Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Duniya Bananewale
Old
  (#41)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Duniya Bananewale - 22nd August 2010, 05:54 PM

Duniya Bananewale

Duniya Bananewale Kya Tere Man Mein Samaayi
Kaahe ko Duniya Banayi
Toone Kaahe ko Duniya Banayi

Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle
Dharti Yeh Pyari Pyari
Mukhde Yeh Ujle
Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela
Usme Lagaya Jawaani Ka Mela
Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai
Kahe Ko Duniya..........................

Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya
Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya
Jeevan Ke Path Par Meet Milaye
Meet Milake Toone Sapne Sajaaye
Sapne Sajaa ke Toone Kahe Ko De Di Judaai
Kahe Ko Duniya........................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Un Ke Kayaal aaye
Old
  (#42)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Un Ke Kayaal aaye - 22nd August 2010, 05:57 PM

Un Ke Kayaal aaye

Un Ke Kayaal Aae To Aate Chale Gae
Diivaanaa Zindagii Ko Banaate Chale Gae
Un Ke Kayaal...................................

Jo Saans Aa Rahii Hai Usii Kaa Payaam Hai
Betaabiyon Ko Aur Badhaate Chale Gae
Un Ke Kayaal...................................

Is Dil Se Aa Rahii Hai Kisii Yaar Kii Sadaa
Viiraan Meraa Dil Thaa Basaate Chale Gae
Un Ke Kayaal...................................

Hosh-O-Havaas Pe Mere Bijalii Sii Gir Padii
Mastii Bharii Nazar Se Pilaa Ke Chale Gae
Un Ke Kayaal...................................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Badan Pe Sitaare
Old
  (#43)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Badan Pe Sitaare - 22nd August 2010, 05:59 PM

Badan Pe Sitaare

Badan Pe Sitaare Lapate Huye
O jaane tamanna kidhar ja rahi ho
Zara paas aayo, to chain aa jaaye
Zara Paas Aayo to chain aa jaaye

Hameiin Jab na honge to aye dil rubaan
Kise dekh kar haaye sharmaayo gi
Na dekhogi phir tum kabhi aaina
Hamare bina roz ghabraayo gi
Badan Pe Sitaare Lapate Huye...

Hai ban ne sawar ne ka jab hi maza
Koyi dekhne wala aashiq to ho
Nahi to yeh jalwe hain bhujte diye
Koyi mitne wala ek aashiq to ho
Badan Pe Sitaare Lapate huye...

Mohabbat ki yeh intaha ho gayi
Ke Masti mein tumko khuda keh gaya
Zamana yeh insaaf karta raha
Bura keh gaya yah bbhala keh gaya
Badan pe sitaare lapate huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aayo, to chain aa jaye...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Aansoo Bhari Hain Yeh Jeevan Ki Raahen
Old
  (#44)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Aansoo Bhari Hain Yeh Jeevan Ki Raahen - 22nd August 2010, 06:07 PM

Aansoo Bhari Hain Yeh Jeevan Ki Raahen

Aansoo Bhari Hain Yeh Jeevan Ki Raahen
Koi Unse Keh De Hamein Bhool Jaayen
Aansoo Bhari Hain...........................

Waade Bhula De Kasam Tod De Woh
Haalat Pe Apni Hamein Chhod De Woh
Aise Jahaan Se Kyon Hum Dil Lagaayen
Koi Unse Keh De..............................

Barbaadiyon Ki Ajab Daastan Hoon
Shabnam Bhi Roye Maein Woh Aasman Hoon
Tumhe Ghar Mubarak, Hamein Apni Raahen
Koi Unse Keh De..............................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Aaja re ab mera dil pukara
Old
  (#45)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Aaja re ab mera dil pukara - 22nd August 2010, 06:12 PM

Aaja re ab mera dil pukara

Aa Jaa Re- 2, Ab Meraa Dil Pukaaraa
Ro Ro Ke Gam Bhii Haaraa
Badanaam Naa Ho Pyaar Meraa, Aa Jaa Re.. - 2
Aaja Re Ab Mera..................

