Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yeh kaisa hai aalam, yeh kaisi khumaari
Old
  (#1)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
Yeh kaisa hai aalam, yeh kaisi khumaari - 21st September 2015, 01:19 PM

Mili jo yeh nazreiN hamaari tumhaari
Tou lagne lagi saari dun'ya hi pyaari

Woh ek muskuraahat ke sadQe meri jaaN
Yeh dil bhi maiN haari, yeh jaaN bhi maiN haari

Zara unse kehdo, ke nazreiN jhukaaleiN
Ke badhne lagi hai,bohat beQaraari

Na cheda karo apni aankhoN se humko
Gaye jaaN se hum aur ,adaa hai tumhaari

Yeh madhoshiyaN apni badhne lagi haiN
Yeh kaisa hai aalam, yeh kaisi khumaari

Mohabbat me furqat ka aalam na pucho
Ke taaroN ko ginte huye shab guzaari

Yeh khamoshiyaN humse kuch keh rahi haiN
Sunati hain yeh raaz-e-dil baari - baari

Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Ke har raaz kehti haiN aankheN tumhari


ملی جو یہ نظریں ہماری تمہاری
تو لگنے لگی ساری دنیا ہی پیاری

وہ اک مسکراہٹ کے صدقے میں جاناں
یہ دل بھی میں ہاری ، یہ جاں بھی میں ہاری

نہ چھیڑا کرو اپنی آنکھوں سے ہم کو
گئے جاں سے ہم اور ادا ہے تمہاری

یہ مدہوشیاں اپنی بڑھنے لگی ہیں
یہ کیسا ہے عالم ، یہ کیسی خماری

ذرا ان سے کہہ دو کہ نظریں جھکا لیں
کہ بڑھنے لگی ہے بہت بے قراری

محبت میں فرقت کا عالم نہ پوچھو!
کہ تاروں کو گنتے ہوئی شب گزاری

یہ خاموشیاں ہم سے کچھ کہہ رہی ہیں
سناتی ہیں یہ رازِ دل باری باری

چھپاؤ گی کیسے محبت کو زینی
کہ ہر راز کہتی ہیں آنکھیں تمہاری




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
21st September 2015, 03:13 PM


Woh ek muskuraahat ke sadQe meri jaaN
Yeh dil bhi maiN haari, yeh jaaN bhi maiN haari

Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Ke har raaz kehti haiN aankheN tumhari

Waaaah...
Kya baat hai zainy ji....bahut nazuk bahut pyari ghazal pesh ki hai aapne mahfil me...quoted ashaar dil le gaye bas...

Yun hee pyaar bhare nagme share karti rahiye...
Khush rahiye..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st September 2015, 03:17 PM

Zainy, bahut pyare, mohabat se sarabore ehsaas padkar accha lga...yeh aik sher hame bahuttttttttt pasand aaya.

Na cheda karo apni aankhoN se humko
Gaye jaaN se hum aur ,adaa hai tumhaari

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
22nd September 2015, 10:24 PM

bahut khoob zainy jee ek ek ashar khoobsoorat raha...................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th September 2015, 10:56 AM

waaahh Masha Allah kin kin khayaalon se labrez hai ye kalaam main bayaan nahi kar saktaa.... bas ye samajh lijiye har sher pe waahh hi waahhh niklaa hai...

duaa hai rab se ye kalam yunhi chanteee rahe...... aur hame padhne ke mauqe milte rahen....

apna kahyaal rakhiye... aatii rahiye....

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
28th September 2015, 04:51 PM

wahhhhhhhhhh wahhhhhhhhhhhhhhh
bahut khubbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd October 2015, 06:56 PM

Wah Zainy ji Wah

Ishq se labalab bhara hua aap ka ye kalam humara dil chura ke le gaya .

Bahut achchi peshkesh ..her sher apne aap meiN ishq ki hadd bayan ker raha hai , per makte tau sanam kehr hi dha diya ....Ke har raaz kehti haiN aankheN tumhari
bhai phir tau ankhon se per legi duniya rahi ..

