Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tere hi bas mein
Old
  (#1)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
tere hi bas mein - 31st May 2006, 10:26 PM

Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai........

dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........

dekha hai khud ko tere pyar ke har rang mein.....
jab bhi teri nazar se.........
apni duniya ko maine inder-dhanush sa hote dekha hai.....

teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha hai....................


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ilesh shah
Registered User
ilesh shah is on a distinguished road
 
ilesh shah's Avatar
 
Offline
Posts: 53
Join Date: May 2006
Location: ahmedabad
Rep Power: 19
1st June 2006, 06:12 PM

Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai........

dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........

dekha hai khud ko tere pyar ke har rang mein.....
jab bhi teri nazar se.........
apni duniya ko maine inder-dhanush sa hote dekha hai.....

teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha hai....................


good one Ranjuji

with regards
ilesh
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
2nd June 2006, 10:35 AM

dear ranjana ji kalaam to masha allah bahot hi pyara hai.aur sach me thinking ki bhi daad deni padegi.sach me bahot acha hai .do keep writing.
shaad
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
a4arun4u
Nasamajh
a4arun4u has a spectacular aura abouta4arun4u has a spectacular aura about
 
a4arun4u's Avatar
 
Offline
Posts: 234
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 21
Thumbs up 2nd June 2006, 03:00 PM

wow
ranjana jee

i hv no words beside to say good...

itne simple words me aapne bahut si baate kah di...
apne dil ko ujagar kar diya mano.

keep writing.

regds,


Yours...
ARUN

======================================
Dil naa-umid to nahi, nakaam hi to hai.
lambi hai gam ki shaam, magar yeh shaam hi to hai.
=======================================
  Send a message via Yahoo to a4arun4u  
Reply With Quote
Old
  (#5)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
2nd June 2006, 03:15 PM

Quote:
Originally posted by ilesh shah
Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai........

dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........

dekha hai khud ko tere pyar ke har rang mein.....
jab bhi teri nazar se.........
apni duniya ko maine inder-dhanush sa hote dekha hai.....

teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha hai....................


good one Ranjuji

with regards
ilesh
shukriya ILESH JI ..............

with regards

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
2nd June 2006, 03:17 PM

Quote:
Originally posted by sameer'shaad'
dear ranjana ji kalaam to masha allah bahot hi pyara hai.aur sach me thinking ki bhi daad deni padegi.sach me bahot acha hai .do keep writing.
shaad
shukriya Sameer .............aap bas yun hi saath rahe , mujhe bhi aapka apni kavita per aana bahut accha lagta hai.......

with regards

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
2nd June 2006, 03:20 PM

Quote:
Originally posted by a4arun4u
wow
ranjana jee

i hv no words beside to say good...

itne simple words me aapne bahut si baate kah di...
apne dil ko ujagar kar diya mano.

keep writing.

regds,
shukriya Arun ji ......aapa ka bahut bahut sawagat hai meri post per bhi aur hamari shayari.com per bhi..............yun hi saath rahe......

with regards

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Re: tere hi bas mein
Old
  (#8)
dil_se_kalamtak
Registered User
dil_se_kalamtak has a spectacular aura aboutdil_se_kalamtak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Jan 2006
Location: BANGALORE
Rep Power: 20
Re: tere hi bas mein - 2nd June 2006, 04:13 PM

achhaaa likhaaa hai aapne :-)


Try for perfection n u will attain EXCELENCE...
U for ullas or ullas for U.
with bepanah muhhabbat(the word itself contains ...THE WORLD!)
  Send a message via Yahoo to dil_se_kalamtak  
Reply With Quote
Re: tere hi bas mein
Old
  (#9)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: tere hi bas mein - 2nd June 2006, 04:55 PM

"Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai......"


Wah....ye khayal kisi umda shayar k khayal se kam nahi

Pyaar bhara bhara aagaz




"dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........ "


Sach mein bohat romantic hai MAa pyaar hi pyaar jhalakta hai




"teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha "


Sabse pyari line ye hai ish poori rachna ki...behad khoobsurat




Pata tha mera mood theek ho jayega bohat acha laga aapke ehsaasat padhkar


jaladi aaiyega kuch naya lekar



APka Beta


Diggaj

Quote:
Originally posted by ranju bhatia
Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai........

dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........

dekha hai khud ko tere pyar ke har rang mein.....
jab bhi teri nazar se.........
apni duniya ko maine inder-dhanush sa hote dekha hai.....

teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha hai....................


