Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: Tum aao to sahii (ek Rumaani Ghazal)
Old
  (#1)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Love Ghazal: Tum aao to sahii (ek Rumaani Ghazal) - 7th February 2009, 03:20 PM

yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

maa.ngate kyu.n ho charaagar se Gham-e-dil ki davaa
hum tumhe.n Gham ki dawaa de.nge tum aao to sahii

*chaaragar: physician

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:!
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-
Mayank © 5feb'09

Last edited by Mayank; 13th February 2009 at 09:57 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#2)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
7th February 2009, 03:35 PM

maine toh pehle hi kaha tha ki kamaal ka radiif hai sahab ..
mazaa aa gaya ...ab itna bulaane pe bhi yaar na aaye toh laanat hai mohabbat pe

chaliye ...mashq jaari rakhiye ....ye kavish bhi khoob rahi ...!

dua go,
KasaK


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..

Last edited by Mayank; 7th February 2009 at 11:00 PM..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
7th February 2009, 08:34 PM

Kya khoob Rahi Ghazal Mayankji......

Yahan kuch arz karti hoon.......

Hamne jahaan kahin bhi dekha,ek tum ko hee dekha
Aaj tuj se Jahan dekhenge , tum aao to sahi..............


Yunhi likhte rahiye.......Duwao ke saath


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~

Last edited by Purvi; 7th February 2009 at 08:36 PM..
   
Reply With Quote
Excellet Work Dear Friend Mayank
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Thumbs up Excellet Work Dear Friend Mayank - 7th February 2009, 11:25 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham ne yeh waadaa kiyaa raaz bataaye.nge sabhii

aaiinaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii


ek muddat se hai.n pyaase tire deedaar ke ham
pyaas nazaro.n ki bujhaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
ham to khud ko bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

dar-ba-dar phiratii ho beemaar-e-muhabbat ki tarah
dard hogaa to davaa de.nge tum aao to sahii!

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-
Mayank © 5feb'09
DEAR FRIEND MAYANK, I HAVE CAME HERE AFTER LONG TIME, AND FIRSTLY I STUKED @ YOUR GHAZAL, CONGRATULATION FOR CREATING SUCH MARVELOUS ,WONDERFULL AND BEAUTIFUL PIECE OF POETRY. MAY GOD BLESS U WITH CREATIVITY AND HATS OFF TO UR WORK.

KEEP WRITING
BEST WISHES AND REGARDS
MANU
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
redtears_ocean
Registered User
redtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the rough
 
redtears_ocean's Avatar
 
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
8th February 2009, 12:37 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham ne yeh waadaa kiyaa raaz bataaye.nge sabhii

aaiinaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

ek muddat se hai.n pyaase tire deedaar ke ham
pyaas nazaro.n ki bujhaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
ham to khud ko bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

dar-ba-dar phiratii ho beemaar-e-muhabbat ki tarah
dard hogaa to davaa de.nge tum aao to sahii!

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii

-Mayank © 5feb'09

bohat khoob mayank sahab i liked it very much
bohat ki khoobsoorat khayaal....!



Mera daman jalega tau jalogai tum bhi
yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
9th February 2009, 03:34 PM

Quote:
maine toh pehle hi kaha tha ki kamaal ka radiif hai sahab ..
kasak saahiba!

aap ne jis Dhang se meri is kavvish ko saraaha hai, mai.n us ke liye aap ka be-had shukr-guzaar huu.n . vaazeh hai ki Ghazal aap ko khuub bhaii hai is ke liye aap ka shukriyah!

Quote:
mazaa aa gaya ...ab itna bulaane pe bhi yaar na aaye toh laanat hai mohabbat pe
ab dekhiye, bulaana hamaara kaam tha ham ne bulaa liya, ab koii aaye na aaye rab jaane! par sab se pahle aap aa'ii yeh hamaare liye waqa'ii faqr aur khushii ki baat hai.........

Quote:
chaliye ...mashq jaari rakhiye ....ye kavish bhi khoob rahi ...!

dua go,
KasaK
mashq to albatta zaari rahegaa, gar aap aihbaab-e-sukhan yuu.n hi daad luTaate rahe.n

Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
9th February 2009, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham ne waadaa
yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
aaiinaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
ham to khud ko bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

dar-ba-dar phiratii ho beemaar-e-muhabbat ki tarah
dard hogaa to davaa de.nge tum aao to sahii!

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii

-Mayank © 5feb'09
The revised version is a lot better than the older one.. (My personal thought) but haan daad deni hogi. Itne simple se thought par bhi itni khoobsurat gazal likh daali hai bade bhai. maza aa gaya padhkar.

ek sher khaas achha laga...

