Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#321)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
15th August 2005, 09:54 PM

1st Sher

Roz Dastak mere dil par aakar ek ladki de jaati hai
Khushbu se saanson ki mera tan-man mehkaati hai
--Pulkit

2nd Sher

Dooba rahta hai dil mera bas oonhi ke khayalon mai
Dharkane meri ab sirf oosi ka naam liye jaati hain
--Palak

3rd Sher
Kar di hai naam uske maine apni zindagaani
Cehre par khushi ab bas uski yaad hi laati hai
-- Priya

4th Sher
Jaan chali jaati hai unse 1 din na miloon to,
aankhen unki 1 jhalak paane ko taras jaati hai,
--Kasak

5th Sher

Band palakon mein sataati hai bhali suurat uski
Kholuun tau, *lams-e-nazuuki uski, sitam dhaati hai
--paras

*delicate sense of touch

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#322)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
18th August 2005, 06:58 AM

1st Sher

Roz Dastak mere dil par aakar ek ladki de jaati hai
Khushbu se saanson ki mera tan-man mehkaati hai
--Pulkit

2nd Sher

Dooba rahta hai dil mera bas oonhi ke khayalon mai
Dharkane meri ab sirf oosi ka naam liye jaati hain
--Palak

3rd Sher
Kar di hai naam uske maine apni zindagaani
Cehre par khushi ab bas uski yaad hi laati hai
-- Priya

4th Sher
Jaan chali jaati hai unse 1 din na miloon to,
aankhen unki 1 jhalak paane ko taras jaati hai,
--Kasak

5th Sher

Band palakon mein sataati hai bhali suurat uski
Kholuun tau, *lams-e-nazuuki uski, sitam dhaati hai
--paras

6th Sher
aksar aati hain hichkiyaan mujhe shab-o-roz
mehboob kya tumhein meri yaad sataati hai
--Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#323)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
18th August 2005, 06:37 PM

7th Sher
khuda ne bhi unhe fursat se hi banaya hoga,
unki har ek ada mere dil me ghar kar jati hai

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#324)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th September 2005, 09:46 AM

Bahut din huye yeh ghazal seventh sher pe ataki huyi thee...socha isse poora kar hee dein...apni haesiyat ke mutabiq thoda sa theek bhi kiya hai...dekhiye sabke saath se kaisee haseen ghazal bani hai...

roz dastak mere dil pe ik ladki de jaati hai
khushbuu se apni mera tan man mehkaati hai
--Pulkit

khoyi si rehti hoon oonhi ke khayalon mai
Dharkan bhi meri unka naam liye jaati hai
--Palak

Kar doon uske naam main apni zindgaani
Chehre pe khushi uski yaadon sang aati hai
-- Priya

Jaan aati hai jaati hai uske hi intezzaar mein
nazar bhi unki jhalak paane ko taras jaati hai,
--Kasak

Band palakon mein sataati hai bhali suurat uski
Kholuun tau lams-e-nazuuki uski sitam dhaati hai
--paras

aksar aati hain hichkiyaan mujhe shab-o-roz
mehboob kya tumhein meri yaad sataati hai
--Parul

khuda ne unhe fursat mein banaya hoga
unki har ik adaa mere dil mein bas jaati hai
--kasak

surmayi ghataayein hon ki meheki hawaayein
zeenat inki meri jaana se kam nazar aati hai
--paras

chaliye ek nayi ghazal kaa agaazh kiya jaaye...open invitation to anyone who wants to post the 1st sher...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 7th September 2005 at 10:06 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#325)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
7th September 2005, 10:07 AM

hello paras di,
how are u? well jab se isse thread ko padhna shuru kiya hai i always wished to learn sumthing out of. thx so much for starting this thread. today wud love to give a try. hope i wud be able to follow the rules but do guide me how to make it even more beautiful. always waiting ahead for ur lovely suggestions. take care n may god bless u with his finnest glitters.

ulfat ke naam par humne,dhokhe sabhi se khaye hai
wafa rahe karte phir bhi magar,hum bewafa kehlaye hai!

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Reply With Quote
Old
  (#326)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
7th September 2005, 12:34 PM

hey paras di......
chaliye achcha hua.....bahut time ho gaya tha aur main bhi majboor thi....phir se 1 or sher add nahi kar sakti thi......thanx....

luv ya,
KasaK.....