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd June 2006, 05:09 PM

ranjana ji,bahut khoob.bahut acha likha aapne,apne aap ko apne aashiq ki nazar se dekhne ka khayaal bahut ache se express kiyahai aapne
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
har lamha pas bulaya hai tujhe,
Old
  (#11)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
har lamha pas bulaya hai tujhe, - 4th June 2006, 02:26 AM

baharon main ghataon main tujhay mehsos kiya,
jevan ki rahoon main tujhay mehsos kiya,

meri sanson main rahey terey khayal se halchal,
dil ki panahon main tumhay mehsos kiya,

khushbo hi khushbo bikhar gai har sooo,
main nay in hawaon main tujhay mehsos kiya,

din kay ujalon main tujhay mehsos kiya,
raat ki bahon main tujhay mehsos kiya,

neend roth gai us raat mujh se,
jis raat main nay tujhay mehsos kiya,

chand bhi mujh par rashk karta hai,
main nay jis main tujhay mehsos kiya,

har lamha pas bulaya hai tujhay,
tujh main kho kar tujhay mehsos kiya.

saif


kaif_sk
   
Reply With Quote
Re: har lamha pas bulaya hai tujhe,
Old
  (#12)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: har lamha pas bulaya hai tujhe, - 4th June 2006, 04:49 PM

Quote:
Originally posted by kaif_sk
baharon main ghataon main tujhay mehsos kiya,
jevan ki rahoon main tujhay mehsos kiya,

meri sanson main rahey terey khayal se halchal,
dil ki panahon main tumhay mehsos kiya,

khushbo hi khushbo bikhar gai har sooo,
main nay in hawaon main tujhay mehsos kiya,

din kay ujalon main tujhay mehsos kiya,
raat ki bahon main tujhay mehsos kiya,

neend roth gai us raat mujh se,
jis raat main nay tujhay mehsos kiya,

chand bhi mujh par rashk karta hai,
main nay jis main tujhay mehsos kiya,

har lamha pas bulaya hai tujhay,
tujh main kho kar tujhay mehsos kiya.

saif
kya baat hai kaif sahab............bahut hi khub likha aapne...........

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Re: Re: tere hi bas mein
Old
  (#13)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: Re: tere hi bas mein - 4th June 2006, 04:50 PM

Quote:
Originally posted by dil_se_kalamtak
achhaaa likhaaa hai aapne :-)
shukriya ji...........


ranjana
   
Reply With Quote
Re: Re: tere hi bas mein
Old
  (#14)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: Re: tere hi bas mein - 4th June 2006, 04:52 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
"Aaj khud ko teri nazar se maine dekha hai........
apne husan ko aur sawarte maine dekha hai......"


Wah....ye khayal kisi umda shayar k khayal se kam nahi

Pyaar bhara bhara aagaz




"dekha hai aaj khud ko tere har khayal mein........
tere har sawal mein, tere har jawab mein........
aur khud ko teri nazm ke shabado mein dhalte dekha hai......
sach toh yeh hai ki maine aaj khud ko teri nazm bante dekha hai........ "


Sach mein bohat romantic hai MAa pyaar hi pyaar jhalakta hai




"teri gandho se, tere saparsho se,aur teri jhankaro se.......
apne astitave ko bas tere hi bas mein maine dekha "


Sabse pyari line ye hai ish poori rachna ki...behad khoobsurat




Pata tha mera mood theek ho jayega bohat acha laga aapke ehsaasat padhkar


jaladi aaiyega kuch naya lekar



APka Beta


Diggaj
shukriya Diggaj ...........itne payar se pardne ke liye............