Maut Merii Taraf Aane Lagii,
Jaan Terii Taraf Jaane Lagii
Bol Shaam-E-Judaai Kyaa Kare - 2
Aas Milane Kii Tadapaane Lagii
Aa Jaa Re.......................
Ab Meraa Dil Pukaaraa,
Ro Ro Ke Gam Bhii Haaraa
Badanaam Naa Ho Pyaar Meraa,
Aa Jaa Re........................

O O Ghabra Hai Re Dil- 2
Sapno Main Aake Kabhi Mil - 2
Aa Jaa Re, Ab Meraa Dil Pukaaraa, Ro Ro Ke Gam Bhii Haaraa
Badanaam Naa Ho Pyaar Meraa, Aa Jaa Re..

Aapane Bemaar-E-Gam Ko Dekh Le
Ho Sake To Tu Hamako Dekh Le
Tune Dekhaa Naa Hogaa Ye Samaa - 2
Kaise Jaataa Hai Dam Ko Dekh Le
Aa Jaa Re........................
Ab Meraa Dil Pukaaraa,
Ro Ro Ke Gam Bhii Haaraa
Badanaam Naa Ho Pyaar Meraa,
Aa Jaa Re..............................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao
Old
  (#46)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao - 22nd August 2010, 06:16 PM

Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao

Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao - 2

Abhee To, Meree, Zindagee Hai, Pareshaan - 2
Kaheen Mar Ke, Ho Khaak, Bhee Naa Pareshaan
Diye Kee, Tarah Se, Naa Hum, Ko Jalaao
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao,

Main Saanson Ke,Har Taar, Mein Chhup, Rahaa Hoon - 2
Main Dhadakan Ke, Har Raag Mein, Bas Rahaa Hoon
Zaraa, Dil Kee, Jaanib, Nigaahein, Jhookaao
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao,
Mohabbat Mein Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao

Na Honge, Agar Hum, To Rote, Rahoge
Sadaa, Dil Kaa Daaman, Bhigote, Rahoge,
Jo Tum Par, Mitaa Ho, Use Naa Mitaao,
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao,
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao
Aawaaz De Ke, Humein, Tum Bulaao,
Mohabbat Mein, Itanaa, Naa Hum Ko, Sataao

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Bedardi Baalama
Old
  (#47)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Bedardi Baalama - 22nd August 2010, 06:22 PM

Bedardi Baalama

Bedardi Baalama Tujhko Mera Mann Yaad Karta Hai
Barasta Hai Jo Aankhon Se Vo Saavan Yaad Karata Hai

Kabhi Ham Saath Guzare Jin Sajeeli Rehguzaaron Se
Fiza Ke Bhes Mein Girte Hain Ab Patte Chanaaron Se
Ye Raahen Yaad Karti Hain Ye Gulshan Yaad Karta Hai
Bedardi Baalama........................................... .......

Koi Jhonka Hava Ka Jab Mera Aanchal Udaata Hai
Gumaan Hota Hai Jaise Tu Mera Daaman Hilaata Hai
Kabhi Chooma Tha Jo Toone Vo Daaman Yaad Karta Hai
Bedardi Baalama........................................... .......

Vo Hi Hain Jheel Ke Mandar Vo Hi Kirnon Ki Barsaatein
Jahaan Ham Tum Kiya Karte The Paharon Pyaar Ki Baatein
Tujhe Is Jheel Ka Kaamosh Darpan Yaad Karata Hai
Bedardi Baalama........................................... .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Chalke Teri Aankhon Se
Old
  (#48)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Chalke Teri Aankhon Se - 22nd August 2010, 06:26 PM

Chalke Teri Aankhon Se

Chalke Teri Aankhon Se, Sharaab Aur Zyaada,
Khilte Rahe Hoton Ke Gulaab Aur Zyaada,

Kya Baat Hai Jaan-e-teri Mehefil Mein Sitamgar,
Dhadake Hein Dil-e-khana, Kharaab Aur Zyaada,