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#327)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
7th September 2005, 12:57 PM

Bazm ko aadab....

Chaliye is baar aagaz hum karte hai... dekhte hai ye karwaN kahan pahunchta hai... shayad topic thoda mushkil rahe

æææææææææææææææææææææææææææ

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai...
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai...

æææææææææææææææææææææææææææ

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#328)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th September 2005, 08:16 PM

Priye Kunnu...

Tumne shayad dekha nahin...ki Ruhani ne pehla sher kaha hai...so iss baar matla ussi ki taraf se hoga...

ruhani main tumhara sher kuch yoon likh rahi hoon...

1st sher

ulfat ke naam pe dhokhe sabhi se khaye hain
karte rahe wafa phir bhi bewafa kehlaye hain
--ruhani

2nd sher

diya thaa pyaar unhone hamein kishton mein
sanam aansoun se suud wasoolne aaye hain
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#329)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
7th September 2005, 08:20 PM

1st sher

ulfat ke naam pe dhokhe sabhi se khaye hain
karte rahe wafa phir bhi bewafa kehlaye hain
--ruhani

2nd sher

diya thaa pyaar unhone hamein kishton mein
sanam aansoun se suud wasoolne aaye hain
--paras

3rd sher

Gaye the hum dar par Mehbooba ki phool lekar
badle mein hum uske Kaante bator le aaye hain
--Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#330)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
7th September 2005, 08:31 PM

is baar maine sacha ki main bhi mehfil me shamil ho jata hoon,

1st sher

ulfat ke naam pe dhokhe sabhi se khaye hain
karte rahe wafa phir bhi bewafa kehlaye hain
--ruhani

2nd sher

diya thaa pyaar unhone hamein kishton mein
sanam aansoun se suud wasoolne aaye hain
--paras

3rd sher

Gaye the hum dar par Mehbooba ki phool lekar
badle mein hum uske Kaante bator le aaye hain
--Rohin

4th sher

humne to sirf pyar hi dene ki koshish ki thi unhe,
to aakhir kyun humne unse sirf dard paaye hain.
--Lucky

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#331)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
7th September 2005, 08:45 PM

5th sher

hassi jo mukh par hai mere,yeh to sirf dikhava hain
"jas" ne apne jeewan mei,gam hi gam uthaye hain!
--ruhani

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Reply With Quote
Old
  (#332)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
8th September 2005, 08:22 PM

Taqdeer ka dosh na tha na koi mera dosh tha
ZinDagi ko phir kyun Kaheen chhor aaye hain
--Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#333)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
8th September 2005, 09:24 PM

Moderator sahiba aur meri Gudoo di,,..

galti pe muafi ki ilteza hai .... par ek darkhuast aapse .. agli mehfil mere pending sher se hi aagaz kareN... khair baki aappe hai.... chaliye apna karam karte chalte hai.. kuchhe ko badhate hue ....

1st sher

ulfat ke naam pe dhokhe sabhi se khaye hain
karte rahe wafa phir bhi bewafa kehlaye hain
--ruhani

2nd sher

diya thaa pyaar unhone hamein kishton mein
sanam aansoun se suud wasoolne aaye hain
--paras

3rd sher

Gaye the hum dar par Mehbooba ki phool lekar
badle mein hum uske Kaante bator le aaye hain
--Rohin

4th sher

humne to sirf pyar hi dene ki koshish ki thi unhe,
to aakhir kyun humne unse sirf dard paaye hain.
--Lucky

5th sher

hassi jo mukh par hai mere,yeh to sirf dikhava hain
"jas" ne apne jeewan mei,gam hi gam uthaye hain!
--ruhani

6th Sher

Taqdeer ka dosh na tha na koi mera dosh tha
ZinDagi ko phir kyun Kaheen chhor aaye hain
--Parul

7th Sher
Apni jindgi ki azeebiyat to dekh sangdil jamanEy...
Tapte aaftab*ke agosh tale,adhere din bitaye hai... *sooraj
--kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#334)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
21st September 2005, 10:27 AM

Muafi ka talagbaar hoon......kutch tabdiliyaan ki hain.....is ghazal mein.....tanz-o-tanqeed jaroor kijiyega.....

