Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bas is umeed ke saath
Old
  (#1)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post Bas is umeed ke saath - 3rd June 2007, 09:48 PM

Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th June 2007, 10:00 AM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
namaskaar shaan ji....aapke ahsaas humey pasand aaye...aur aapne en ahsaaso.n ko aapni zindgi mei.n utara hai....bahut khoob...kaash hum sab aise jeena seekh jaye....

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
nice
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 4th June 2007, 10:14 AM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
shaan ji ko raj ka salaam bhut khub shaan ji ek achi koshish ki hai aapne dil ko acha lagga.......yun hi likhte rahiyega........raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th June 2007, 12:08 PM

Kya baat hai huzoor,

Bahut khoob likha hai aapne... Saadgi bhare aashaar mujhe bahut pasand aate hain... yun hi likhte rahiyega... khayal rkahiye,,,

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#5)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 4th June 2007, 02:51 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
namaskaar shaan ji....aapke ahsaas humey pasand aaye...aur aapne en ahsaaso.n ko aapni zindgi mei.n utara hai....bahut khoob...kaash hum sab aise jeena seekh jaye....

god bless u
namaskaar sunita ji,
Aapki reply ko padh ker mujhe bahut achaa laga.. ye hamare ahsaas hai jinhen hum zindagi me utarne ki koshish kerten hai.
thanx

SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ajnabi duniya
saloni
ajnabi duniya will become famous soon enough
 
ajnabi duniya's Avatar
 
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
4th June 2007, 02:57 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
shaan jii,
aaj aapko padhaa ..aur padh ke bahut achaa lagaa....jis khubsurti se aapne ek ek sabd ko aapas me bandhaa hai wo kabile tarif hai...asaa kartii hu aapko ese hii padhte rahne kaa mokaa miltaa rahegaa
khush rahiyegaa
apnaa khayal rakhiyegaa
aapki dost~
saloni

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao
roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

~~~~~***SALONI***~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
darshan.vijay
Registered User
darshan.vijay is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Jun 2007
Rep Power: 0
4th June 2007, 03:31 PM

hi soloni

aap bahut acha likti hai. ase hi likte rahiye mera message mile tho reply karna

hamesa hasti raho.

Vijay Walia
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 4th June 2007, 09:31 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
shaan ji ko raj ka salaam bhut khub shaan ji ek achi koshish ki hai aapne dil ko acha lagga.......yun hi likhte rahiyega........raj.......

Thanx raj ji,

Rajveer ji humare ahsaas jo aapke dil ko achaa laga. or hum koshish karege ki aage bhi humari rachna aapko pasnd aaye.
thanx

take care
Allah Hafiz
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ajnabi duniya
saloni
ajnabi duniya will become famous soon enough
 
ajnabi duniya's Avatar
 
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
4th June 2007, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by darshan.vijay View Post
hi soloni

aap bahut acha likti hai. ase hi likte rahiye mera message mile tho reply karna

hamesa hasti raho.

Vijay Walia
vijay jii ..
bahut bahut sukriya...par ye to shaan jii kii post hai..merii nahii..
lagtaa hai aapko galatfahmii hogayii..

~
saloni

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao
roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

~~~~~***SALONI***~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
4th June 2007, 09:41 PM

shaan bha'ii adaab:

bahot khoob !!

aaj kaafi dino baad aapko paRHaa..baRii hi khuShii huii aapko paRH ke..aSh'aar pasaNd aaYeN..yuuNhii bazm sajaate raheN..

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazaT

aapkaa dost
Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
4th June 2007, 09:55 PM

Salaam,

Janaab kaayal bana diya apke in do sheron ne

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

wah!! daad haziir hai saheb. Bas likhte rahiye. Doston ki kamii na khalegi apko yahaan. Apki shaan men kya kahen ab, gstaakhi si lage hai alfaazon ko. Aaj yunhiijaazat dijiye is nachiiz ko.

