Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi sirf ek baar milti hai
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Zindagi sirf ek baar milti hai - 3rd October 2010, 04:56 PM

Main sochata hu aksar ki
zindagi sirf ek baar milti hai
baar-baar nahi
lekin jab mile to
main har baar sirf tere garbh
ko moti banta rahu
meri pahali aur antim yahi
kwahish hai kyon ki mujhe
tujh jaisi maa kabhi nahi
mili aur na milegi,
isliye mujhe rakhana apne hi
garbh me,taaki main
tere is khoon ka karz chukaa saku
magar ye mumkin nahi hai
mere liye,
tere garbh me palne ke liye
main mar jau pal-pal
apne watan ke liye.


Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
3rd October 2010, 06:01 PM

Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post
Main sochata hu aksar ki
zindagi sirf ek baar milti hai
baar-baar nahi
lekin jab mile to
main har baar sirf tere garbh
ko moti banta rahu
meri pahali aur antim yahi
kwahish hai kyon ki mujhe
tujh jaisi maa kabhi nahi
mili aur na milegi,
isliye mujhe rakhana apne hi
garbh me,taaki main
tere is khoon ka karz chukaa saku
magar ye mumkin nahi hai
mere liye,
tere garbh me palne ke liye
main mar jau pal-pal
apne watan ke liye.
behad khoobsoorat ehsaas ajay ji bahut achchi lagi aapki ye chah


Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com