Dil se daad kabool kareiN



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
3rd October 2015, 09:48 AM

Mili jo yeh nazreiN hamaari tumhaari
Tou lagne lagi saari dun'ya hi pyaari

Matla itnaa khoobsurat hai ki ek tasveer bunni shuru ho jaati hai...Wah Wah

Woh ek muskuraahat ke sadQe meri jaaN
Yeh dil bhi maiN haari, yeh jaaN bhi maiN haari

Umdaa Zainy ji is khayaal par dil se aah nikli...umdaa

Zara unse kehdo, ke nazreiN jhukaaleiN
Ke badhne lagi hai,bohat beQaraari

rawaangi aur bayaangi dono ki ala rahi sher mein bahut khoob
Na cheda karo apni aankhoN se humko
Gaye jaaN se hum aur ,adaa hai tumhaari

Kitnaa Nadaan sa sher rakha hai aapna mazaa aa gaya....bahut naazuk bahut asardaar

Yeh madhoshiyaN apni badhne lagi haiN
Yeh kaisa hai aalam, yeh kaisi khumaari

Wah wah speechless hoon kya kahun

Mohabbat me furqat ka aalam na pucho
Ke taaroN ko ginte huye shab guzaari

Ek aur sher jispar dil se muqarrar nikla kaha se aise bayaangi laayein hai aap...qatl karke chal diye

Yeh khamoshiyaN humse kuch keh rahi haiN
Sunati hain yeh raaz-e-dil baari - baari

Flawless superb

Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Ke har raaz kehti haiN aankheN tumhari

Makhta aur bhi khoobsurat shayad is se behter nahi ho saktaa tha...

Hats off to you



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
5th October 2015, 11:44 PM

Oye hoye................

How dare I missed this romantic piece of art.

mera bhi dil thodi der ke liye dhadakanaa bhool gaya tha madam.


Bohut bohut hi romantic ........................................

allah kare tum issey bhi kahin acha likho.................

Loved it.

ek aur baat hum jaise nouseekiyon ke liye Ghazal ka behr bhi likh diya karo please......


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
22nd October 2015, 03:05 PM


bohat ach,aa likha,a hai aa,p ne zainy g
bohat khub,


Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Mili jo yeh nazreiN hamaari tumhaari
Tou lagne lagi saari dun'ya hi pyaari

Woh ek muskuraahat ke sadQe meri jaaN
Yeh dil bhi maiN haari, yeh jaaN bhi maiN haari

Zara unse kehdo, ke nazreiN jhukaaleiN
Ke badhne lagi hai,bohat beQaraari

Na cheda karo apni aankhoN se humko
Gaye jaaN se hum aur ,adaa hai tumhaari

Yeh madhoshiyaN apni badhne lagi haiN
Yeh kaisa hai aalam, yeh kaisi khumaari

Mohabbat me furqat ka aalam na pucho
Ke taaroN ko ginte huye shab guzaari

Yeh khamoshiyaN humse kuch keh rahi haiN
Sunati hain yeh raaz-e-dil baari - baari

Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Ke har raaz kehti haiN aankheN tumhari


ملی جو یہ نظریں ہماری تمہاری
تو لگنے لگی ساری دنیا ہی پیاری

وہ اک مسکراہٹ کے صدقے میں جاناں
یہ دل بھی میں ہاری ، یہ جاں بھی میں ہاری

نہ چھیڑا کرو اپنی آنکھوں سے ہم کو
گئے جاں سے ہم اور ادا ہے تمہاری

یہ مدہوشیاں اپنی بڑھنے لگی ہیں
یہ کیسا ہے عالم ، یہ کیسی خماری

ذرا ان سے کہہ دو کہ نظریں جھکا لیں
کہ بڑھنے لگی ہے بہت بے قراری

محبت میں فرقت کا عالم نہ پوچھو!
کہ تاروں کو گنتے ہوئی شب گزاری

یہ خاموشیاں ہم سے کچھ کہہ رہی ہیں
سناتی ہیں یہ رازِ دل باری باری

چھپاؤ گی کیسے محبت کو زینی
کہ ہر راز کہتی ہیں آنکھیں تمہاری


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th October 2015, 01:57 PM

Tah e dil se aap sab doston ka bohat bohat shukriya ..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#12)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
2nd November 2015, 05:51 AM

Bohot hi pasand aai aap ki yeh tehreer. Gazab ka likha hai. Aese hi likhti rahiya.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com