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
4th June 2006, 04:55 PM

Quote:
Originally posted by akelijaan
ranjana ji,bahut khoob.bahut acha likha aapne,apne aap ko apne aashiq ki nazar se dekhne ka khayaal bahut ache se express kiyahai aapne

shukriya jaan ji .....................


ranjana
   
Reply With Quote
Bohat Khub saif saab
Old
  (#16)
khurram
Registered User
khurram is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
Bohat Khub saif saab - 4th June 2006, 11:27 PM

bohat achi soch hai saif saab, eik eik word ka pechay bohat kuch words chupay huway thay ,
nice thoughts..
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#17)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply - 5th June 2006, 12:19 AM

janab khuram sahab & ranju jii , tariif k liye bahoot bahoot shukriya, waise hum shayer toh nahi hai, bas shayri ka shauk rakhte hai , aur kuch shayri aur gazal humare pass hai, joh hum aap ko bhej rahe hai , waise is group mein sabhi achche shayer hai aur is group k bahoot so shayeroon ki shayri & gazal humne padi hai sabi achcha likhte hai. hum kuch bhejna chahenge omid hai aap sabhi log pasand karenge

teri chah main had say guzar jaonga ek din
piyar hota hai kia yeh dikhaon ga ek din

teri sang dili ko sehtay sehtay
main jaan say apni guzar jaon ga ek din

apni sari chahtain tujh pay war kay
pyaar karna tujhay bhee sikhaon ga ak din

jee na payenga tu bhee ho kay juda mujh say
aisa pyaar tujh say kar jaon ga ek din

andhairon main hi dhoondhta reh jayenga mujh ko
aisi bay rukhi dikhlaon ga ek din

kho kay mujh ko pachtao gay bohat sanam tum
wafa aisi tum say kar jaon ga ek din

aisi deewangi say chahonga tujhey
bhool jaongay tum bhee sara jahan ek din

jaan teri bhee labon pay aa jay ga
ban kay khak jab matti main mil jaon ga ek din


kaif_sk
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
5th June 2006, 08:27 AM

kho kay mujh ko pachtao gay bohat sanam tum
wafa aisi tum say kar jaon ga ek din

aisi deewangi say chahonga tujhey
bhool jaongay tum bhee sara jahan ek din

jaan teri bhee labon pay aa jay ga
ban kay khak jab matti main mil jaon ga ek din

nice .......beautiful.............

tera yeh diwanapan mujhko bhi diwana bana dega ek din
tere lafazo mein hai jo wafa ki kushbu...........
woh mere chaman ko bhi meheka degi ek din......

hain labon per thahari hui si baate hain bahut.......
woh sab aake sunanai hai tujhko............
khuda se bas yahi dua hai meri......
woh mujhko tujhse mila de ek din................

aapke jaisa toh nahi likh sakte hum......per jo dil mein aaya aapke in khubsurat lafazo ko pad ke woh likh diya...............kuch galat lage toh jarur bataye......accha lagega hame........


ranjana
   
Reply With Quote
reply:-kuch galat lage toh jarur bataye
Old
  (#19)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply:-kuch galat lage toh jarur bataye - 5th June 2006, 11:25 PM

ranju jii bahoot khub, bahoot achcha likha hai aap ne kya baat hai daad kabool kijiye

hain labon per thahari hui si baate hain bahut.......
woh sab aake sunanai hai tujhko............
khuda se bas yahi dua hai meri......
woh mujhko tujhse mila de ek din................

ranju jii humne likha hai k hum shayer toh nahi hai per kuch achchi ghazal aur shayri humare pass hai joh aap sabo ko hum bhej rahe hai ,

arz hai

Har lamha teree yaad kee khushbuu hai meray pass
main is shehar main tanha hoon magar tuu hai meray pass

jis shakhs ko chahoon teree suurat main badal doon
yeh husan e tasawar hai kay jaduu hai meray pass

rakhata hai sada jo meree raton ko munawar
woh terey badan ka gul e khushbuu hai meray pass

kia mujhko pasand ayengain is shehar kay naghmey
tuu hai meree koyal teree kuukuu hai meray pass

kia thamoon ga main jana kisee aur kee bahain
pehnay huye kangan terey bazuu hain meray pass

jab chahay qateel uskay najar tak mujhey lay jaye
sochon k chamakta huwa jugnoo hai meray pass


kaif_sk
   
Reply With Quote
bohat khub saif saab
Old
  (#20)
khurram
Registered User
khurram is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
bohat khub saif saab - 6th June 2006, 01:33 AM

bara hosla hai aap ka saab, warna aj kal ka khudgarz zamanay mein tou log adhay raasty say he wapis aa jaty hein ...khair kuch ashaar aap ke nazer

kahien tum apni qismat ka likha tabdeel kar letay,
to shyed hum bhe apna rastaa tabdeel kar letay,

agar hum waqaee kam hosla hoty mohabat mein,
marz barhnay say pehaly dawa dabdeel kar lety,

tumhari tarha jeenay ka hunar aata to phir shyed,
makaan apna wohi rakhtay pata dabdeel kar lety

bohat dhundla gia yaadoun ke jhilmil mein dil-e- sada
woh mil jata to hum yeah ayna tabdeel kar lety....
   
