Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maa Aur Baap
Old
  (#1)
Firoz Sayyad
Registered User
Firoz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really nice
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jul 2006
Location: Jeddah, Saudi Arabia
Rep Power: 21
Question Maa Aur Baap - 3rd October 2010, 12:13 PM

Adaab yaro. Socho maa baap ki kami kaise mahsoos hotee....

Admi ne yeh sawal puncha tha apne apse, dil hi dil mein
Maa bap ke bagair, yeh duniya kya main dekh bhi pata
Inhone duniya to dikhadi, usme jeene ke tareeke bhi dikha diye
Maa ki mamta ke bagair, koyee jee bhi paya hain yaha
Baap ke pyar ke saye mein, jawani kabh atee hain samaz bhi nahi pate
Baap kamayee ke tane bhi, sun liye to kitne mithas bhare
Maa bap na hote, to kya yeh admi bhi hota ………

Woh sas aur bahu ki kahaniya, shadike baad bhi maa ka raj ho jaise
Woh daftarse derse aneko, baap ki ek dant bhi kitni pyarisi lage
Munneka der tak rona, miya biwi dono ko maa aur baap ka dar sa lage
Maa aur baap jinke pas hain, unki taqdeer hain
Is duniya se dur hain, unki bhi taqdeer hain, inki yadoki duniya mein khoneki
Woh chitthiyonmein unhe padna, woh telephone mein unhe sun na
Jaise, unke hone ki ek tasbeer see ban jana
Maa bap na hote, to kya yeh admi bhi hota ………


Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 4th October 2010, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by Firoz Sayyad View Post
Adaab yaro. Socho maa baap ki kami kaise mahsoos hotee....

Admi ne yeh sawal puncha tha apne apse, dil hi dil mein
Maa bap ke bagair, yeh duniya kya main dekh bhi pata
Inhone duniya to dikhadi, usme jeene ke tareeke bhi dikha diye
Maa ki mamta ke bagair, koyee jee bhi paya hain yaha
Baap ke pyar ke saye mein, jawani kabh atee hain samaz bhi nahi pate
Baap kamayee ke tane bhi, sun liye to kitne mithas bhare
Maa bap na hote, to kya yeh admi bhi hota ………

Woh sas aur bahu ki kahaniya, shadike baad bhi maa ka raj ho jaise
Woh daftarse derse aneko, baap ki ek dant bhi kitni pyarisi lage
Munneka der tak rona, miya biwi dono ko maa aur baap ka dar sa lage
Maa aur baap jinke pas hain, unki taqdeer hain
Is duniya se dur hain, unki bhi taqdeer hain, inki yadoki duniya mein khoneki
Woh chitthiyonmein unhe padna, woh telephone mein unhe sun na
Jaise, unke hone ki ek tasbeer see ban jana
Maa bap na hote, to kya yeh admi bhi hota ………
firoz bhai
radhe radhe

nice job


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com