Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile...
Old
  (#1)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile... - 13th July 2006, 11:57 AM

Dosto ...aj jo kalaam likha vo mohobat k rivazo se hat ke hai..lekin ham samajhte hai ki sab ko apne apne jazbaat pesh karne ka haq hai..so kuchh likhne ki koshish ki hai jo aapke saamne hai...


Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...

khushiya thi jo chand vo bhi fisal gayi..
toot k bikhri zindgi..sanso k taar tootne lage..

dil-e-daman tumari bewafi se lahuluhan ho gaya..
tume dekhte hi 'mohobat' naam se ab tees si uthe..

daagdaar ho gaye sanam tuj sang preet bada kar..
na khushi mili, na zindgi...gamo se tar-tar ho chale..

armaan tha mohobat me khud ko mita denge..
tune mgr jo jakhm diye..zindgi ko aur nasoor kar gaye..

na jite hai na marte hai..is zingdi k sehra main..
vah re sanam is mohbat me maut bhi na mile...

Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...
   
Reply With Quote
Re: Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile...
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile... - 13th July 2006, 03:43 PM

GAM E LASHKAR SAHIBA
aapke har sher ko jaise jaise padhta gaya,,waise waise yun laga jaise dil ki jamin par gamon ki fauz badhti chali aa rahi hai..siskiyan,,laachari,,aur ashq ke gubaar udaati hue..gam ki talwarein seene ko chalni kar dengi jaise,,aahon ke abr fiza ko aur bhi khaufnaak bana rahe hai....bas..bas...ab aur nahin saha (padha) jata...!!!
bas dua karta hoon bekasi ke sehra mein bhatke is gam ke kaarwan ko mohabbat aur sukoon ka koi saagar mil jaye.aapki gazal par meri daad kubool kijiye...is umeed ke saath ki apne gam ke lashkar ko aap khushion ki talaash mein bhi daudaayengi.
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
14th July 2006, 11:50 AM

GAM E LASHKAR SAHIBA
aapke har sher ko jaise jaise padhta gaya,,waise waise yun laga jaise dil ki jamin par gamon ki fauz badhti chali aa rahi hai..siskiyan,,laachari,,aur ashq ke gubaar udaati hue..gam ki talwarein seene ko chalni kar dengi jaise,,aahon ke abr fiza ko aur bhi khaufnaak bana rahe hai....bas..bas...ab aur nahin saha (padha) jata...!!!
bas dua karta hoon bekasi ke sehra mein bhatke is gam ke kaarwan ko mohabbat aur sukoon ka koi saagar mil jaye.aapki gazal par meri daad kubool kijiye...is umeed ke saath ki apne gam ke lashkar ko aap khushion ki talaash mein bhi daudaayengi.
take care

Helo manoj....sabse pehle thanks aapke yaha aane k liye...socond thanks aapke itni gehrai se padh kar uski itna gehra response dene k liye....such me dil hai hi gamo ka pitara...iske alawa kuchh bhi nahi....paras apne ek post per kehti hai..ki jab kisi khushi se daman choo jayega to vo fir se likhengi...par manoj muje nahi lagta aisa hota hai...hamare liye shayed gam..gam aur dher saare gam hi hai...bas yahi keh paungi...sukoon maano ek divye swapn sa ho gaya hai...

thanks agains manu for coming here...u hi aate rahiyega..
   
Reply With Quote
Bht khoob
Old
  (#4)
hayanaaz
Registered User
hayanaaz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
Bht khoob - 15th July 2006, 01:34 AM

Gham-e-lashkar saahiba,
Boht khoob likha hai aapne


Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...

khushiya thi jo chand vo bhi fisal gayi..
toot k bikhri zindgi..sanso k taar tootne lage..

dil-e-daman tumari bewafi se lahuluhan ho gaya..
tume dekhte hi 'mohobat' naam se ab tees si uthe..

daagdaar ho gaye sanam tuj sang preet bada kar..
na khushi mili, na zindgi...gamo se tar-tar ho chale..

armaan tha mohobat me khud ko mita denge..
tune mgr jo jakhm diye..zindgi ko aur nasoor kar gaye..

na jite hai na marte hai..is zingdi k sehra main..
vah re sanam is mohbat me maut bhi na mile...

Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...

Kya baat hai bilkul sahi likha hai aapne aksar yahi to hota hai is main jise duniya wale Mohabbat kehte hain.