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii

Is thought par mera bhi kuch likhne ka mann kar raha hai. Likhunga zaroor... aur aapse share bhi karunga. Bas yu samajhiye Aapke Ehsaaso ko samarpit hoga woh..... Aur vaada karta hu ki poori koshish karunga khoobsurat likhu taaki aapke itne sundar Alfaazon aur Ehsaason ki tauheen na ho. Umeed hai aapki ijazat milegi....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th February 2009, 06:55 PM

Mayank ji aadaab arz hai,

Do din se soch rahi thi ki aapki ghazal per kuch comment karun,per aapki ghazal ishq aur dard ke sections me idhar se udhar jhul rahi thi,to maine socha kahin tik jaye phir review dungi...waise accha kiya aapne ultimately ishq me rok diya..ab ishq per kuch likha ho to ishq me hi post karna chahiye, aysa mera apna khayaal hai..ab chalte hai aapki ghazal ki taraf...

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

iski koshish ki per aaya nahi,

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

isme dil cheerne ki kya zarurat hai, khol kar dikha deta,
wapis jodne ke surgery ke paise bach jaate aapke...

ham ne waadaa
yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
aaiinaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii


ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii

chhat per sajaa denge??chaand ko to aasaman per sajaya jaata hai shayed ,aasmaan tak aapka hath nahi pahunchta hoga..

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
ham to khud ko bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

maa.ngate kyu.n ho charaagar se Gham-e-dil ki davaa
hum tumhe.n Gham ki dawaa de.nge tum aao to sahii


dard mando ko dawa dena kab se shuru kar diya aapne, zara hamare liye bhi bacha ke rakhiyega..

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-
Mayank © 5feb'09
waise dont mind...zara shararat ka mood tha to yeh sab likh diya....waise sach poochu to aapki ghazal hai bade kamaal ki...ek bahut hi khoobsurat koshish keh sakte hain....koshish jaari rakhiyega mera matlab hai..(isi tarah acchi acchi ghazalein likhne ki)..
pls dont mind and dont reply...

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 10th February 2009 at 07:21 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
11th February 2009, 08:42 AM

Hi Mayank Ji

Aapko bahut dino baad padhna naseeb hua ... aapki ghazal hamesha umda rahi hai ... pyaar mein yeh b zaroori hai ..aacha kiya aapne kisi ko pukara .... nahi ko kisi ko kaise pata chalta ... May all ur wishes come true...
yu hi behtareen ghazal nazar karte rahe...hume intezaare rahega

take care...



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
13th February 2009, 10:36 AM

mayaNk bhaiyaa:

namaste!!

kyaa baat haii!! duaa haii mehnat raNg laayeN

aapki yeh pyaar bharii Ghazal bahot Khuub rahee!!

daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
13th February 2009, 04:14 PM

Mayank ji,
kya baat hai Romantic ghazal...hmmm
Valentine spl ...............


dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

is sher keliye rep++++++++++++++++++..

aise hi Romantic ghazal likha kijiye ........mahfil ko pyar ki ehesaas se sajate rahiye


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
16th February 2009, 02:55 PM

Hi Mayank,

Bht hi romantic ghazal likhi hai aapne...........ths is the first time i've read something written by u n m impressed........will b looking fwd 4 some more of ur ghazals.....keep it up.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th February 2009, 09:47 PM

Quote:
Kya khoob Rahi Ghazal Mayankji......
Jee Ghazal jee, yahaa.n kis ki taareef ho rahii hai hamaari ya khud apni , I mean 'Ghazal' kii

Quote:
Yahan kuch arz karti hoon.......
irshaad!!

Quote:
Hamne jahaan kahin bhi dekha,ek tum ko hee dekha
Aaj tuj se Jahan dekhenge , tum aao to sahi..............


waah waah! waah waah!

Quote:
Yunhi likhte rahiye.......Duwao ke saath


beshak ham likhte rahe.nge, go,aap jaise chaahne waale hame paDhte rahe.n... duaao.n , Ghazal ki pasadeegii ke liye tah-e-dil se shukriyah...

yuu.n hi aage bhi paDhti rahe.n

Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th February 2009, 09:49 PM

in short.............................superb


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th February 2009, 09:57 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
DEAR FRIEND MAYANK, I HAVE CAME HERE AFTER LONG TIME, AND FIRSTLY I STUKED @ YOUR GHAZAL, CONGRATULATION FOR CREATING SUCH MARVELOUS ,WONDERFULL AND BEAUTIFUL PIECE OF POETRY. MAY GOD BLESS U WITH CREATIVITY AND HATS OFF TO UR WORK.