1st sher

ulfat ke naam pe dhokhe sabhi se khaye hain
karte rahe wafa phir bhi bewafa kehlaye hain
--ruhani

2nd sher

diya thaa pyaar unhone hamein kishton mein
sanam aansoun se suud wasoolne aaye hain
--paras

3rd sher

pahunche the dar pe Sanam ke bahar-e-gul liye
silaah ye ki kaante-e-zindagi bator laaye hain
--Rohin

4th sher

koshishein to yahi rahi ki pyar milta rahe use
aakhir kyun humne us.Se sirf dard hi paaye hain

--Lucky

5th sher

muskaan labon pe hai jo, sirf ek dikhava hai
"jas" ne jeewan mein bus gam hi uthaye hain
--ruhani

6th Sher

na dosh taqdeer ka tha, na koi humara hi
ZinDagi ko phir kyun Kaheen chor aaye hain
--Parul

7th Sher

Apni jindgi ki azeebiyat to dekh sangdil jamanEy
Tapte aaftab*ke agosh tale,adhere din bitaye hain
--kunal

aaftab=sooraj

Agle kalaam ka Agaaz....Kunal ke diye hue matle se.....

1st Sher

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai...
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai...
---Kunal

2nd Sher

gam uthaaye koi, kisi ki khushioon ki khaatir.....
yahi to jazbaa-e-mohabaat ki ravaani hoti hai....
---Aman_rahi

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#335)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
21st September 2005, 07:35 PM

1st Sher

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai
--Kunal

2nd Sher

gam uthaaye koi, kisi ki khushioon ki khaatir
yahi to jazbaa-e-mohabaat ki ravaani hoti hai
--Aman_rahi

3rd Sher

mil jaaye sab usko jo chale zamane ke sang
chahat mein daulat-o-shohrat bemani hoti hai
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#336)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
22nd September 2005, 10:20 AM

1st Sher

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai
--Kunal

2nd Sher

gam uthaaye koi, kisi ki khushioon ki khaatir
yahi to jazbaa-e-mohabaat ki ravaani hoti hai
--Aman_rahi

3rd Sher

mil jaaye sab usko jo chale zamane ke sang
chahat mein daulat-o-shohrat bemani hoti hai
--paras

4th Sher

yeh zaroori to nahi ki khushiyan hi ho zindagi mei
kabhi kabhi gamon mein bhi zindagi nibaani hoti hai
--ruhani

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Reply With Quote
Old
  (#337)
Devki
Registered User
Devki is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2005
Location: UK
Rep Power: 0
22nd September 2005, 07:14 PM

Muhabbat ki keemat woh nadaan kya samjhen bhala,
Nazar may jinki sirf daulat sayaani hoti hai !

.....Devki

"Maine dekha ik nagma raah pay chalte huye,
Maine dekha ik gazal ko raat bhar jalte huye,
Maine dekhi ik rubai khud pay itrati hui,
Ikk nanha sher dill ki goad may palte huye !!
   
Reply With Quote
Old
  (#338)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
23rd October 2005, 07:15 AM

1st Sher

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai
--Kunal

2nd Sher

gam uthaaye koi, kisi ki khushioon ki khaatir
yahi to jazbaa-e-mohabaat ki ravaani hoti hai
--Aman_rahi

3rd Sher

mil jaaye sab usko jo chale zamane ke sang
chahat mein daulat-o-shohrat bemani hoti hai
--paras

4th Sher

yeh zaroori to nahi ki khushiyan hi ho zindagi mei
kabhi kabhi gamon mein bhi zindagi nibaani hoti hai
--ruhani

5th sher

Muhabbat ki keemat woh nadaan kya samjhen bhala,
Nazar may jinki sirf daulat sayaani hoti hai !
-- Devika

6th sher

Yeh Jaan kar, kitna mushkil hai milna un dono ka
Samundar ki Lehrein, Sahil ki deewani hoti hai
-- Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts

Last edited by Rohin; 23rd October 2005 at 07:24 AM..
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#339)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hi - 23rd October 2005, 08:02 AM

Yeh Jaan kar, kitna mushkil hai milna un dono ka
Samundar ki Lehrein, Sahil ki deewani hoti hai
-- Rohin

Pyar amar hota hai, koyi mile na mile,
Haar ke baad jeet milegi jarur, Yehi zindagani hoti hai
--Priya

DOnt loose hope! thats all that we have!

Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#340)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd October 2005, 09:45 AM

1st Sher

KagaZi tukdoN par mohbbat ki nilaami hoti hai
Saza-e-ishq ashiqoN ko dunia se inami hoti hai
--Kunal

2nd Sher

gam uthaaye koi, kisi ki khushioon ki khaatir
yahi to jazbaa-e-mohabaat ki ravaani hoti hai
--Aman_rahi

3rd Sher
mil jaaye sab usko jo chale zamane ke sang
chahat mein daulat-o-shohrat bemani hoti hai
--paras

4th Sher
zaroori to nahi ki khushiyan hi hon zindagi mei
kabhi to gamon mein bhi zindagi nibaani hoti hai
--ruhani

5th sher
Muhabbat ki qeemat woh nadaan kya samjhen,
Nazar mein jinki bus daulat sayaani hoti hai !
-- Devika

6th sher
Yeh Jaan kar, kitna mushkil hai milna un dono ka
Samundar ki Lehrein, Sahil ki deewani hoti hai
-- Rohin

7th sher
Pyar amar hota hai, koyi mile na mile,
Haar ke baad jeet milegi, Yehi zindagani hoti hai
-Priya

Behad khoob doston...is nazm ko overall n rythmatically edit kiya hai thoda...

Pehle rohin phir priya ke sher ko dhayaan mein rakhte yeh

8th n final sher

Dillagi dekhiye kitni suhaani hoti hai
Apni Zillaat kabhi khud ki zubaani hoti hai

-mast

Moderator sahiba next nazm ki intezaar mein

-aapka apnaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#341)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
23rd October 2005, 12:20 PM

1st sher-

chand ki chandni mei sitaron ki raat mei yaad kuch aane laga hai
mohabbat ka afsaana beeta woh zamana tarpane kuch laga hai!
----ruhani

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Reply With Quote
Old
  (#342)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
26th October 2005, 11:17 AM

dear paras di,
thx for giving me the pm. even i knew i was wrong here n garima to pointed me the same tht i m missing many things, but di u cud have started with a new sher n i wud have continued. never ever think tht i will feel. i m a learner n i m cuming here to learn. neways let me again start with a new one

1st sher-

zindagi ka lutfz kya hai zaara mar ke dekho
be-karari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!

roshani

plz note if still m not able to go according to technical point of view a request to all to help me out.
   
Reply With Quote
Old
  (#343)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
26th October 2005, 08:17 PM

1st sher-

zindagi ka lutfz kya hai zaara mar ke dekho
be-karari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!

--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to koi humse wafaa kar ke dekho!

--Parul

-
   
Reply With Quote
Old
  (#344)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
27th October 2005, 11:32 AM

1st sher-

zindagi ka lutfz kya hai zaara mar ke dekho
be-karari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!

--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to koi humse wafaa kar ke dekho!

---Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#345)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
27th October 2005, 06:29 PM

1st sher-

zindagi ka lutfz kya hai zaara mar ke dekho
be-karari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!

--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to koi humse wafaa kar ke dekho!

---Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.

4th sher

aapne yuhi hamein pyaar kiya thukraayaa
kabhi to meri wafaao ko thahar kar dekho

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#346)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
27th October 2005, 07:46 PM

1st sher-

zindagi ka lutf kya hai zara mar ke dekho
be-qarari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!
--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to aap humse wafaa kar ke dekho!
--Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.
--talib

4th sher

aapne yuhi hamein pyaar kiya thukra diya
kabhi to meri wafaao mein thahar ke dekho
--sakhi

5th sher

hum ke hain tera bhuula hua vaada sanam
apni tashnagi ko meri ruuh mein utar ke dekho
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#347)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
27th October 2005, 08:02 PM

1st sher-

zindagi ka lutf kya hai zara mar ke dekho
be-qarari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!
--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to aap humse wafaa kar ke dekho!
--Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.
--talib

4th sher

aapne yuhi hamein pyaar kiya thukra diya
kabhi to meri wafaao mein thahar ke dekho
--sakhi

5th sher

hum ke hain tera bhuula hua vaada sanam
apni tashnagi ko meri ruuh mein utar ke dekho
--paras