Keep it up.
Always keep smiling

Aapki Dost...........


rafat aman
  Send a message via Yahoo to hayanaaz  
Reply With Quote
Re: Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile...
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Dil ki ye aarzoo thi koi hamsafar mile... - 15th July 2006, 09:54 AM

Quote:
Originally posted by gam-e-lashkar
Dosto ...aj jo kalaam likha vo mohobat k rivazo se hat ke hai..lekin ham samajhte hai ki sab ko apne apne jazbaat pesh karne ka haq hai..so kuchh likhne ki koshish ki hai jo aapke saamne hai...


Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...

khushiya thi jo chand vo bhi fisal gayi..
toot k bikhri zindgi..sanso k taar tootne lage..

dil-e-daman tumari bewafi se lahuluhan ho gaya..
tume dekhte hi 'mohobat' naam se ab tees si uthe..

daagdaar ho gaye sanam tuj sang preet bada kar..
na khushi mili, na zindgi...gamo se tar-tar ho chale..

armaan tha mohobat me khud ko mita denge..
tune mgr jo jakhm diye..zindgi ko aur nasoor kar gaye..

na jite hai na marte hai..is zingdi k sehra main..
vah re sanam is mohbat me maut bhi na mile...

Dil ki yeh aarzoo thi koi hamsafar mile...
tum kya mile hame aur andhere mile...
hello friend

adhoori hasrato ka janaja hai yeh, par bahut khboosurti se nikala hai appney, daad hazir hai kabool kijiye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th July 2006, 09:56 AM

hello friend

adhoori hasrato ka janaja hai yeh, par bahut khoobsurti se nikala hai appney, daad hazir hai kabool kijiye.


------------
Sunita Virender Singh


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
15th July 2006, 10:11 AM

hmmm sab theek toh hai ji???????
kaafi dard mehsoos karrahi hoon tumhare har lafz mein..umeed hai sab khairiyat se hai....
waise kalaam pasand aaya mujhe..dil se likkhi har baat dil ko choo jaati hai..haina!
tum yuhin likhte raho lekin umeed karti hoon ke yeh dard bas shayri tak seemit hai
apna khyaal rakkho...tumhari apni


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#8)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
18th July 2006, 04:09 PM

Rafat Aman Ji...

Adaab...!!

Thanks aman ji...vaise me aapko nahi jaanti lekin khushi hui ki aap yaha aayi aur apni dictionery me hame b add kar liya...yahi soch kar dil ko bahut khushi hoti hai...jab koi kisi anjaan ko apne saath le leta hai...

aapko hamara kalaam pasand aaya....hamari koshish safal ho gayi..ek insaan ko is se jyada kya chahiye hota hai...thanks u hi aate rahiye...aur hame khushi dete rahiye..aur khush rahiye..ok bye..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
18th July 2006, 04:11 PM

HELO...SUNITA JI...


adhoori hasrato ka janaja hai yeh, par bahut khoobsurti se nikala hai appney, daad hazir hai kabool kijiye.



Thanks sunita ji...badi khoobsoorti se aapne bhi tareef ki hai...dil se kabool karte hai aap ki daad ko...aur umeed karte hai k aap u hi aati rahengi....

thanks again.


urs
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
18th July 2006, 04:14 PM

HAI FARU...

HOPE U WILL FINE...

U KAHU K...AAAAAAAP AAAAAAAAAAAAYE BAHAAR AAYI...

TO JYADA ACCHA HOGA......??

Sahi kaha faru.....ye gam shayri likhte likhte hi khatam ho jaye to acchhha hai...

khushi hui ki aapko mera likha pasand aaya....waise likhne me ham aapke shishye hai...

baaki sab theek hai...

thanks for coming at my post...

ok bye..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dil ki ye aarzoo thi koi dilruba mile Diggaj_Dave Hindi/Urdu Lyrics 1 15th August 2006 04:10 PM
***~~Kahi Aarzoo Zinda Mile~~*** acharya_mj Shayri-e-Dard 4 13th March 2006 10:18 AM
Mile Mile Do Badan..- Black Mail(1973) farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 6th December 2005 12:03 AM
ashk peene ko mile zakhm mile khane ko allahabadrptds Shayri-e-Dard 2 30th July 2003 04:54 PM
vo mile yaa na mile Neha haath ba.Daa kar dekho Neha Haroon Shayri-e-Ishq 2 8th March 2003 09:59 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com