Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
' Baat Baat Par Baatein Banaana Koyi Dilkash Adaa Nahin...! '
Old
  (#1)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
' Baat Baat Par Baatein Banaana Koyi Dilkash Adaa Nahin...! ' - 9th November 2008, 07:34 PM

Kuch kehna jurm hai to khataawaar mein bhi houn
Ye aur baat hai mera kahaa woh samajh na paaye

Baat baat par baatein banaana koyi dilkash adaa nahin
Baar baar unko yahi samjhaaya houa koyi faidaa nahin

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

Meethe do bol ke badle apne kitaab e hayaat unko diya
Zaahiran mujhse yaha houa koyi accha sa saudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unka tha shayad iraadaa nahin

Dil se mera naam mitaane main masroof hein woh aajkal
Shukr e Khudaa, baazu pe ussne ‘D’ akshar godaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

Last edited by Amanush...; 9th November 2008 at 07:45 PM..
  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th November 2008, 01:09 AM

denny ji
namste kaise hai aa??

kafi waqt baad apko pada...aur ek achi gazal padi ye bahut acha laga...
sukun sa mila padke..ki purane log aja bhi yahan sath hai..me bhi kam hi aati hun u to magar aap sabka sath hamehsa bana arhe yahi chahti hun...
regards
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th November 2008, 12:16 AM

bohat khoob danny ji bohat arsey baad aapki taraf se kuch parrhne ko mila bohat acha likha hai khas ker akhri sher main chupi gehri baat bohat achi lagi aur ye sher bohat acha laga............

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

likhte rahiyega danny ji daad qubool kijiye........

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
12th November 2008, 12:39 PM

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

bahut acchi ghazal hain dannyji.......khakaar uparwale sher..........yunhi mehfil ki ronak badhate rahe........daad@......

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
12th November 2008, 07:27 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kuch kehna jurm hai to khataawaar mein bhi houn
Ye aur baat hai mera kahaa woh samajh na paaye

Baat baat par baatein banaana koyi dilkash adaa nahin
Baar baar unko yahi samjhaaya houa koyi faidaa nahin

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

Meethe do bol ke badle apne kitaab e hayaat unko diya
Zaahiran mujhse yaha houa koyi accha sa saudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unka tha shayad iraadaa nahin

Dil se mera naam mitaane main masroof hein woh aajkal
Shukr e Khudaa, baazu pe ussne ‘D’ akshar godaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

denny sahab
aadab

ek arse ke baad aapko pada hai... yakeen maniye behad accha laga.

maqta wakai kaamal ka likha hai..
baise to sabhii sher kafi acche lage per ye mujhe behad khas laga

Khareeb e Khudaa rehna unaka tha shayad iraadaa nahin

aage behtreen tareen gazal ke liye merii daad
shukriya

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th November 2008, 01:45 PM

namaskaar Danny jiiiiiiii

to akhir aapki gazal mahfil ki nazar ho hi gaye accha laga aapko padkar....ahsaas to aapke har gazal mein khoob hote hi haiN, vaise hi es baar bhi khoob haiN....jo aapne eske reaction ke bare mein likha tha uska kaya hua bata dijiyega janab....hume intzaar hai aapke reply ka

bahut umda gazal pesh ki hai aapne....sabhi sher tareef ke kabil haiN, kisi ek sher ko behtar nahi kah sakti.....yoon hi mahfil mein aate rahiye aur hume acchi acchi gazleN padne ka mokka detey rahiye.

Regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th November 2008, 10:15 AM

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

bahut khoobsurat likha hai apne...........................

zainy

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
16th November 2008, 06:53 PM

danny sahib jee !

kaise haiN aap ?

aapke iss ghazal ko yahaN chaspaa karne ke baad maine kam se kam isse 10 martabaa to padhaa hi hogaa !

waakeyii bahut khoobsoorat juzbaat se saraabor ghazal kahi aapne ...

meraa maan naa hai ki kisi bhi shayri ko khoobsoorat banaane meiN jo cheez sabse aham kirdaar adaa karti hai vo hai shayar ki maasoomiyat aur uskaa mizaaj !

yaQiinan aapne apne juzbaat ke saath poorii tarah se insaaf kiyaa hai mujhe ghazal ke har sher meiN paakeezgii aur maasoomiyat dikhaaii dee !

dostana taur pe ek raay shumaar karnaa chaahungaa ...

kuch ashaar zubaaN se faNs faNs ke nikLe to mere khyaal se agar wahaN beher ki rasm adaaygii kii gayi hoti to ye Qadam aapke kalaam ki khoobsoorati meiN chaar chaand lagaane jaisa kaam kartaa !

khair ... aapki aakhiri ghazal ke baad badi besabRii se aapkaa intezaar ho rahaa thaa ummeed kartaa huN abki jaldii hi naye kalaam se ruBru hone kaa maukaa denege aap !