Tu Ishq Ke Toofan Ko Bahon Mein Jakad Le,
Allaha Kare Zore Shabaab Aur Zyaada,

Is Dil Mein Abhi Aur Bhi Zakhmon Ki Jagah Hai,
Ab Ruki Kataari Ko Duaab Aur Zyaada,

Chalke Teri Aankhon Se, Sharaab Aur Zyaada,
Khilte Rahe Hoton Ke Gulaab Aur Zyaada..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
chhod gaye baalam
Old
  (#49)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
chhod gaye baalam - 22nd August 2010, 06:28 PM

chhod gaye baalam

chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye

chhut gaya baalam haai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

phool sang muskaye kaliyan main kaise muskaaub
baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan - 2
cham cham neer bahaaun main cham cham neer bahaaun
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

dil ki lagi ko kya koi jaane main jaanu dil jaane
palkon ke chaya mein naache - 2
dard bhare afsaanse haai dard bhare afsaane
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye

pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat
aaisi chali birhaah ki aandhi - 2
tadpat hu din raat haai main tadpat hu din raat
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
dheere dheere chal
Old
  (#50)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
dheere dheere chal - 22nd August 2010, 06:30 PM

dheere dheere chal

dheere dheere chal, chaand gagan mein
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein
kahin Dhal naa jaaye raat, toot naa jaayein sapane
dheere dheere chal, chaand gagan mein

vo kyaa cheez thi, milaake nazar giraa di
huaa vo asar, ke hamane nazar jhukaa di
gun gun goonje raag, aaj pavan mein
dheere dheere chal, chaand gagan mein

do dil mil gaye, diye jal gaye hazaaron
aji, tum mil gaye, to gul khil gaye hazaaron
hongi do do baat aaj milan mei
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Dil ke jharoke mein
Old
  (#51)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Dil ke jharoke mein - 22nd August 2010, 06:34 PM

Dil ke jharoke mein

Dil ke jharoke mein tujko bitha kar
Yadoon ko teri main dulhan banakar
Rakhunga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Kal tere jalwe paraaye bhi honge
Lekin jhalak mere khwaabon mein hogi
Phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat
Lekin mehek meri saanso mein hogi
Kal tere jalwe paraaye bhi honge
Lekin jhalak mere khwaabon mein hogi
Phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat
Lekin mehek meri saanso mein hogi
Dil ke jharoke mein.....................

Ab bhi tere surkh hothon ke pyaale
Mere tassavur mein saaki bane hain
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein sathi bane hain
Ab bhi tere surkh hothon ke pyaale
Mere tassavur mein saaki bane hain
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein sathi bane hain
Dil ke jharoke mein....................

Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main koi tujhse na shikwa karunga
Aankho mein rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karunga
Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main koi tujhse na shikwa karunga
Aankho mein rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karunga
Dil ke jharoke mein ...............

Dil ke jharoke mein tujko bitha kar
Yadoon ko teri main dulhan banakar
Rakhunga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
ghum uthaane ke liye
Old
  (#52)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
ghum uthaane ke liye - 22nd August 2010, 06:41 PM

ghum uthaane ke liye

maut hi na aaye mujhe,kisi ko chain mile
mujh ko bekali de de...........................

ghum uthaane ke liye,main to jiye jaaunga,

saans ki lay pe,tera naam liye jaaunga,
ghum uthaane ke liye,main to jiye jaaunga.

haaye tune mujhe ulfat ke,siva kuchh na diya
aur maine tujhe nafrat ke,siva kuchh na diya,
haaye tune mujhe ulfat ke,siva kuchh na diya,
aur maine tujhe nafrat ke,siva kuchh na diya.
tujh se sharminda hoon,aye meri wafa ki devi
tera mujrim hoon,musibat ke siwa,kuchh na diya.
ghum uthaane ke liye,main to jiye jaaunga....