6th sher

Jaanta hoon abhi mera vaada lagta hai ek dhoka
Ho sake to mere pyaar pe bharosa kar ke dekho
-- Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#348)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
27th October 2005, 08:52 PM

1st sher-

zindagi ka lutf kya hai zara mar ke dekho
be-qarari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!
--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to aap humse wafaa kar ke dekho!
--Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.
--talib

4th sher

aapne yuhi hamein pyaar kiya thukra diya
kabhi to meri wafaao mein thahar ke dekho
--sakhi

5th sher

hum ke hain tera bhuula hua vaada sanam
apni tashnagi ko meri ruuh mein utar ke dekho
--paras

6th sher

Jaanta hoon abhi mera vaada lagta hai ek dhoka
Ho sake to mere pyaar pe bharosa kar ke dekho
-- Rohin

7th sher

yu hi nahi bante ashk, zariya gamo.n ka
jard padi aankho.n me, ye dard bhar ke dekho!
pallavi

Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...

Last edited by pallavi_here; 27th October 2005 at 08:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#349)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
27th October 2005, 09:21 PM

1st sher-

zindagi ka lutf kya hai zara mar ke dekho
be-qarari ka maza kya hai ishq kar ke dekho!
--roshani

2nd Sher-

Kehte hai log patthar dil humhe magar
Kabhi to aap humse wafaa kar ke dekho!
--Parul

3rd Sher

Aap aate rahe jab dil mein sehar hoti thi,
kabhi iss dil se sar-e-shaam guzar ke dekho.
--talib

4th sher

aapne yuhi hamein pyaar kiya thukra diya
kabhi to meri wafaao mein thahar ke dekho
--sakhi

5th sher

hum ke hain tera bhuula hua vaada sanam
apni tashnagi ko meri ruuh mein utar ke dekho
--paras

6th sher

Jaanta hoon abhi mera vaada lagta hai ek dhoka
Ho sake to mere pyaar pe bharosa kar ke dekho
-- Rohin

7th sher

yu hi nahi bante ashk, zariya gamo.n ka
jard padi aankho.n me, ye dard bhar ke dekho!
pallavi

8th sher

samajhate nahi tum “Garima” is pyaar ki
ek baar hi sahi dil me utar kar ke dekho

heheh last sher.. hope sabko achhi lage..

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#350)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
27th October 2005, 09:23 PM

Wait... ab bus please thoda pause marna... please do not start a new ghazal.. Mast bahi wanted to start the next one... so please wait....

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#351)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
29th October 2005, 09:07 AM

lo ruk gaye.....ab Anu bhai ko bulaoooooo........

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#352)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
29th October 2005, 09:32 AM

Lo lagta hai woh bhul gaye... isse kehte hai na... haath ko aaya muhh na laga... koi bhi kar lo shuru....lol

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#353)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
29th October 2005, 04:33 PM

bhaiya.....
pakka kar doon na shuru......
baad me sab mujhe maarna mat pleeez.........

1st sher

Tere darwaaze pe dastak ki sadaa hooN mere yaar,
thaam le mujhe kabse maiN tanhaa hooN mere yaar......

koi galti ho to bataa dijiyega....
kuch changes karne ho to bhi kar dijiyega...
shukriya,
KasaK.......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#354)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
30th October 2005, 01:35 AM

1st sher
Tere darwaaze pe dastak ki sadaa hooN mere yaar,
thaam le mujhe kabse maiN tanhaa hooN mere yaar.....
- kasak

2nd sher
gairon se raabta rakhkar bhi wo rahenge gair hi....
jise tuune khud se juda kiya,wo apna hoon mere yaar

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#355)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
30th October 2005, 02:09 AM

gairon se raabta rakhkar bhi wo rahenge gair hi....
jise tuune khud se juda kiya,wo apna hoon mere yaar

3rd sher
roshni bikherta chala gaya main safar e hayat per
jalaa hai umrbhar jo wo umeed ka diya hoon mere yaar

deep (one who has to give light has to endure burning)

marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare

jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare

jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare

duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare

-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Old
  (#356)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
30th October 2005, 11:55 AM

4th sher

nayanon me jise sajaya tha bahut umeedon se saath,
jise tune khud tod diya,tera wo sapna hoon mere yaar.

