Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Love Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho.... - 17th March 2008, 09:30 PM

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
17th March 2008, 11:41 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya

hello ji
Priya ji
mashahallah! kya khoobh likkha hai apne... ishq mein doobkar uff kya kalaam pesh farmaya hai..sacch padhke dil khush ho gaya...
aise hi likhte rahiyega
bahut kam mauqa milta hai apko padhe ka

taek caer

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
lock
Banned
lock is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
18th March 2008, 12:36 AM

Rude comment, Post deleted, member banned.

Mayank

Last edited by Mayank; 18th March 2008 at 02:43 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th March 2008, 12:32 PM

Priya didi:

namaskaaR..!

sach maaniYe aaj mujHe baRii hi KhUShii hu'ii.. KhuShii ees baat ki hay kii aap KhuSh hai.. bas aur kyaa chaahiYe ees Shaitaan BHaa'ii ko.. aapne mujhse kiYaa huaa waadaa pooraa kiYaa.. maiN ShuKriyaaH naheeN kahuNgaa.. itanii pyaari si teHreer ko paRh ke dil KhuSh ho gayaa..! har lafz sey pyaar ke liye pyaar chhalak rahaa hai.... bas duaa haii aap donoN YuuNhi KhuSh raheN..! ees pyaar bharii teHreer par merii dilii daad-o-mubaaraQbaad qabUl keejiYeNgaa..! aur YuuNhi mehfil ko rauShan karte rahiYe..!

Quote:
Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

yeh Sher bahot hi Khuub rahaa.. daad!!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 18th March 2008 at 12:34 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
20th April 2008, 05:59 PM

Quote:
Originally Posted by kuhulika View Post
hello ji
Priya ji
mashahallah! kya khoobh likkha hai apne... ishq mein doobkar uff kya kalaam pesh farmaya hai..sacch padhke dil khush ho gaya...
aise hi likhte rahiyega
bahut kam mauqa milta hai apko padhe ka

taek caer
Shweta ji..

Bahut bahut shukriya ise pasand karne ke liye... dil se jo shabd nikle bas vahi kaagaz pe utaare... aur kuch khaas nahi...

Take Care...

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#6)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
6th May 2008, 09:27 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Priya didi:

namaskaaR..!

sach maaniYe aaj mujHe baRii hi KhUShii hu'ii.. KhuShii ees baat ki hay kii aap KhuSh hai.. bas aur kyaa chaahiYe ees Shaitaan BHaa'ii ko.. aapne mujhse kiYaa huaa waadaa pooraa kiYaa.. maiN ShuKriyaaH naheeN kahuNgaa.. itanii pyaari si teHreer ko paRh ke dil KhuSh ho gayaa..! har lafz sey pyaar ke liye pyaar chhalak rahaa hai.... bas duaa haii aap donoN YuuNhi KhuSh raheN..! ees pyaar bharii teHreer par merii dilii daad-o-mubaaraQbaad qabUl keejiYeNgaa..! aur YuuNhi mehfil ko rauShan karte rahiYe..!

yeh Sher bahot hi Khuub rahaa.. daad!!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Thanx Dhaval!!!!

Tum saath hote ho, to bahut khushi hoti mere chotte bhai!

Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#7)
ek ajnabi
Registered User
ek ajnabi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: May 2008
Rep Power: 0
8th May 2008, 03:08 PM

hi

bahut acha laga apke batoin ko padh kar ais lagata hai jaise kisi ne dil ko touch kiya ho par apke baat ke liye ek shayri likh raha hu umeed hai acha lage

umeed ne jindgi ke aanchal pe sar rakh ke pucha
main kab puri hongi
jindgi ne kaha jo puri ho jaye wo umeed hi kya

yours
vikas singh
bangalore
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
saNaash!!!
Registered User
saNaash!!! has a spectacular aura aboutsaNaash!!! has a spectacular aura about
 
saNaash!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 398
Join Date: May 2008
Location: In Allah's Shelter
Rep Power: 17
8th May 2008, 04:26 PM

Quote:
Originally Posted by ek ajnabi View Post

vikaas mere bhaai. . .

kya sahi baath ki hai tumne ,
jo poori ho , vo ummed hi kya !
Maan gaya tumko!