KEEP WRITING
BEST WISHES AND REGARDS
MANU

Dear Manu,

kahaa.n Gaayab ho tum? aaya karo yahaa.n bhii......

dost, Ghazal tumhe pasand aaii jaan kar behad khushi huii.... mai.n chaahata huu.n ki tum bhi Ghazale.n pahle jaise likah karo aur site par regular aao.

apna khayaal rakkho...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
19th February 2009, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by redtears_ocean View Post
bohat khoob mayank sahab i liked it very much
bohat ki khoobsoorat khayaal....!
bohat bohat shukriyah saahab, aap ki husn-e-nazar hai aur kuchh nahii.n

yuu.n hi aage bhi aate rahe.n........

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
19th February 2009, 10:52 AM

Quote:
The revised version is a lot better than the older one.. (My personal thought) but haan daad deni hogi. Itne simple se thought par bhi itni khoobsurat gazal likh daali hai bade bhai. maza aa gaya padhkar.


hmm.. Amit bhai, zeyadah mehnat Ghazal likhane me.n nahii hai, lekin us ko khayaalo.n ko duurust rakhane me.n hai. isiliye Ghazal par jahaa.n kamii nazar aati hai, mai.n usay duur karna munaasiib samjhta huu.n. aur yeh sirf baar baar paDhne se ho sakta hai.. Ghazal pasand aaii, jaan kar khushi huii...

Quote:
ek sher khaas achha laga...
Quote:
ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd tum ko ham chhat pe sajaa de.nge tum aao to sahii


is sher ki pasandeegi ke liye , khaas taur se shukriyah!

Quote:
Is thought par mera bhi kuch likhne ka mann kar raha hai. Likhunga zaroor... aur aapse share bhi karunga. Bas yu samajhiye Aapke Ehsaaso ko samarpit hoga woh..... Aur vaada karta hu ki poori koshish karunga khoobsurat likhu taaki aapke itne sundar Alfaazon aur Ehsaason ki tauheen na ho. Umeed hai aapki ijazat milegi....
zaruur likho Amit bhaii, mere khayaal par koii kuchh likhe woh meri izzat aur himmat afzaaii hi hogii yeh to baDappan hai aap ka jo aap saadgii ke saath mujhe is baat ka ijaazat maa.ng raahe hai.n ... puuri puuri ijaazat hai...

aap ki koshish kaamyaab koshish ho, yeh subh-kaamnaaye.n hai..

likhte raho..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
20th February 2009, 03:06 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post

hmm.. Amit bhai, zeyadah mehnat Ghazal likhane me.n nahii hai, lekin us ko khayaalo.n ko duurust rakhane me.n hai. isiliye Ghazal par jahaa.n kamii nazar aati hai, mai.n usay duur karna munaasiib samjhta huu.n. aur yeh sirf baar baar paDhne se ho sakta hai.. Ghazal pasand aaii, jaan kar khushi huii...



is sher ki pasandeegi ke liye , khaas taur se shukriyah!



zaruur likho Amit bhaii, mere khayaal par koii kuchh likhe woh meri izzat aur himmat afzaaii hi hogii yeh to baDappan hai aap ka jo aap saadgii ke saath mujhe is baat ka ijaazat maa.ng raahe hai.n ... puuri puuri ijaazat hai...

aap ki koshish kaamyaab koshish ho, yeh subh-kaamnaaye.n hai..

likhte raho..

Mayank

Ab Chaand ke baare mein likhna hi padega na bhai. Ek Chaand mere paas bhi jo hai.......


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#19)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
25th February 2009, 05:21 PM

mayank bhai superb

apka ye sher bahut acha hai

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th February 2009, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Hi Mayank Ji

Aapko bahut dino baad padhna naseeb hua ... aapki ghazal hamesha umda rahi hai ... pyaar mein yeh b zaroori hai ..aacha kiya aapne kisi ko pukara .... nahi ko kisi ko kaise pata chalta ... May all ur wishes come true...
yu hi behtareen ghazal nazar karte rahe...hume intezaare rahega

take care...
mandeep jee,

hello,

shaayad aap pahli baar ham ne hamaare kisii post par aaii hai.n, aap ko dekh kar khushi huii..

aap ne Ghazal pasand farmaaya is ke liye tah-e-dil se shukriyah! aap jaise dosto.n ka saath raha to ham aise hi likhte rahe.nge.. aap bhi mehfil me.n aati rahe.n aur kuchh na kuchh likhti rahe.n, achchha lagta hai.....

ek baar phir se shukriyah!

