Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1)
gjgjgj
Guest
 
Posts: n/a
Thumbs up 13th April 2001, 06:32 PM

lab pe aati hai duaa banake tamannaa meri
zindagi shammaa ki surat ho Khudaayaa meri
duur duniyaa kaa mere dam se andheraa ho jaaye
har jagah mere chamakane se ujaalaa ho jaaye
ho mere dam se yuuN hi mere vatan ki zinat
jis tarah phuul se hoti hai chaman ki zinat
zindagi ho meri paravaane ki surat yaa rab
ilm ki shammaa se ho mujh ko muhabbat yaa rab
ho meraa kaam Garibon ki himaayat karanaa
dard_mandon se zaifon se muhabbat karanaa
mere allaah buraai se bachaanaa mujh ko
nek jo raah ho us raah pe chalaanaa mujh ko


[zinat = decoration/enhancing the beauty of; ilm = knowledge]
[himaayat = sympathize; za_if = old/infirm/weak]
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
27th November 2005, 08:32 PM

lab pe aati hai duaa banake tamannaa meri
zindagi shammaa ki surat ho Khudaayaa meri
duur duniyaa kaa mere dam se andheraa ho jaaye
har jagah mere chamakane se ujaalaa ho jaaye
ho mere dam se yuuN hi mere vatan ki zinat
jis tarah phuul se hoti hai chaman ki zinat
zindagi ho meri paravaane ki surat yaa rab
ilm ki shammaa se ho mujh ko muhabbat yaa rab

ho meraa kaam Garibon ki himaayat karanaa
dard_mandon se zaifon se muhabbat karanaa
mere allaah buraai se bachaanaa mujh ko
nek jo raah ho us raah pe chalaanaa mujh ko



.............!!!!!!!!



.




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
3rd December 2005, 08:08 AM

shukriya aapka jo aapne yeh behetreen kalaam iqbaal sahab ka hum sabke saath baanta.....take care.bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*aataa hai yaad mujhako guzaraa huaa zamaanaa...." Sir Mohammed Iqbal Jee"* Diggaj_Dave Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 10th July 2006 09:44 AM
Iqbal Sb nusrat_07 Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 21st January 2006 11:41 AM
best of mohammed rafi ashiq awara, Hindi/Urdu Lyrics 1 25th September 2005 08:18 PM
Hum Mohammed Hain mohammed Shayri-e-Ishq 0 26th March 2005 07:20 PM
Shikwa - By Iqbal gjgjgj Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 8th October 2001 06:16 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com