---------------GHAYAL

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 30th October 2005 at 12:00 PM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#357)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
30th October 2005, 12:18 PM

1st sher

Tere darwaaze pe dastak ki sadaa hooN mere yaar,
thaam le mujhe kabse maiN tanhaa hooN mere yaar......
---KasaK

2nd sher
gairon se raabta rakhkar bhi wo rahenge gair hi....
jise tuune khud se juda kiya,wo apna hoon mere yaar
---unki jaan

3rd sher

roshni bikherta chala gaya main safar e hayat per
jalaa hai umrbhar jo wo umeed ka diya hoon mere yaar
---deep

4th sher

nayanon me jise sajaya tha bahut umeedon se saath,
jise tune khud tod diya,tera wo sapna hoon mere yaar.
---ghayal_shayar

5th sher

tere liye hi jaane gunahgaar maiN kyuN nikli,
yuN to sabhi ke liye maiN khudaa hooN mere yaar.....
---KasaK

thanx....

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#358)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
30th October 2005, 12:25 PM

1st sher

Tere darwaaze pe dastak ki sadaa hooN mere yaar,
thaam le mujhe kabse maiN tanhaa hooN mere yaar......
---KasaK

2nd sher
gairon se raabta rakhkar bhi wo rahenge gair hi....
jise tuune khud se juda kiya,wo apna hoon mere yaar
---unki jaan

3rd sher

roshni bikherta chala gaya main safar e hayat per
jalaa hai umrbhar jo wo umeed ka diya hoon mere yaar
---deep

4th sher

nayanon me jise sajaya tha bahut umeedon se saath,
jise tune khud tod diya,tera wo sapna hoon mere yaar.
---ghayal_shayar

5th sher

tere liye hi jaane gunahgaar maiN kyuN nikli,
yuN to sabhi ke liye maiN khudaa hooN mere yaar.....
---KasaK

6th sher
kya karoon main bhi har koi nahi hoon eh humdam,
aakhir main bhi to sabse judaa hoon mere yaar.

-------GHAYAL

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#359)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th October 2005, 06:48 PM

1st sher

Tere darwaaze pe dastak ki sadaa hooN mere yaar,
thaam le mujhe kabse maiN tanhaa hooN mere yaar......
---KasaK

2nd sher
gairon se raabta rakhkar bhi wo rahenge gair hi....
jise tuune khud se juda kiya,wo apna hoon mere yaar
---unki jaan

3rd sher

roshni bikherta chala gaya main safar e hayat per
jalaa hai umrbhar jo wo umeed ka diya hoon mere yaar
---deep

4th sher

nayanon me jise sajaya tha bahut umeedon se saath,
jise tune khud tod diya,tera wo sapna hoon mere yaar.
---ghayal_shayar

5th sher

tere liye hi jaane gunahgaar maiN kyuN nikli,
yuN to sabhi ke liye maiN khudaa hooN mere yaar.....
---KasaK

6th sher
kya karoon main bhi har koi nahi hoon eh humdam,
aakhir main bhi to sabse judaa hoon mere yaar.

-------GHAYAL

Bahut khoobsurat doston

Pehle to maafi sabse paras, rohin bhai aman bhai...mujh nacheez ki wajah se kuch der tak aapko mehfil ko tham kar rakhna padaa..aasha hai sab apna samajh seene se laga lenge...

Bahut khoobsurat nazm bani hai..Shuruwaat kasak ji behad khoobsurat ... subah savera darwaaze par halki os se nikla ek chehra...sundarmay..aur isi tarannum ko bahut baareki se baaki sab ne nibhaa kar aage badhaaya hai..aisa hi kuch soch kar anth kar raha hoon mein is nazm hai...

lupt andhero se wapas us yug mein jaha se woh aaya tha

7th n Final sher

zindagi se jo chala aur zindagi par tham gaya
aisi hi kisi *dahar ka **Paasabaan hoon mere yaar

*period
**watchman

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#360)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th October 2005, 07:16 PM

zindagi se jo chala aur zindagi par tham gaya
aisi hi kisi *dahar ka **Paasabaan hoon mere yaar

Hmm doston maafi ek baat yaha kaafiye ke saath dokha kar diya maine...ek aur koshish

zindagi se jo chala aur zindagi par tham gaya
Ansune se ek *dahar ki mein sadaa hoon mere yaar

-aapka apnaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com