" NOTHING IS IMPOSSIBLE "
as d name says it all- I-M-POSSIBLE !

& ofcourse

Its not the end of the road dat u c ahead,
Its just a bend dat u have to pass !
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
saNaash!!!
Registered User
saNaash!!! has a spectacular aura aboutsaNaash!!! has a spectacular aura about
 
saNaash!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 398
Join Date: May 2008
Location: In Allah's Shelter
Rep Power: 17
8th May 2008, 04:30 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya
Hello priya di ,
kya khoob likha hai aapne . . .

aur yeh tho . . .

bahuth achhe , Daad qubool kijiye . . .

SONU

" NOTHING IS IMPOSSIBLE "
as d name says it all- I-M-POSSIBLE !

& ofcourse

Its not the end of the road dat u c ahead,
Its just a bend dat u have to pass !
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 8th May 2008, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya

bahut acha likha hai aap ne PRIYA DIIIII.....har ek sher kaabil-e-tarif hai....dil se dad hazir hai......

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#11)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
8th May 2008, 08:23 PM

Hi Priya,

kaisi haiN? aapkii Ghazal paRhii aur yeh kahuuNga k ek achchhi koshish hai. maiN sirf daad dene ke hit meN nahiiN huN. mujhe jo kami, beshi lagti hai maiN bila takalluf bataa detaa huN. usse criticism karna maqsad nahiiN hai. yeh ek dostaana sujhaao hai taa k kalaam meN behtarii aaye. aapko Haq hai k aap ise qubool kareN ya radd kar deN. i'm sorry if i have upset u.

to aaiye ek ek sher ke silsile se kuchh kahtaa huN:

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

sher achchha hai. mubaarak ho.

nazar aur nazr aise shabd haiN jiske meanings meN bahot farq hai. bahot log is site par is farq ko nahiiN jaante aur Ghalatii kar jaate haiN.

nazar = nigaah, sight
nazr = gift, offerings

to yahaN she'r meN aapko nazar likhnaa hai na k nazr...ok?

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

intihaaN = intihaa

dusri line meN zaraa sii change darkaar hai

har aahaT PE lagta hai yuN k vo aa gaye ho

ek gaanaa thaa:

har aahaT pe samjhuuN vo aaye gayo re
jhaT nainan meN mukhRaa chhupaa baiThii

aapke she'r ko paRh kar is gaane kii yaad aa gaii GOOD sher

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

a few changes are needed.

dhaRlanoN ka chalan aur tez ho raha HAI

ab dusre misr'e meN bhi ek aisa shabd hai jiskaa use is site par bahot Ghalat hotaa hai aur vo lafz hai...roo-baa-roo [NOT rub-roo]. yeh shabd sirf sirf do logoN ke beech hotaa hai...yanii ek chehre (roo) ke saamne dusraa chehra (roo) honaa chaahiye yani roo-ba-roo ka matlab hai "aamne saamne" insanoN ke beech. cheezoN ke beech nahiiN.

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

deedaar milaa ko deedaar huaa kar deN. achchhaa Khayaal hai.

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

nazre=nazreN

jism ko nahiiN JAISE rooH ko chhuaa ho

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

dard e judaaii bayaaN kii...yeh ziyada behtar hai
afsaana ko fasaana likheN to flow behtar ho jaayega

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

pahli line meN zara sii tabdeeli behtar hogi jaise:

na ham hii kuchh kah paaye aur na hii vo kuchh

di'aa to rahii ko du'aa to bas yehi hai....

Good!

tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz

Reply With Quote
Old
  (#12)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
10th May 2008, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by ek ajnabi View Post
hi

bahut acha laga apke batoin ko padh kar ais lagata hai jaise kisi ne dil ko touch kiya ho par apke baat ke liye ek shayri likh raha hu umeed hai acha lage

umeed ne jindgi ke aanchal pe sar rakh ke pucha
main kab puri hongi
jindgi ne kaha jo puri ho jaye wo umeed hi kya

yours
vikas singh
bangalore
Vikas ji,

Sabse pehle to main aapka SDC pe swaagat karna chaahungi! I hope you would feel like a part of our huge n loving family too!