Allha'haafiiz

Grazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
donlove
jaan raj
donlove will become famous soon enough
 
donlove's Avatar
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
4th June 2007, 10:00 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
salam shan ji
kaise hoo app?

appne bhot acha likha hai padhkar bhot acha lagga
yuhi likhte rehna

khush rehna

appki dost preet

dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya

kamalrajpreet

jaan raj
   
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#13)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 4th June 2007, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
SALAM SHAAN JI,
kaise hain aap?

kayi dinon ke baad apka likha padhne ka mauka mila hai,
yakin maniye hame be_hadd khushi hui,
apne jis andaz me wapsi ki hai,,MASHA ALLAH,

Aapne is nazm ko ek alag hi andaz me pesh kiya hain,,likhne ka tarika bhi kafi mukhtalif raha,
BOHOT KHOOB.
ALLAH aur tarakki de aapko,AAMIN

hamesha khush rahiye.
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ

apki dost

HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
5th June 2007, 03:40 AM

Namaste Shaan ji,
Bahot sahi likha hai aapne...

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 6th June 2007, 08:01 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Kya baat hai huzoor,

Bahut khoob likha hai aapne... Saadgi bhare aashaar mujhe bahut pasand aate hain... yun hi likhte rahiyega... khayal rkahiye,,,

Pulkit ji ko shaan ka salam,
thanx pulkit ji, jo apne humare ahsaas ko padha or wo ahcaa laga. Bas aaplogo ke is pyaar ne hi mujhe apne ahsaas ko sabke samne laane ke liye husala deten hain...
bas aap yun hi padhte rahen.
or hamesha hanste or muskurate rahen....

take care.
Aapka dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 8th June 2007, 09:30 PM

Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya View Post
shaan jii,
aaj aapko padhaa ..aur padh ke bahut achaa lagaa....jis khubsurti se aapne ek ek sabd ko aapas me bandhaa hai wo kabile tarif hai...asaa kartii hu aapko ese hii padhte rahne kaa mokaa miltaa rahegaa
khush rahiyegaa
apnaa khayal rakhiyegaa
aapki dost~
saloni
Saloni ji ko shaan ka salam,

Ye jaan ker behad khushi hui ki aapko humara ye ahsaas pasand aaya wase hum itna achaa nahi likh paate jitna ki aapne tareef ki hai per mujhe achaa laa.
Aap bhi hamesha khush rahiye or muskurate rahe.....

take care
Aapka Dost
~~ SHAAN ~~

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
8th June 2007, 10:06 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN

Shaan ji,

Bahut hi achi soch ko le kar aayi aaapki yeh nazm behad pasand aayi.. That's very true.. "Smile, as it can change someone's life completely, without u knowing anything"

Dua karungi ki aapko bhi woh Smile jaldi hi mile jisse aapki zindagi bhi khushiyon se bhar jaaye..

Daad kubool keejiye..

Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#18)
aryanvishu
ek ahsaas adhura sa
aryanvishu has a spectacular aura aboutaryanvishu has a spectacular aura about
 
aryanvishu's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Feb 2007
Location: Lucknow (India)
Rep Power: 19
Smile 11th June 2007, 11:56 AM

shaan ji ko humara salam,
kysee hain aap
aapki post bahut hi achee lagi bahut achaa ahsaas hai aapka. mujhe aapki dosri post ka intezaar rahega.

take care dost

aryan

Aise to lafja yun bhatkate rah jayenge,
Koi parh lega to alfaj suku payege...

Last edited by aryanvishu; 11th June 2007 at 11:59 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
11th June 2007, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya View Post
shaan jii,
aaj aapko padhaa ..aur padh ke bahut achaa lagaa....jis khubsurti se aapne ek ek sabd ko aapas me bandhaa hai wo kabile tarif hai...asaa kartii hu aapko ese hii padhte rahne kaa mokaa miltaa rahegaa
khush rahiyegaa
apnaa khayal rakhiyegaa
aapki dost~
saloni

Saloni ji, shaan ka salam kabool kijiye,

bas aap sab ke pyaar hi mujhe likhne ka haosla deta hain, wiase humne itna achaa nahi likha par achaa laga aapki reply dekhker. aap yun hi padhte rahen to jaldi hi ek nai rachna post keronga...? mujhe aapsab ki reply ka hamesha intezaar rahega.

aap hamesha hanste or muskurate rahen...
apna khyaal rakhiyega.