Reply With Quote
bohat khoob
Old
  (#21)
azra
Registered User
azra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
bohat khoob - 6th June 2006, 02:33 AM

sachi baat hai ki kuch log beech raah akela ker ke chale jaate hain aj ke is zamaane me koi dil se ager kisi ko chahta hai to usko uske pyaar ka sila nahi milta sache pyaar ki ehmiyet uske jaane ke baad he pata chalti hai aur tab tek bohat dair ho jati hai sacha pyar sirf ek dafa dastak deta hai hai per khudgarzi me us pyaar ko ehmiyet aur izzet dena hum bhul jata hai aur sirf gham aur aansu reh jaate hain

janab kaif sahab, kuch aur ghazlein zuroor post keriyega


meherabaaN hoke bula lo mujhe chaaho jis waqt
maiN gaya waqt naheeN hooN ke fir aa bhee na sakooN

zauf meiN taana-e-aGHayaar ka shikawa kya hai ?
baat kuchch sar to naheeN hai ke uTha bhee na sakooN

zehar milta hee naheeN mujhko sitamgar, warana
kya qasam hai tere milne kee, ke kha bhee na sakooN
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#22)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply - 6th June 2006, 04:42 AM

salam khuram sahab & azra jii , khuram sahab bahoot hi khub likha hi aap ne

agar hum waqaee kam hosla hoty mohabat mein,
marz barhnay say pehaly dawa dabdeel kar lety,

tumhari tarha jeenay ka hunar aata to phir shyed,
makaan apna wohi rakhtay pata dabdeel kar lety

bhoot khub daad kabool kijiye

aur azra jii kya baat hai , aise hi likhte raheye

zehar milta hee naheeN mujhko sitamgar, warana
kya qasam hai tere milne kee, ke kha bhee na sakooN

aur azra jii aab baat rahi bech rah mein chordh jane ki toh hum itna hi kahenge k kuch log pyaar ko pyaar samajte hai aur kuch log pyaar ko majak joh bech rah mein chordh jatey shayad woh pyaar nahi karte yah fir os ki apni koi majboori

arz hai

Zindagi Main Meri Yeh Ajab Mour Hai Aya
Who Shaks Bhi Kho Gaya Jisey Tha Mudaton Main Paya

Uss Ka Masoom Sa Chera Meri Nigahon Ko Bhaya
Iss Pasandeedgi Ney To Isqh Ka Hai Rogg Lagwaya

Kabhi Jo Hasney Hasaney Ki Baat Kerta Tha Mujh Sey
Aaj us Ki Narazgi Ney Mujhey Betahasha Rulaya

Woo Na Mana To Pal Mein Bikher Jaon gi Main
Dil Hota Hai Woh, Ghar Jo Ujjra To Kissi Ney Na Basaya

Uss Ki Udassi Per Dil Ko Na Kyun Udaas Karoon
Jee Ney Merey Bhi To Hai Ussey Shidat Sey Chaha

Is Qader Aadat Hogaee Hai Mujhey Us Ki
Kano Main Ahat Ati Hai, Nazar Ata Hai Dewaar Per Saya

Khiyalon Main Tazaad Baton Main Khafgi Agaee Hai
Darr Lagta Hai Mann Ko, Kahin Woo Ho Jaey Na Paraya

Samney Labb Uss Key Khamosh Hojatey Hairani Key
Warna Tasawur Mein Tha Main Ney Usey Khub Manaya


kaif_sk
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
6th June 2006, 09:15 AM

sabne bahut sundar likha ......kaif .Azra and khurram ji aap sabka bahut bahut shukriya...................

tujse bichar ke mera vajood kahan hai
tu hai jahan mera wahi ashyiaan hai .......