Bahut bahut shukriya aapka jo aapko mera likha pasand aaya..

Aur behad naayaab khayaal pesh kiya hai aapne.. ki jo poori ho jaaye woh umeed hi nahi... bahut khoob!

Thanx once again and Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#13)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
14th May 2008, 09:16 AM

Quote:
Originally Posted by saNaash!!! View Post
Hello priya di ,
kya khoob likha hai aapne . . .
Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

aur yeh tho . . .

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

bahuth achhe , Daad qubool kijiye . . .

SONU
Sonu,

Tumhe yahan dekh ke bahut khushi hui! Bahut bahut shukriya ise pasand karne ke liye...

Take Care...

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#14)
rizi_humtum
mahfil-e-tanhai
rizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura about
 
rizi_humtum's Avatar
 
Offline
Posts: 270
Join Date: Feb 2008
Location: Saudi Arabia (Riyadh)
Rep Power: 19
14th May 2008, 12:27 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya

wah priya kya baat hai boha bohat khubsurat lafz hain.kya baat hai nice to read u..bohat acha likha hai apne.aj pahli bar ap ko parha hai acha laga..keep writing..apna khayal rakhna..khush rahoo...

EK SITAM AUR MERI JAAN ABI JAAN BAKI HAI,DIL MAIN AB TAK TERI ULFAT KA NISHAN BAKI HAI.
  Send a message via Yahoo to rizi_humtum Send a message via MSN to rizi_humtum  
Reply With Quote
Old
  (#15)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
18th May 2008, 02:06 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut acha likha hai aap ne PRIYA DIIIII.....har ek sher kaabil-e-tarif hai....dil se dad hazir hai......
Shukriya Lamha! Tumhe yahan dekh ke bahut acha laga!

U take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#16)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
26th May 2008, 09:32 AM

Quote:
Originally Posted by muKhlis View Post
Hi Priya,

kaisi haiN? aapkii Ghazal paRhii aur yeh kahuuNga k ek achchhi koshish hai. maiN sirf daad dene ke hit meN nahiiN huN. mujhe jo kami, beshi lagti hai maiN bila takalluf bataa detaa huN. usse criticism karna maqsad nahiiN hai. yeh ek dostaana sujhaao hai taa k kalaam meN behtarii aaye. aapko Haq hai k aap ise qubool kareN ya radd kar deN. i'm sorry if i have upset u.

to aaiye ek ek sher ke silsile se kuchh kahtaa huN:

Good!
Thanx for your reply.

Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#17)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
1st June 2008, 09:47 AM

Quote:
Originally Posted by rizi_humtum View Post
wah priya kya baat hai boha bohat khubsurat lafz hain.kya baat hai nice to read u..bohat acha likha hai apne.aj pahli bar ap ko parha hai acha laga..keep writing..apna khayal rakhna..khush rahoo...
Bahut Shukriya Rizi ji...

Aapko pasand aaya jaan ke khushi hui!!!

Take care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Achi koshish hai
Old
  (#18)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Thumbs up Achi koshish hai - 1st June 2008, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..

Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

Arre wah itni piyari ghazal perhny mein itna late ho gya mein ????

Any ways "dair aya darust aya "

Bahut khoob likha hai app ne Mohterma ...

younhi likhty rahiye ...

bahut hi pyaare ahsaas hain

Daad Kabool kijye ...

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#19)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
14th July 2008, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Arre wah itni piyari ghazal perhny mein itna late ho gya mein ????

Any ways "dair aya darust aya "

Bahut khoob likha hai app ne Mohterma ...

younhi likhty rahiye ...

bahut hi pyaare ahsaas hain

Daad Kabool kijye ...

Mujeeb
Deri se hi sahi.. aap aaye yehi bahut hai mere liye... Bahut bahut shukriya aapka.. meri rachna ko saraahne aur samajhne ke liye.. Aapki daad sar aankhon pe..

Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#20)
Sandhya1
Registered User
Sandhya1 will become famous soon enough
 
Sandhya1's Avatar
 
Offline
Posts: 458
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 18
14th July 2008, 01:24 PM

priya di....kya khaoo no word....kuch nahi he kaihne ko......bahut bhaut bhaut hi aacha likha hai aapne........aap humesh aisi hi likhti raho......daad kubul kijiye........

aapki,
gudiya......

Take Care
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
salauddin.azam
main shayar to nahin
salauddin.azam is on a distinguished road
 
salauddin.azam's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Feb 2008
Location: Presently Cochin kerela
Rep Power: 0
15th July 2008, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya
bahut achi hai chahat keep it up main ise kisi ko dedicate karna chahta hoon agar aapki ijazat ho to

Har Saans pe hai maut ka pehra laga hua,
Kitni badi mazak hai ye zindagi ke sath

Wo kaise Log the Ya Rub Jinhone Pa Liya Tujh ko
Hume To Hogaya Dushwar Ek Insaan ka Milna

s@L@uddinSuh@n...

Reply With Quote
Old
  (#22)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
17th July 2008, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by Sandhya1 View Post
priya di....kya khaoo no word....kuch nahi he kaihne ko......bahut bhaut bhaut hi aacha likha hai aapne........aap humesh aisi hi likhti raho......daad kubul kijiye........

aapki,
gudiya......

Take Care
Bahut bahut shukriya pyari Gudiya.. tujhe yahan dekh ke bahut khushi hui!

Take Care Dear!!!

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#23)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
17th July 2008, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by salauddin.azam View Post
bahut achi hai chahat keep it up main ise kisi ko dedicate karna chahta hoon agar aapki ijazat ho to
I'm obliged! Thanx for liking it!

Take care...

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#24)
Love Neha
Registered User
Love Neha will become famous soon enough
 
Love Neha's Avatar
 
Offline
Posts: 366
Join Date: Jan 2008
Location: ~*~PAKISTAN...
Rep Power: 17
17th July 2008, 11:05 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya

nice priya ji really u wrote fantastic

$...!
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th July 2008, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post

Bahut dino baad kuch likhne ki koshish kar rahi hun.... Aap sab ka vahi pyar paane ki umeed karti hun..........

Lo Dhaval tumse vaada kiya tha ki kuch khush-numah post karungi India ja ke... late ho gayi thoda... lekin phir bhi vaada to nibha hi liya....

Beqraari ke is aalam ka anT kab ho..
Kab unka is naacheez pe nazre-karam ho..

InTzaar ki inTihaan kuch hai is qadar..
AahaT har lagTi hai yun, ki woh aa gaye ho..

Dhadkano ka chalan aur Tez ho raha...
Khushboo unki... woh mehak, rub-roo ho gayi ho...

Deedar mila aise.. chaand ka amaavas ke baad jaise..
Chandni bhi apni mohabbaT ki gavaahi de rahi ho..

Unse nazre milli, ghabraa gayi main..
Jism ko nahi.. unhone rooh ko choo aa ho..

Aankhon hi aankhon me dard-e-judaai kiya bayaan..
Bheegi palkon ne jaise, saara afsaana kaha ho..

Na hum kuch keh paaye, na woh kuch keh paaye..
Dua To rahi bas yehi.. ki is raaT ka anT kabhi na ho...
Haan!!! Is raaT ka anT bas ab kabhi na ho....

~Priya
..................speechless ....kuch nahi kahne ko mere paas...padkar maiN khud kahin kho si gaye hoon hai to yeh bahut pyar bhari rachna par main udhas ho gaye hoon.

kush raho

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
haaN hai…! vikramjethi Shayri-e-Dard 8 2nd March 2010 08:44 PM
Haan Kabhi Tum Mere Hua Karte Thay.. nalinmehra Shayri-e-Dard 1 15th August 2009 10:17 PM
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera Arnab Shayri-e-Dard 4 15th November 2008 11:04 PM
Takleef-E-Hizar De Gayi Raat Kabhi-2[Abida Parveen] Diggaj_Dave Ghazal Section 1 5th July 2005 11:36 PM
Kabhi Raat Deen Hum Dur Thein....... Shimul Hindi/Urdu Lyrics 2 4th August 2004 03:49 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com