Allah hafiz
aapka dost..
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
14th June 2007, 02:58 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN

shaan ji shayad ye aapki pehli koshish hai ya ho sakta hai mujhay pehli baar parrhne ka ittefaq howa ho lekin bohat acha laga parrh ker bohat hi aasaan alfaz main aapne apne ahsasaat kobayan kiya yunhi koshish jari rakhainacha likh payenge apna khayal rakhiyega

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 14th June 2007, 10:04 PM

Vijay ji
aapko ye post pasand aai achaa laga...
Tarif post ki hui na? ab wo meri hai ya saloni ji ki
apne alfaazo ki daad sunker mujhe achaa laga.
aage bhi aapse review ka intezaar keronga..

take care
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 26th June 2007, 09:36 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
shaan bha'ii adaab:

bahot khoob !!

aaj kaafi dino baad aapko paRHaa..baRii hi khuShii huii aapko paRH ke..aSh'aar pasaNd aaYeN..yuuNhii bazm sajaate raheN..

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazaT

aapkaa dost
Dhaval
Dhaval ji kyse hain aap,
Hamara salam kabol kijiye, aaj kaafi din baad hum shayri.com per aaye or aapka replye padh ker achaa laga or khushi hui ye jaanker ki aapko humare ye koshish pasand aai.

bas yun hi aapka saath chahye.

hamesha khush rahen or muskurate rahe.\

take care

Aapka dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th June 2007, 10:58 AM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
SHAAN sahab ko mera salam bahut khoob likha hay janab apne unhi likhte rahiye her dum aur khush rahiye hamesha.........ALLAH HAFIZ

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#24)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 28th June 2007, 09:51 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
Salaam,

Janaab kaayal bana diya apke in do sheron ne

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

wah!! daad haziir hai saheb. Bas likhte rahiye. Doston ki kamii na khalegi apko yahaan. Apki shaan men kya kahen ab, gstaakhi si lage hai alfaazon ko. Aaj yunhiijaazat dijiye is nachiiz ko.

Allha'haafiiz

Grazie

Apki dost
Pooja
Salam Pooja ji,
Bas aap sub ki mahobbat hai jo mujhe shayri.com se jore rahti hai. nahi to mai koi shayer kaha hun.. ek simple sa insaan hun. or aap logo ke beech aapki dosti paker kush hun
is tamnna ke saath ki khush rahiye or saath nibhate rahiye..

Aapka Dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 6th July 2007, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by donlove View Post
salam shan ji
kaise hoo app?

appne bhot acha likha hai padhkar bhot acha lagga
yuhi likhte rehna

khush rehna

appki dost preet
Preet ji aapko shaan ka salam,
kysee hain aap, aaj bahut din baat shayri.com per aaya or aapke reply dekhi. bahut achaa mahsoos huaa bas aap mujhe yun hi hausla dete rahnen

aap kush rahne or hamesha hanste or muskurarte rahen

Take care
Aapka Dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 11th July 2007, 10:30 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
SALAM SHAAN JI,
kaise hain aap?

kayi dinon ke baad apka likha padhne ka mauka mila hai,
yakin maniye hame be_hadd khushi hui,
apne jis andaz me wapsi ki hai,,MASHA ALLAH,

Aapne is nazm ko ek alag hi andaz me pesh kiya hain,,likhne ka tarika bhi kafi mukhtalif raha,
BOHOT KHOOB.
ALLAH aur tarakki de aapko,AAMIN

hamesha khush rahiye.
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ

apki dost

HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
SONI JI, Salam ke saath sabse pahle aapki reply ke liye shukriya kahna chahunga ji aapko humari souch itnee achee lagi, Such kah raha hun Mujhe Bahut achaa laga, or saath me maafi bhi chahuga jo waqt ki kami ke chale aapki reply ka jawab der se de sakha, bas aap yun hi saath dete rahen is umeed ke saath ab ijazat
apna kyaal rakhiyega