tu khayaalon mein mere,ab bhi chali aati hai,
apni palkon pe un ashqon,ka janaaza le kar,
tu khayaalon mein mere,ab bhi chali aati hai
apni palkon pe un ashqon,ka janaaza le kar,
tune neende kari qurbaan,meri raahon mein,
main nashe mein raha,gairon ka sahaara le kar,
ghum uthaane ke....................................

ghum uthaane ke liye,main to jiye jaaunga,
ghum uthaane ke liye,main to jiye jaaunga,
saans ki lai pe tra naam liye jaaunga.......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#53)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
23rd August 2010, 10:12 AM

kaun hai jo sapano.n me.n aayaa
kaun hai jo dil me.n samaayaa
lo jhuk gayaa aasamaa.n bhii
ishq meraa ra.ng laayaa
o priyaa, o priyaa...

zindagii ke har ik mo.D pe mai.n
giit gaataa chalaa jaa rahaa huu.N
bekhudii kaa ye aalam na puuchho
manzilo.n se ba.Dhaa jaa rahaa huu.N, ...

saj ga_ii aaj saarii dishaae.n
khul ga_ii.n aaj jannat kii raahe.n
husn jabase meraa ho gayaa hai
mujhape pa.Datii hai.n sabakii nigaahe.n, ...

jism ko maut aatii hai lekin
ruuh ko maut aatii nahii.n hai
ishq raushan hai raushan rahegaa
raushanii isakii jaatii nahii.n hai, ...

--By Hasrat Jaipuri

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#54)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
23rd August 2010, 10:15 AM

yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
jhuumatii bahaar hai kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2

(o, kho gaye ho aaj kis khayaal me.n
o, dil fa.nsaa hai bebasii ke jaal me.n ) - 2
matalabii jahaa.N meharabaa.n ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2

(o, raat Dhal chukii hai subah ho gayii
o, mai tumhaarii yaad leke kho gayii ) - 2
ab to merii daastaa.N ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2

(o, tum to mere zi.ndagii ke baaG ho
o, tum to merii raah ke chiraaG ho ) - 2
mere liye aasamaa.N ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2

--BY HASRAT JAIPURI

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Is rang badalti duniya mein
Old
  (#55)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Is rang badalti duniya mein - 23rd August 2010, 03:07 PM

Is rang badalti duniya mein

Is rang badalti duniya mein,
insaan ki neeyat theek nahi,
nikla na karo tum saj dhaj kar,
imaan ki neeyat theek nahi,
is rang badalti duniya mein.

ye dil hai bada hi deewana,
chheda na karo is paagal ko,
ye dil hai bada hi deewana,
chheda na karo is paagal ko,
tumse na shararat kar baithe,
nadaan ki neeyat theek nahi.

is rang badalti duniya mein,
insaan ki neeyat theek nahi,
nikla na karo tum saj dhaj kar,
imaan ki neeyat theek nahi,
is rang badalti duniya mein.

kandhe se hata lo sar apna,
ye pyaar mohabbat rehne do,
kandhe se hata lo sar apna,
ye pyaar mohabbat rehne do,
kashti ko sambhalo maujo se,
toofan ki neeyat theek nahi.

is rang badalti duniya mein,
insaan ki neeyat theek nahi,
nikla na karo tum saj dhaj kar,
imaan ki neeyat theek nahi,
is rang badalti duniya mein.

main kaise khuda haafiz keh doon,
mujh ko to kisi ka yakeen nahi,
main kaise khuda haafiz keh doon,
mujh ko to kisi ka yakeen nahi,
chhup jaao hamari aankho mein,
bhagwan ki neeyat theek nahi.

is rang badalti duniya mein,
insaan ki neeyat theek nahi,
nikla na karo tum saj dhaj kar,
imaan ki neeyat theek nahi,
is rang badalti duniya mein.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Paris Ki Ek Rangeen Sham
Old
  (#56)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Paris Ki Ek Rangeen Sham - 23rd August 2010, 03:13 PM

Paris Ki Ek Rangeen Sham

Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega,
Hamare Jaisa Dil Kahan Milega,
Aao Tumko Dikhlata Hoon,
Paris Ki Ek Rangeen Sham,
Dekho Dekho Dekho Dekho Dekho,
An Evening In Paris...........

