Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Humourous Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
gudgudee nahi hoti
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
gudgudee nahi hoti - 17th December 2010, 03:44 AM






Har fasaad har fitna khatm ho zamaane se
Aorten jo baaz aayen shaoharee jataane se

Saath ke gharaonde ko paar jab kiyaa main ne
Saans phool jaate hai UN ke muskuraane se

Is naye zamaane me quality parakhte hain
Ladkiyon ki fashion se biviyon ki khaane se

Kuchh dinon se un ko bhi gais ki shikaayat hai
Is tarah to hotaa hai botiyaan udaane se

God me hain nao potey teen pootiyaan bhi hain
Baaz ye nahi aayi putliyaan nachaane se

Thaa jawaani ka aalam aham matar ke rasiyaa the
Kanpati chatakhtee hai feerni chabaane se

Do badan ki haajat hai kaam hi ye aisaa hai
Gudgudi nahi hotee khud ko gudgudaane se

Haosla kiyaa tum ne to natija bhi bhugto
Baat barh hi jaati hai saas ko chirhaane se

Mujh se saaf kah dete gar koi takalluf thaa
Kiyaa milaa tumhen zaalim bach.chiyaan jagaane se

Kah rahe theen bhaabhi jaaN wo jo ik padosan hai
Hont phat gaye us ke chonch ke ladaane se

Aaj kal ke mardon ko ai khodaa tahaffuz de
Biviyon ke taane se doston ke baane se

Toot jo gayi mangnee saat roz ke andar
Bach ke aagaye goyaa maot ke dehaane se

Phooto phooto kar royi itnaa kahke kal bivi
Zang lag gayaa tan pe aap ke na aane se


tahaffuz ... safety,,,,, dehaane ... munh ,,,, zang .. moorcha
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
17th December 2010, 09:35 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post




Har fasaad har fitna khatm ho zamaane se
Aorten jo baaz aayen shaoharee jataane se

Saath ke gharaonde ko paar jab kiyaa main ne
Saans phool jaate hai UN ke muskuraane se

Is naye zamaane me quality parakhte hain
Ladkiyon ki fashion se biviyon ki khaane se

Kuchh dinon se un ko bhi gais ki shikaayat hai
Is tarah to hotaa hai botiyaan udaane se

God me hain nao potey teen pootiyaan bhi hain
Baaz ye nahi aayi putliyaan nachaane se

Thaa jawaani ka aalam aham matar ke rasiyaa the
Kanpati chatakhtee hai feerni chabaane se

Do badan ki haajat hai kaam hi ye aisaa hai
Gudgudi nahi hotee khud ko gudgudaane se

Haosla kiyaa tum ne to natija bhi bhugto
Baat barh hi jaati hai saas ko chirhaane se

Mujh se saaf kah dete gar koi takalluf thaa
Kiyaa milaa tumhen zaalim bach.chiyaan jagaane se

Kah rahe theen bhaabhi jaaN wo jo ik padosan hai
Hont phat gaye us ke chonch ke ladaane se

Aaj kal ke mardon ko ai khodaa tahaffuz de
Biviyon ke taane se doston ke baane se

Toot jo gayi mangnee saat roz ke andar
Bach ke aagaye goyaa maot ke dehaane se

Phooto phooto kar royi itnaa kahke kal bivi
Zang lag gayaa tan pe aap ke na aane se


tahaffuz ... safety,,,,, dehaane ... munh ,,,, zang .. moorcha
kyaa likha hai masood bhayeee

bas ghar mai na sunna,
ya fir apne hi tazurbe pe likha hai

par jo bhi hai,, hai to kaam ki baat
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
19th December 2010, 02:10 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
kyaa likha hai masood bhayeee

bas ghar mai na sunna,
ya fir apne hi tazurbe pe likha hai

par jo bhi hai,, hai to kaam ki baat

aadaab
hahahahahahahahahahahah
bade bhai aap beetee wahee khoob hai jo jag beetee ban jaaye ... tajurbe to hote hi hain kuchh khud ke khuchh aoron ke .....
aqalmand wahee hai jo doosron ke tajurbe se faaedah haasil kar le hahahahahahhahahahahha

bahot shukriyah

aap ka dost
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
anshika012
Registered User
anshika012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Nov 2010
Rep Power: 0
3rd January 2011, 05:35 PM

it's so nice keep writing my friend.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
5th January 2011, 01:01 PM

Do badan ki haajat hai kaam hi ye aisaa hai
Gudgudi nahi hotee khud ko gudgudaane se