meri jaanib se ek behtareen ghazal pe dheroN daad Qabool farmaayeiN !

maalik aapki Qalam aur roshan kare !

taareef Qabool ki jiye !
reps +++
apnaa khyaal rakhiye !

andaaz
   
Reply With Quote
Very very sorry for late replies...!
Old
  (#9)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Very very sorry for late replies...! - 10th September 2009, 02:54 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
denny ji
namste kaise hai aa??

kafi waqt baad apko pada...aur ek achi gazal padi ye bahut acha laga...
sukun sa mila padke..ki purane log aja bhi yahan sath hai..me bhi kam hi aati hun u to magar aap sabka sath hamehsa bana arhe yahi chahti hun...
regards
sakhi
Kaisi hein aap Sakhi ji...?

Hum bhi yahi chahte hein ki iss parivaar main aissa silsila hamesha kaayam rahe...! Dil ki baatein yahan par likhne ke siwaa aur bahut zimmedaariyan hein naa...!

Aap ne iss rachna ko parha aur pasand bhi ki so hum aap ka shukraguzaar hein...!

Yun hi saath dete rahiyegaa, ok...?

Apna khayaal rakhna

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
10th September 2009, 03:00 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
bohat khoob danny ji bohat arsey baad aapki taraf se kuch parrhne ko mila bohat acha likha hai khas ker akhri sher main chupi gehri baat bohat achi lagi aur ye sher bohat acha laga............

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

likhte rahiyega danny ji daad qubool kijiye........
Tah e dil se daad kabuul hai, Mani Ji...!

Aap ne thik hi kaha ki aakhri sher main chupi houi gehri baat hai...!

Yunhi saath dete rahein aur hum, Inshallah likhte raheinge

Apna khayaal rakhiyega, ok...?

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 10th September 2009, 08:07 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kuch kehna jurm hai to khataawaar mein bhi houn
Ye aur baat hai mera kahaa woh samajh na paaye

Baat baat par baatein banaana koyi dilkash adaa nahin
Baar baar unko yahi samjhaaya houa koyi faidaa nahin

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

Meethe do bol ke badle apne kitaab e hayaat unko diya
Zaahiran mujhse yaha houa koyi accha sa saudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unka tha shayad iraadaa nahin

Dil se mera naam mitaane main masroof hein woh aajkal
Shukr e Khudaa, baazu pe ussne ‘D’ akshar godaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

yeh do lines padh kar main sirf yeh kah paayi.....WOW!!!
yeh paheli baar hai main aap ko padh rahi hun aur bata nahi sakti ki kitni khush hui hun yeh poetry padh kar
bahot khub janab....waqt milte aur bhi poetries aap ki zarur padhungi.....keep writing

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#12)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
14th September 2009, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

bahut acchi ghazal hain dannyji.......khakaar uparwale sher..........yunhi mehfil ki ronak badhate rahe........daad@......

mausam
Kaisi hein aap, Mausam Ji...?

Shukriyaa jo aapne iss rachna ko parha aur saraaha...!

Tah e dil se daad kabuul hai...!

Saath dete rahiye aur apna khayaal rakhiyegaa,ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
14th September 2009, 05:50 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
denny sahab
aadab

ek arse ke baad aapko pada hai... yakeen maniye behad accha laga.

maqta wakai kaamal ka likha hai..
baise to sabhii sher kafi acche lage per ye mujhe behad khas laga

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unaka tha shayad iraadaa nahin

aage behtreen tareen gazal ke liye merii daad
shukriya

dilip
Namaskaar Dilip Bhai...! Kaise hein aap...?

Yaha kalaam aap ko accha lagaa so hum samjhe hamari koshish safal rahi...!

Daad ke liye bahut shukriyaa

Yunhi saath dete rahiye aur apna khayaal rakhiyegaa,ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
14th September 2009, 07:30 PM

Very well written Mushkil

This was fantastic

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kuch kehna jurm hai to khataawaar mein bhi houn
Ye aur baat hai mera kahaa woh samajh na paaye

Baat baat par baatein banaana koyi dilkash adaa nahin
Baar baar unko yahi samjhaaya houa koyi faidaa nahin

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

Meethe do bol ke badle apne kitaab e hayaat unko diya
Zaahiran mujhse yaha houa koyi accha sa saudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unka tha shayad iraadaa nahin

Dil se mera naam mitaane main masroof hein woh aajkal
Shukr e Khudaa, baazu pe ussne ‘D’ akshar godaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
20th September 2009, 01:10 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
namaskaar Danny jiiiiiiii

to akhir aapki gazal mahfil ki nazar ho hi gaye accha laga aapko padkar....ahsaas to aapke har gazal mein khoob hote hi haiN, vaise hi es baar bhi khoob haiN....jo aapne eske reaction ke bare mein likha tha uska kaya hua bata dijiyega janab....hume intzaar hai aapke reply ka

bahut umda gazal pesh ki hai aapne....sabhi sher tareef ke kabil haiN, kisi ek sher ko behtar nahi kah sakti.....yoon hi mahfil mein aate rahiye aur hume acchi acchi gazleN padne ka mokka detey rahiye.