Dekho Ye Pariyon Ki Toli
Meethi Meethi Jinki Boli
Kya Kya Dil Par Rang Jamaye
Jalwon Ki Yeh Aankh Micholi
Aji Aisa..........................

Haathon Mein Haath Daaley
Phirte Hain Aashiq Niraley
Dhoondo Yahan Tum Bhi Saathi
Mil Jaaenge Husnwale
Aji Aisa........................

Apne Dil Ka Daaman Bhar Lo
Mar Jaaoge Pyar Karlo
Kal Ka Sapna Kisne Dekha
In Rahon Se Aaj Guzarlo
Aji Aisa.....................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
mushaira in pakistan
Old
  (#57)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
mushaira in pakistan - 23rd August 2010, 09:46 PM

http://www.youtube.com/watch?v=GwUX81mSM0o

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#58)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
26th August 2010, 12:01 PM

jo kalaam maine pahle reply me chaspaan kiya hai vo naresh sahab ne pahle hi suna diya tha...mazrat khwah hu jo gair daanistaaa ye gusthaki kar di...

aaj mai hasrat sahab ka ek gana sunata hu....
ye gana behtareen to hai hi aam sukhanfahm ke hisaab se magar writers ke liye bhi khaas hai kyuki bahut hi rare baher me hai....
is beher me bahut kam writers himmat karte hai...

pa.Nchhii banuu.N u.Datii phiruu.N mast gagan me.n
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n

(hillorii hillorii ...) o ... oho

o mere jiivan me.n chamakaa saveraa
o miTaa dil se vo Gam kaa a.Ndheraa
o hare kheto.n me.n gaae koii laharaa (???)
o yahaa.N dil par kisii kaa na bairaa
ra.Ng bahaaro.n ne bharaa mere jiivan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.Nchhii banuu.N ...

aa ...
o dil ye chaahe bahaaro.n se kheluu.N
o gorii nadiyaa kii dhaaro.n se kheluu.N
o chaa.Nd suuraj sitaaro.n se kheluu.N
o apanii baaho.n me.n aakaash le luu.N
ba.DhatI chaluu.N gaatI chaluu.N apanii lagan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.Nchhii banuu.N ...

(hillorii hillorii ...)

o mai.n to o.Duu.Ngii baadal kaa aa.Nchal
o mai.n to pahanuu.Ngii bijalii kii paayal
o chhiin luu.Ngii ghaTaao.n se kaajal
o meraa jiivan hai nadiyaa kii halachal
dil se mere lahare.n uThe.n Tha.nDii pavan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.Nchhii banuu.N ...
pa.Nchhii banuu.N ...

Last edited by zidd; 26th August 2010 at 12:04 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#59)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
26th August 2010, 12:08 PM

[QUOTE=zidd;407407]jo kalaam maine pahle reply me chaspaan kiya hai vo naresh sahab ne pahle hi suna diya tha...mazrat khwah hu jo gair daanistaaa ye gusthaki kar di...

aaj mai hasrat sahab ka ek gana sunata hu....
ye gana behtareen to hai hi aam sukhanfahm ke hisaab se magar writers ke liye bhi khaas hai kyuki bahut hi rare baher me hai....
is beher me bahut kam writers himmat karte hai...

waqah kya urdu ... ye is bday ka tohfa mila hai kya...

aur woh behr kaun hai woh bhi bata dete.... aadhi baat is not allowed ...!!

aur ye billi kahaN se pakad laye ho ....
suna hai bahut se choohe pareshaan haiN
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#60)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
26th August 2010, 12:39 PM

[QUOTE=janumanu;407411]
Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jo kalaam maine pahle reply me chaspaan kiya hai vo naresh sahab ne pahle hi suna diya tha...mazrat khwah hu jo gair daanistaaa ye gusthaki kar di...

