Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Stories/Quotes/Anecdotes > Quotable Quotes

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mere samaaj ki ek haqqiqat
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love mere samaaj ki ek haqqiqat - 2nd May 2010, 08:13 PM

Mere jehan par aksar uske aks chhaye rahte hai jab tanha hota hu to uska saath paane ki kwahish har saas me uthati hai, har aati aur jaati hua saas me ek kami ka ehasaas mujhe kahi sukoon nahi deta mai is kashmkash me rahta hu magar use ye baat samjh me nahi aati ya fir vo is baat ko samjhna nahi chhati hai, jab tak baat sahi silsla se samjh me nahi aata tab tak mai bechin hi rahuga, kyon ki mere andhar jaanene ki jigaasa bahut hai , mujhe samjh me nahi aata ki zindagee me jiska saath aap chahate hai vo aapko itni asaani se nahi milta, log ese hi taqadeer kahte hai, aur main ise haalaat kahata hu kyon ki jo aapko milna hai vo to har had se gujarkar aap tak pahuch hi jaayega. use aap tak pahuchne se koi nahi rok sakta. is duniya me logo ko samjhne ke liye neeyat aur man ka saaf hona jaruri hai , magar yaha to logo ki neeyat aur man saaf hi nahi hai aur soch to itni chhoti hai ki khud ko hi sahi tareeke se samjh le to itna hi kaafi hai, kyoki log samjhadaar hone ke bawajood bhi comments paas karte hai aur apni chhoti maansikata ka parichaye dene se baaz nahi aate, isliye kahate hai ki khoobsurati me vivek ki kami hoti hai, lekin ye log dusre ko dekhkar bhi nahi sikhate hai, shayad apne aap ko badalna hi nahi chhate, mana ki badalna itna aasaan nahi hai, magar puranae vicharo aur narrow minded thoughts rakhane se behatar hai ki apne aap ko zamaane ke sath badale magar nahi vahi mentality kuye ka medhak, aise rishte hone se aacha hai ki rishta hi na ho. apne emaan ke saath neeyat ko jo insaan saaf nahi rakh sakta vo duniya me kisi rishte ko bhala kia astar se nibhata hoga. iska andaza lagaya ja sakta hai.



Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com