Aapka Dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
14th July 2007, 03:57 AM

namaskar shaan sahab,

aapne jiss andaaz mein yhe rachna pesh ki hai, wo vakai tareef-e-kabil hai. humein appke ehsaas bahut ache lage. kash kar yhe sher:

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

this is 2 gud. aap aishe hi likthe rahein.

tc

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#28)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 16th July 2007, 07:53 AM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Namaste Shaan ji,
Bahot sahi likha hai aapne...
Salam ke saath sabse pahle shukriya kahna chahunga jo aap ne is post ko padha, bas aap yun hi hausla dete rahen to aage bhi kuch likhonga.
bas ab ijazat

take care dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post 8th August 2007, 11:14 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Shaan ji,

Bahut hi achi soch ko le kar aayi aaapki yeh nazm behad pasand aayi.. That's very true.. "Smile, as it can change someone's life completely, without u knowing anything"

Dua karungi ki aapko bhi woh Smile jaldi hi mile jisse aapki zindagi bhi khushiyon se bhar jaaye..

Daad kubool keejiye..

Take Care..

~Priya
Priyaji, Salam ke saath maafi chahunga der se reply kerne ke liy, Acha laga jo aapko humare soch acchi lagi saath me shukriya bhi kahna chahunga jo aapne humare ahsaas ko samjha, bas hume aap isee tarah hausla dete rahen ab ijazat chahunga.
Hamesha apna khyaal rakhe,

Take care
Shaan

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Sorry
Old
  (#30)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post Sorry - 8th August 2007, 11:18 AM

  (#31)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 24th August 2007, 09:44 PM

Quote:
Originally Posted by aryanvishu View Post
shaan ji ko humara salam,
kysee hain aap
aapki post bahut hi achee lagi bahut achaa ahsaas hai aapka. mujhe aapki dosri post ka intezaar rahega.

take care dost

aryan
Thanx aryan ji jo aapne mujhe is kabil samjha. waqt ki kami ki wajah se hum koi nai post nahi bhej paaye. per ab jald hi ek baar fir hazir hogen.

ok
Take care
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
28th August 2007, 09:03 PM

bahut khoob shaan ji,kya kehne aapke.aapke is sadah se kalaam mai kitni gehraayi paayi hai.bahut khoob.likhte raen yunhiun

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#33)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 28th August 2007, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Aap sab ko SHAAN ka sallam,

Sabse pahle hum aapko thanx kahunga jo aapne hame is kabil samjha ki hum bhi kuch likh saku per waqt ki kami ne hamare ahsaas ko daba diya per aaj Hamare hasaas jo kuch sochne ko majboor ker rahe the hum apne is ahsas ko aapsab ke bech rakh raha haun..

Gam ko chupa ker apne dil me,
Tum muskura dena.

Derd ke tufaan ko seene me daba ker,
Tum muskura dena.

Shaid..
Shaid tumhari muskurahat se koi,
Jeene ka sabak seekh le.

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

Shaid..
Shaid kise ke dil ki dua,
Berang zindagi me roshni bhar de,
Dabe hue dil ke zakham me marhum bhar de.
Bas is umeed ke saath ji raha hun.
ki shaid....