aaj mai hasrat sahab ka ek gana sunata hu....
ye gana behtareen to hai hi aam sukhanfahm ke hisaab se magar writers ke liye bhi khaas hai kyuki bahut hi rare baher me hai....
is beher me bahut kam writers himmat karte hai...

waqah kya urdu ... ye is bday ka tohfa mila hai kya...

aur woh behr kaun hai woh bhi bata dete.... aadhi baat is not allowed ...!!

aur ye billi kahaN se pakad laye ho ....
suna hai bahut se choohe pareshaan haiN
hahahahahaahahhahahha
soch raha hu ki aam baatcheet ko bhi zara durust kar du.....shayri layak to alfaaz hai magar unko aam bolchaal me istemaal karne ki zara mashk ho jaaye ab....

iska meter hai 2112 / 2121 / 2112 / 2

........bus net ke raste sair kar raha tha ki ye billi raah me dikh gayi....badi maasuum si lagi...phir maine use meri ek ghazal sunaayi headphone lagake....to jhoom uthi......uski is harkat ne mera dil jeet liya( jaise anarkali ne kabutar uDaya ho)....
phir kya tha...use paal liya...

waise ye kaun kaun se chuhhe ko pareshaan kar rahi hai...
dikhti to maaoom si hai

Last edited by zidd; 26th August 2010 at 01:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#61)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th August 2010, 02:49 PM

http://www.youtube.com/watch?v=ASV1oebT5bI

--by Hasrat Jaipuri and kaifi azmi..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#62)
ek pal
Registered User
ek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 127
Join Date: Jun 2010
Location: rohini delhi
Rep Power: 16
31st August 2010, 02:46 PM

ये कौन आ गई दिलरुबा महकी महकी
फ़िज़ा महकी महकी हवा महकी महकी

वो आँखों में काजल वो बालों में गजरा
हथेली पे उसके हिना महकी महकी

ख़ुदा जाने किस-किस की ये जान लेगी
वो क़ातिल अदा वो सबा महकी महकी

सवेरे सवेरे मेरे घर पे आई
ऐ "हसरत" वो बाद-ए-सबा महकी महकी

SANDEEP KUMAR

email: sandeep0305@yahoo.in
   
Reply With Quote
Old
  (#63)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th September 2010, 11:33 PM

Sun sahiba sun

Sun sahiba sun pyaar ki dhun - 2

Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

Sun sahiba sun pyaar ki dhun

(Aah, aah)
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah
Koi haseena kadam pehle badhaati nahin
Majboori dil se na ho to paas aati nahin
Ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin
Khushi mere dil ko had se zyaada hai
Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai
Oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun
Sun sahiba sun pyaar ki dhun
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

Sun sahiba sun pyaar ki dhun

(Aah, aah)
Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh
Hote na ishaara to chal doon main saath bhi - 2
Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi
Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi
Oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun

Sun sahiba sun pyaar ki dhun

(Aah, aah)
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah
Mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri
Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
Ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi
Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi
Oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun
Sun sahiba sun pyaar ki dhun
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

Sun sahiba sun pyaar ki dhun

(Aah, aah)
Oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#64)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th September 2010, 11:41 PM

muhabbat hai kya chiz

ye din kyon nikalta hai, ye raat kyon hoti hain
ye peed kahaan se uthati hai, ye ankh kyon roti hai

(muhabbat hai kya chiz - 2, ham ko bataon
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao ) - 2
muhabbat hai kya chiz - 2

(bahakta hai badan kaise, sulagti hain ye saansen kyon
ye kaise aag hoti hai, pighalti hai ye shama kyon ) - 2

jal uthi shama to machal kar, parvana aa gaya
aag ke daman men, apne aap ko liptaa diya
hamne puchha dusare ki, aag mein ruka hai kya - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apni dhun mein
bas yahi gata raha
muhabbat hai kya chiz ...

ek din guzare jo ham, maikade ke mod se
ek maikash chala tha, may se rishta tod ke
hamane puchha kis liye tu, umra bhar pita raha - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apani dhun mein
bas yahi gaata raha
muhabbat hai kya chiz ...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com