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#21)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
26th February 2009, 04:09 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

maa.ngate kyu.n ho charaagar se Gham-e-dil ki davaa
hum tumhe.n Gham ki dawaa de.nge tum aao to sahii

*chaaragar: physician

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:!
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-Mayank © 5feb'09



bhut khoob mayank ji.............saare ke saare shair bhut hi achy hain khaas tour par ye shair bhut khoob hai..

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii

   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
3rd March 2009, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
mayaNk bhaiyaa:

namaste!!

kyaa baat haii!! duaa haii mehnat raNg laayeN

aapki yeh pyaar bharii Ghazal bahot Khuub rahee!!

daad!!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

dhaval bhaaii,

jai shri krishna

Ghazal pasand farmaane ke liye ke liye tah-e-dil se shukriyah, ummeed hai ki aage bhi yuu.n hi hausila aur izat afzaaii karte rahe.nge..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
13th March 2009, 06:56 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mayank ji,
kya baat hai Romantic ghazal...hmmm
Valentine spl ...............


dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

is sher keliye rep++++++++++++++++++..

aise hi Romantic ghazal likha kijiye ........mahfil ko pyar ki ehesaas se sajate rahiye


Diya

shukriyah diya

Ghazal valentine's special to nahii.n, lekin ittefaaq ki baat thi ki Ghazal Romaani hai aur valentines day ke aas paas likhi gaii thi to valentine's day special kaha jaa sakta hai....

aap ko Ghazal achchhi lagii, jaan kar behad khushii huiii....... shukiyah reps ke liye bhii.

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
16th March 2009, 11:21 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

maa.ngate kyu.n ho charaagar se Gham-e-dil ki davaa
hum tumhe.n Gham ki dawaa de.nge tum aao to sahii

*chaaragar: physician

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:!
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-
Mayank © 5feb'09
MayaNk sahab adaab....yaraan-e-mehfil meiN aaj kaafi arse baad ana hua..our aate hi aapka kalaam aakhoN ke aage se Guzra..yaqeen maaniye tabiat khush ho gayii...aapkii iss dil paziir Ghazal ke tamaam ashar bahuur hi oomda kahe gaye haiN...merii jaanib se dhairoN daad qubool farmaayeiN dost....

Ek instant ahsaas....do ashar meiN aapke kalaam ko smarpit dost...

Dil-e-aarzoo ko dewaana bana deNge tum aao toh sahi
Zakhm-e-dil muskaan meiN uljha deNge tum aao toh sahi

Mana ke khayii hai chot tumne jawaaN hote -hote ai dost
Un likheiN khatoN ko dewaan bana deNge tum aao toh sahi




Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
wah kya baat hai
Old
  (#25)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Thumbs up wah kya baat hai - 17th March 2009, 06:56 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-mehfil:

aadaab arz hai:- aik Ghazal pesh hai .. (jo ki 2 kaafiye par meri pahli Ghazal hai.. )jis ki farmaaish aap me.n se to kisi ne bhi nahee.n kii, par apni hii farmaaish par pesh kar rahaa huu.n ..

to dosto.n, agar ise dheeme dheeme gungunaa kar pyaar ke saath padhe.n to kyaa baat ho!

**************************************

cheer kar dil ko dikhaa de.nge tum aao to sahii
gile-shikawe bhii miTaa le.nge tum aao to sahii

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii

dil to kyaa cheez hai yeh jaan bhee haazir hai sanam
apnee hastii bhii miTaa de.nge tum aao to sahii

haath maa.ngaa hai to ham thaam ke bhee rakkhe.nge
ham-safar tum ko banaa le.nge tum aao to sahii

maa.ngate kyu.n ho charaagar se Gham-e-dil ki davaa
hum tumhe.n Gham ki dawaa de.nge tum aao to sahii

*chaaragar: physician

be-asar apnii-muhabbat ko na samjho, :Ghaafil:!
aag paanii me.n lagaa de.nge tum aao to sahii


-Mayank © 5feb'09

Aadab mayank ji,
kaise hai aap?

Masha allah kitni khubsurat ghazal pesh ki hai aapne,
aaj kayi dino baad apne parivaar me hazir hui hun,
or yakin maniye aapki ghazal padhkar dili khushi mayassar hui hain,
ALLAH APKO AUR TARAKKI DE,AAMIN

KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
19th March 2009, 11:01 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hi Mayank,

Bht hi romantic ghazal likhi hai aapne...........ths is the first time i've read something written by u n m impressed........will b looking fwd 4 some more of ur ghazals.....keep it up.