SHAAN
wonderful tariq ji aap ka kalaam padh kar mazaa aa gaya,ek dam sidhaa magar fir bhi dil ko chhu jaanewaala kalaam hai aap ka,yunhi likhte rahiyega janaab.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#34)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
29th August 2007, 09:38 AM

Namaskaar shaan ji

Kam alfaaz par dil ko chhune wale hai, padhke baRa achchha laga hamein

yuhi mehfil ko sajate rahiyega
aapka dost
Merul

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#35)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 24th September 2007, 08:06 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
shaan ji shayad ye aapki pehli koshish hai ya ho sakta hai mujhay pehli baar parrhne ka ittefaq howa ho lekin bohat acha laga parrh ker bohat hi aasaan alfaz main aapne apne ahsasaat kobayan kiya yunhi koshish jari rakhainacha likh payenge apna khayal rakhiyega
Thaanx..
aapko humare ahsaas pasand aaye shaid aapne mujhe nahi padha, mujhe waqt hi bahut kam mil paata hai shaid yahi wajah ho. waise hum aapki baato ka khyaal rakhegen bas aap mujhe yun hi hausla dete rahen

hamesha hanste or muskurate rahen.....
take care
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
24th September 2007, 08:30 AM

aadaab hazrat

pehli dafaa aapka kalaam padhe ka ittefaaq huaa aur yaqeen jaaniye maiN mutaasir hua huuN, wazan meiN keh paate to bilaa-shaq chaar-chaaNd lag jaate, nasr padhne ka maiN kabhi qaayil nahiiN rahaa lekin yahaaN aap daad ke har lihaaz se haqdaar haiN, mubarakbaad tasleem far'maiiye

rab raakha
maikash

.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#37)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 17th November 2007, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SHAAN sahab ko mera salam bahut khoob likha hay janab apne unhi likhte rahiye her dum aur khush rahiye hamesha.........ALLAH HAFIZ
kashif ji ko shaan ka salam,
Bahut khushi hui ki reply ko per ker aaj bahut din baat shaire.com per aaya or aapki reply ko dekha
aap yun hi hausla dete rahen.
Take care
shaan

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
thanx...
Old
  (#38)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile thanx... - 28th December 2007, 07:36 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar shaan sahab,

aapne jiss andaaz mein yhe rachna pesh ki hai, wo vakai tareef-e-kabil hai. humein appke ehsaas bahut ache lage. kash kar yhe sher:

Duniya me kuch mila nahi to kyaa gam,
Chalo marte hue kuch insaan ko zindagi de den.

this is 2 gud. aap aishe hi likthe rahein.

tc

manish
Aapko shaan ka salam
Sabse pahle maafi chahunga jo ki mujhe reply karne me deri hui, aapko humare ehsaas pasand aay bahut khushi hue jaane ke, bas aap hume yun hi hausla dete rahe...
ab ijazat

aapka dost
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 9th March 2008, 08:12 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
bahut khoob shaan ji,kya kehne aapke.aapke is sadah se kalaam mai kitni gehraayi paayi hai.bahut khoob.likhte raen yunhiun
Akelijaan ko shaan ka salam,
Shukriya kahna chahunga ki aap ko humari post achaa lagi or saath me ye bhi kahunga ki aap humari new post jo ise foram me hai use bhi zaroor padhee..

bas aap sab ki mahobatt ke intezaar me......

Take care
Shaan

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 25th March 2008, 08:50 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
wonderful tariq ji aap ka kalaam padh kar mazaa aa gaya,ek dam sidhaa magar fir bhi dil ko chhu jaanewaala kalaam hai aap ka,yunhi likhte rahiyega janaab.

regards
manu
Thanx manu ji................

ye jaan kar achaa laga ki humara kalam aap ko pasand aaya......

hum aage bhi koshish karge...

bas aap mujhe yun hi pardte rahe..... keep reading...

take care

Shaan

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kabhii mujh ko saath lekar, kabhii mere saath chal kar silent-tears Shayri-e-Dard 0 2nd October 2008 08:15 PM
Chalo hum saath saath.... lucky.rehan Shayri-e-Dard 2 28th April 2007 02:25 PM
ye to such hai ke bhagwan hai, Hum saath saath hai aashika Hindi/Urdu Lyrics 0 29th December 2004 02:41 PM
ye teraa ghar ye meraa ghar - from movie 'saath saath' Mahek Ghazal Section 3 28th May 2002 11:37 PM
{"dhuup ke saath gayaa saath nibhaane vaalaa"}, dilkayarma Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 23rd August 2001 05:54 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com