Haosla kiyaa tum ne to natija bhi bhugto
Baat barh hi jaati hai saas ko chirhaane se

Aaj kal ke mardon ko ai khodaa tahaffuz de
Biviyon ke taane se doston ke baane se


Toot jo gayi mangnee saat roz ke andar
Bach ke aagaye goyaa maot ke dehaane se

Phooto phooto kar royi itnaa kahke kal bivi
Zang lag gayaa tan pe aap ke na aane se

Hahahahahahahah kamaal kar diya aapne Masood saheb................dakhni mizah andaaz ka apna maza hai apna lutf hai...............bohat bohat khush kiyaa aapne aaj mere bhai. Maqta bada zabardast raha miya hahahahahahahahaaha

Waise in shero me kahe gaye kamaalo me se ke kuch kamaala humne bhi kiya hai miyaa..........yeh nako poocho kaun kaun se..........sab undergrounda ki bata hai.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
6th January 2011, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by anshika012 View Post
it's so nice keep writing my friend.

aadaab
shukriyaa mere ajnabee dost aap kaa aanaa achhaa lagaa aor aap ki daad se dil khush huwaa aate rahen aor apnee ghazlen bhi parhne ka maqa dete rahen
aap ka dost
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
6th January 2011, 05:33 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Do badan ki haajat hai kaam hi ye aisaa hai
Gudgudi nahi hotee khud ko gudgudaane se

Haosla kiyaa tum ne to natija bhi bhugto
Baat barh hi jaati hai saas ko chirhaane se

Aaj kal ke mardon ko ai khodaa tahaffuz de
Biviyon ke taane se doston ke baane se

Toot jo gayi mangnee saat roz ke andar
Bach ke aagaye goyaa maot ke dehaane se

Phooto phooto kar royi itnaa kahke kal bivi
Zang lag gayaa tan pe aap ke na aane se

Hahahahahahahah kamaal kar diya aapne Masood saheb................dakhni mizah andaaz ka apna maza hai apna lutf hai...............bohat bohat khush kiyaa aapne aaj mere bhai. Maqta bada zabardast raha miya hahahahahahahahaaha

Waise in shero me kahe gaye kamaalo me se ke kuch kamaala humne bhi kiya hai miyaa..........yeh nako poocho kaun kaun se..........sab undergrounda ki bata hai.


aadaab
saajid bhai
aji janaab kahne ki zaroorat nahi aap ki tahreer hi bataatee hai ki aap balaa ke saahabe kamaal hain aor naa jaane kitne laal aap ne apnee zambeel me chhupaa ralhe hain
aap ke liye kisee shaair ka ek sher
khodaa ke fazl se aashiq mezaaj hain ham bhi
ye aor baat ki mullaa dikhaaye dete hain
bahot shukriyaa
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
28th July 2011, 12:30 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post




Har fasaad har fitna khatm ho zamaane se
Aorten jo baaz aayen shaoharee jataane se

Saath ke gharaonde ko paar jab kiyaa main ne
Saans phool jaate hai UN ke muskuraane se

Is naye zamaane me quality parakhte hain
Ladkiyon ki fashion se biviyon ki khaane se

Kuchh dinon se un ko bhi gais ki shikaayat hai
Is tarah to hotaa hai botiyaan udaane se

God me hain nao potey teen pootiyaan bhi hain
Baaz ye nahi aayi putliyaan nachaane se

Thaa jawaani ka aalam aham matar ke rasiyaa the
Kanpati chatakhtee hai feerni chabaane se

Do badan ki haajat hai kaam hi ye aisaa hai
Gudgudi nahi hotee khud ko gudgudaane se

Haosla kiyaa tum ne to natija bhi bhugto
Baat barh hi jaati hai saas ko chirhaane se

Mujh se saaf kah dete gar koi takalluf thaa
Kiyaa milaa tumhen zaalim bach.chiyaan jagaane se

Kah rahe theen bhaabhi jaaN wo jo ik padosan hai
Hont phat gaye us ke chonch ke ladaane se

Aaj kal ke mardon ko ai khodaa tahaffuz de
Biviyon ke taane se doston ke baane se

Toot jo gayi mangnee saat roz ke andar
Bach ke aagaye goyaa maot ke dehaane se

Phooto phooto kar royi itnaa kahke kal bivi
Zang lag gayaa tan pe aap ke na aane se


tahaffuz ... safety,,,,, dehaane ... munh ,,,, zang .. moorcha
HI...According to me it is very nice ....thanks for beautiful sharing in here.......

sneha
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com