Kyu chahta hai koi kisio itna -
31st August 2008, 01:50 PM
kyu chahta hai koi kisiko itna kiuski yaadon ko bhulana namumkin sa lagta haikyu marr mit ta hai koi kisipe itna kibhari mehfil me hasta hai aur tanhai me rota hai...
ishq hota agar gunha to khud khuda ko bharna padta jurmaana
agar pyar karne waale sirf roote hai to bhul jaata har koi muskuraana
zindagi ki saansein hoti hai mohobat, ye jaan lo mere humdum
koi jee nahi sakta bina pyar k is duniya me kadam doo kadam...