Nazneen jee:


Romantic Poetry, mai.n kabhi kabhaar Ghalti se likh leta huu.n, lekin zeyadahtar sad poetry hi likhaa karta huu.n. aap ko hamaarii yeh koshish pasand aaii, jaan kar behad khushii huii..... yuu.n hi aage bhi paDhte rahe.n.. khaaksaar ki pazeraaii ke liye behad shukriyah!

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
19th March 2009, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
in short.............................superb

Sunita jee:

namaste:

Ghazal ki pasandeegi ke liye tah-e-dil se shukriyah! yuu.n hi aage bhi hausila afzaaii karti rahe.n....

-Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd March 2009, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
mayank bhai superb

apka ye sher bahut acha hai

ham amaavas me.n bhii duniyaa ko dikhaa de.n ge chaa.nd
chhat pe ham, tum ko sajaa de.nge tum aao to sahii

dinesh bhaii,

Ghazal ki aur khaas kar ke is sher ki pasandeegi ke liye aap ka bohat bohat shukriyah!

yuu.n hi apni raa'ey dete rahe.n

-mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th March 2009, 05:04 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
bhut khoob mayank ji.............saare ke saare shair bhut hi achy hain khaas tour par ye shair bhut khoob hai..

ham ne waadaa yeh kiyaa kuchh na chhupaaye.nge kabhii
tum ko aaiinaa banaa le.nge tum aao to sahii
asalm saahab,

GHazal ki pasandeegi ke liye aap ka shukr-guzaar huu.n

koshish rahegii ki aage bhi bhetar likh kar aap sab ke saamne pesh kar sakuu.n....

daad aur hausila afzaaii aur khaaskar ke chune huye sher ki pasandeegi ke ke liye shukriyah

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#30)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th March 2009, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
MayaNk sahab adaab....yaraan-e-mehfil meiN aaj kaafi arse baad ana hua..our aate hi aapka kalaam aakhoN ke aage se Guzra..yaqeen maaniye tabiat khush ho gayii...aapkii iss dil paziir Ghazal ke tamaam ashar bahuur hi oomda kahe gaye haiN...merii jaanib se dhairoN daad qubool farmaayeiN dost....

Ek instant ahsaas....do ashar meiN aapke kalaam ko smarpit dost...

Dil-e-aarzoo ko dewaana bana deNge tum aao toh sahi
Zakhm-e-dil muskaan meiN uljha deNge tum aao toh sahi

Mana ke khayii hai chot tumne jawaaN hote -hote ai dost
Un likheiN khatoN ko dewaan bana deNge tum aao toh sahi


Harash
Harash jee:

mai.n Ghazal ki pasandeegi ke liye aap ka behad aabhaari huu.n.. aap jaise shaayar ko Ghazal pasand aaii yeh ek khushii kii baat hai.. aap khud ek achche shayar hai.n to aap ki pasandeegi bhii khaas maaene rakhti hai.... aap ke daad ke liye tah-e-dil se shukr-guzaar huu.n..

aap ke instant ehsaas bhi achche lage bazm me.n aate rahe.n

-Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th March 2009, 08:32 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab mayank ji,
kaise hai aap?

Masha allah kitni khubsurat ghazal pesh ki hai aapne,
aaj kayi dino baad apne parivaar me hazir hui hun,
or yakin maniye aapki ghazal padhkar dili khushi mayassar hui hain,
ALLAH APKO AUR TARAKKI DE,AAMIN

KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ

sony jee:

aadaab!

kaisi hai.n aap, bohat dino ke baad aap ko yahaa.n par dekhaa, dekh kar khushii huii. ummeed hai sab khairiyat hogee..

ap ko Ghazla pasand aaii, jaan kar behad khushii huiii.. aap ki is hausila aur izzat afzaaii ke liye main aap ka tah-e-dil se shukr-guzaar huu.n... yuu.n hii mehfil me.n aate rahe.n.....apna khayaal rakhiyegaa....

khuda-haafiz

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
SUPER GHAZAL OF THE YEAR - Winner Ghazal Dhaval Ghazal Section 36 11th October 2010 02:59 PM
Ghazal.......... amrit_sharad Shayri-e-Dard 19 20th September 2008 12:22 AM
ghazal yasmeenraaz Shayri-e-Dard 4 6th June 2008 03:21 PM
AshruO Khaali Ne Ghazal Lakhato Gayo-- Gujju Ghazal acharya_mj Shayri-e-Dard 3 16th September 2006 10:19 AM
Ghazal: Tum ghazal MeN Jo HaseenooN... Ameen Asim Aapki Shayri 1 16th November 2005 02:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com