Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dost ban kar bhi nahi-- Ahmad faraz
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Dost ban kar bhi nahi-- Ahmad faraz - 13th October 2008, 05:13 PM

As u know friends famous urdu poet Ahmad faraz is no more. he died on 25th august 2008. In his memory i want to share his 1 beautiful ghazal with u.



Dost ban kar bhi nahin saath nibhaane waalaa
Wohi andaaz hai zaalim ka zamaane waalaa

Ab isse log samajhtay hen giraftaar meraa
Sakht nadim hai mujhe daam men lane waalaa

Kya kahen kitnay maraasim thay hamaare is say
Wo jo ik shakhs hai munh pher k jaane waalaa

Tere hotay huay aa jaati thi saari duniyaa
Aaj tanhaa hun to koi nahin aane waalaa

Muntazir kis ka hun Tuti hui dehleez pe main
Kaun aayegaa yahaaN kaun hai aane waalaa

Main nay dekhaa hai bahaaron men chaman ko jaltay
Hai koi Khwaab ki taabiir bataane waalaa

Kyaa Khabar thi jo meri jaan men ghulaa hai itnaa
Hai wohi mujh ko sar-e-daar bhi laane waalaa

Tum taqalluf ko bhi ikhalaas samajhte ho 'Faraz'
Dost hota nahin har haath milaane waalaa…



regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
18th October 2008, 05:48 PM

Manu ji bahut khoob shayri post ki aapne Ahmad faraz sahab ki........Thanx


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
is se pahle ki bewafa ho jayen.. by Ahmad Faraz naresh_mehra110 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 27th September 2009 06:24 PM
Ahmad Faraz inteqal kar gaye!! dheer Shayri-e-Dard 14 30th August 2008 02:14 PM
Koi Aur Hai ... Ahmad Faraz zishan107 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 21st April 2008 10:59 PM
one more by ahmad faraz sagar29in Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 20th November 2001 08:07 PM
Ra.njish hii sahii..(by Ahmad faraz) shumaila Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 20th November 2001 04:29 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com