tujhse bichar ke kaise rah saknage hum
tum hi meri jindagi tu hi meri jaan hai

paaya hai tujhko maine apni duao se
tu hi ab meri jameen aur aasman hai

dekhenge tera tasvur ko hum apne kahwabo mein
tujhe alag ho ke na hum hai na mera koi nishaan hai...

ranju ki kalam se ek chotti si koshish..................


ranjana
   
Reply With Quote
pyar me ruthna aur manana ek khubsuret ehsaas hota hai
Old
  (#24)
azra
Registered User
azra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
pyar me ruthna aur manana ek khubsuret ehsaas hota hai - 6th June 2006, 04:01 PM

Woo Na Mana To Pal Mein Bikher Jaon gi Main
Dil Hota Hai Woh, Ghar Jo Ujjra To Kissi Ney Na Basaya

Uss Ki Udassi Per Dil Ko Na Kyun Udaas Karoon
Jee Ney Merey Bhi To Hai Ussey Shidat Sey Chaha
---------------------------------------------------------------------

bohat khoob kaif sahab ! jo sacha pyaar kerte hain woh apne ruthe hue pyaar ko manaane ki her mumkin koshish kerte hain pyaar mein ruthna aur manaana yeh ek khubsuret ehsaas hai
kisi ki udaasi per khud udaas ho jaana aisa he yeh pyaar hota hai

Arz Kiya Hai-

pyaar ke raaste mein bahot mushkilien hain
is mohabbat ke kal mein bahot takleefein hain
hamari kismat ke kal mein hain sirf dooriyan
kal humko rokegengi bahot si majbooriyan
aaj shayad hum ek saath hain haryali mein
par kal hum juda rahenge virani mein
jazbaat damm tod dega ehsaas se pehle
aur hum juda ho jayeinge milne se pehle..... !!!
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#25)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply - 6th June 2006, 11:45 PM

ranju jii & Azra jii tariif k liye shukriya , aur haan azra ji joh saccha pyaar karte hai woh apne ruthe hue pyaar ko mana hi lehte hai

ranju jii aur azra ji aap ne bahoot khub likha hai

aur azra jii aap sacha pyaar karne wale ko kuch is tara bhi mana sakhte hai

arz hai

Main Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon to kehna

Main Muskurahat hoon mujhe hansa ker dekh
Na sajoon tere honton per to kehna

Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi main to kehna

Main Dil hoon mujhe soon ker dekh
Na Dharkoon tere Dil main to kehna

Main Phool hoon mujhe laga ker dekh
Na mehkoon din raat to kehna

Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiiii to kehna


kaif_sk
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
8th June 2006, 08:38 AM

nice one...............
thanks for sharing............

jabaat ho ya halat ho
dhalte samaye mein nikhar jaayenge
bahaoo.n mein hum ko bhar lo sanam
jajabo se bhare hain bikhar jaayenge

main toh sitaro mein uljhi nahi hun
na hi hai aasman per meri nazar
jameen per hai mere kadam ba kadam
ghabarte hai kya hum kidhar jaayenge
bahaao.n mein hum ko bhar lo sanam
hum yuh hi bikhar jaaynge..........n/m


ranjana
   
Reply With Quote
bahut khoobsoorat
Old
  (#27)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut khoobsoorat - 8th June 2006, 09:49 AM

tumahre khayal tumahre shabd sab bahut khoobsoorat hai. zindgee main tumahre geet aise hee asmano ko chhote rahen yahee kamana hai meree
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: bahut khoobsoorat
Old
  (#28)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: bahut khoobsoorat - 8th June 2006, 12:43 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
tumahre khayal tumahre shabd sab bahut khoobsoorat hai. zindgee main tumahre geet aise hee asmano ko chhote rahen yahee kamana hai meree
Anil
shukriya Anil ji ......................


ranjana
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Na talaash kar hamen ashkon mein,tere dil mein hum bus jaayenge. vichiter Shayri-e-Ishq 45 11th November 2009 01:31 PM
Pyar Mein Tere Tere............... Eyes Hindi/Urdu Lyrics 0 27th January 2006 04:07 PM
**~**Mein Baavri Tere Pyaar Mein.....**~** farhana Shayri-e-Dard 12 30th December 2005 12:16 AM
hum tere dil mein! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 9th March 2005 06:02 PM
tere baare mein.... shahab_e_saqib Shayri-e-Ishq 0 26th May 2002 11:22 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com