e-Qadam - 25th January 2018, 08:06 PM



Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
4th February 2018, 11:44 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...

Shaad sahab.. Mafi chahungi Aajkal sdc p aana nahi Hota.. Aapki ghazal padhi Aur Kai baar reply karna chaha par mumkin na Hua...

Bahot shukriya aapne hamare sath share kiya ye khoobsoorat kalaam... Har Sher muhabbat se labrez..dilkash bayangi hamesha ki tarah... Daad qubool Karein is behtareen ghazal par...
Aur bhi aage padhne ka mauka dete rahein..

Khush rahein



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
5th February 2018, 05:54 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...
Bohot khoob...waaah kya baat hai.
Daad kubul farmayeN
Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th February 2018, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...

Shaad bhai.....bahut khoobsurat bayaani....pyar, dard aur tadap sab hai aapki poetry meiN, accha lagta hai aap jaise shayroN ko padna.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th March 2018, 10:35 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...

Pur asar shaad bhai....ek sher jo dil tak utar gaya

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.


Shaad rahe aur likhte rahe



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th June 2018, 06:36 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Shaad sahab.. Mafi chahungi Aajkal sdc p aana nahi Hota.. Aapki ghazal padhi Aur Kai baar reply karna chaha par mumkin na Hua...

Bahot shukriya aapne hamare sath share kiya ye khoobsoorat kalaam... Har Sher muhabbat se labrez..dilkash bayangi hamesha ki tarah... Daad qubool Karein is behtareen ghazal par...
Aur bhi aage padhne ka mauka dete rahein..

Khush rahein

behad shukriyaa Madhu saahiba jo aapko mukjhtasar se alfaaz pasand aaye.

age bhi saath chahataa rahungaa , bazm me aati raha karen... tahe dil se shukriyaa..

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th June 2018, 06:38 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot khoob...waaah kya baat hai.
Daad kubul farmayeN
Aapka apna
Bhushan
Bhushan saahab aadaab...

Behad khushi haasil hui aaj aapka jawaab padh kar.
mujhe likh sakne ka hauslaa bhi aap doston se aata hai...
aate raha karen aur apni duaaon se nawaazte rahen...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
Talking 15th October 2018, 07:58 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Naqsh-e-Qadam pe aaj bhii parchaaiyaaN baaki rahiN,
murjhaa gaye haiN phool par raanaaiyaaN baaki rahiN.

is dauD bhaag ki zindagee se ab main kaafi thak gayaa,
suba'haa se din dhalne talak angDaaiyaaN baaki rahiN.

RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN.

ashq kahnaa chaahte they Gham dil-e-naakaam kaa,
par lab-e-bismil pe kuch khaamoshiyaaN baaki raheeN.

log paDh lete hain merii aaNkh me cheheraa teraa,
kuch isii tara'haa terii ruswaaiyaaN baaki raheeN.

yaad jo karta hoon wo din sochtaa hoon Shaad phir
ham tum nahi to kyon faqat betaabiyaaN baaki raheeN.


Shaad...
Shaad bhai salaam.


RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
Isko padke aisa lagta hai, ki shaadi toh hogayi par dil se nahin.
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN
Ki muddaton baad bhi dil se dil ki mulaqat baaki rahi.


Zabardasti shaadi ki kahani toh nahin?



Bohat arson baad aaya hoon shayri.com par. Aap sabko padna accha laga.
Likhte rhahiye.


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th November 2018, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by TheDemonPrince View Post
Shaad bhai salaam.


RuKhsat hue wo ghar se apne, dil se mere naa hue,
Isko padke aisa lagta hai, ki shaadi toh hogayi par dil se nahin.
MuddateN beeteeN magar shahnaaiyaaN baaki raheeN
Ki muddaton baad bhi dil se dil ki mulaqat baaki rahi.


Zabardasti shaadi ki kahani toh nahin?



Bohat arson baad aaya hoon shayri.com par. Aap sabko padna accha laga.
Likhte rhahiye.

shukriyaa janaab..........................................

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com