Regards
Kaisi hein aap, Sunita Behan...?

Jab jab fursat aur ilHaam ( inspiration ) milegi, hum mehfil main yunhi aaya kareinge...!

Jiss reaction ke baare main hum ne likhaa tha, Khudaa Ji ki mehrbaani se hum ne usse sambhaal liya hai...!

Shayri ki tareef ke liye bahut shukriyaa...! Yunhi daad dete rahein aur hum kalam chalaate raheinge...!

Apna khayaal rakhein,ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
24th September 2009, 11:41 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

bahut khoobsurat likha hai apne...........................

zainy
Isse pasand karne ke liye bahut shukriyaa, Zainy Ji...!

Saath dete rahiyegaa

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
24th September 2009, 01:55 PM

mujhe kuch kehna chaiye kya...!

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
29th September 2009, 04:55 AM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
danny sahib jee !

kaise haiN aap ?

aapke iss ghazal ko yahaN chaspaa karne ke baad maine kam se kam isse 10 martabaa to padhaa hi hogaa !

waakeyii bahut khoobsoorat juzbaat se saraabor ghazal kahi aapne ...

meraa maan naa hai ki kisi bhi shayri ko khoobsoorat banaane meiN jo cheez sabse aham kirdaar adaa karti hai vo hai shayar ki maasoomiyat aur uskaa mizaaj !

yaQiinan aapne apne juzbaat ke saath poorii tarah se insaaf kiyaa hai mujhe ghazal ke har sher meiN paakeezgii aur maasoomiyat dikhaaii dee !

dostana taur pe ek raay shumaar karnaa chaahungaa ...

kuch ashaar zubaaN se faNs faNs ke nikLe to mere khyaal se agar wahaN beher ki rasm adaaygii kii gayi hoti to ye Qadam aapke kalaam ki khoobsoorati meiN chaar chaand lagaane jaisa kaam kartaa !

khair ... aapki aakhiri ghazal ke baad badi besabRii se aapkaa intezaar ho rahaa thaa ummeed kartaa huN abki jaldii hi naye kalaam se ruBru hone kaa maukaa denege aap !

meri jaanib se ek behtareen ghazal pe dheroN daad Qabool farmaayeiN !

maalik aapki Qalam aur roshan kare !

taareef Qabool ki jiye !
reps +++
apnaa khyaal rakhiye !
Aap ke raay sar ankhon par, Khsitij Ji...! Hum iss ke or zaruur dhyaan deinge...!

Itne acche comments parh kar hum bahut khush houe aur kalaam ki tateef ke liye dher saara shukriyaa...!

Yunhi hauslaa dete rahiyegaa aur apna khayaal bhi rakhein,ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
29th September 2009, 01:50 PM

Danny Ji,
Kia baat hai, Kia khob likha aapnay,

aisey hi likhtay rahiye,

GOD BLESS You

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
4th October 2009, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

yeh do lines padh kar main sirf yeh kah paayi.....WOW!!!
yeh paheli baar hai main aap ko padh rahi hun aur bata nahi sakti ki kitni khush hui hun yeh poetry padh kar
bahot khub janab....waqt milte aur bhi poetries aap ki zarur padhungi.....keep writing

Regards
Jeete raho, Bitiya...!

Khushi houi ki tumhein yaha kalaam pasand aaya... Tumhare ye bataaye houe sher hamare bhi dil ke bahut khareeb hai...!

Apna khoob khayaal rakhna, ok...?

With blessings

Chachu

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
12th October 2009, 05:28 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Very well written Mushkil

This was fantastic

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana “Amanush “
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin
Thanks so much for appreciating, Mayoos Ji...!

Take care, ok...?

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
17th October 2009, 12:15 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
mujhe kuch kehna chaiye kya...!

Kunaal
Bahut kuch keh gaye ho , Kunnu Bhaiyaa...?

Yunnhi aate rehna...!

Tumhaare khayaal pehle se jyaada...!

Ashirwaad ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
17th October 2009, 12:20 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Danny Ji,
Kia baat hai, Kia khob likha aapnay,

aisey hi likhtay rahiye,

GOD BLESS You
Ek baar phir aap ki ehsaanmand houn, jo aapne waqt nikaal ke meraa kalaam paRha.

Shukriya, Hassan Ji...!

With blessings...!

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#24)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
17th October 2009, 03:12 AM

Danny jii,

Namastey..Kaise hain aap? Umeed karti hu aap khariyaat se hongey ... jii phele to aapko Happy Diwali ...as aaj Diwali per kuch aacha padhne ko mila ...

Har sher pasand aaya ... simply heart touching !!!

Likhtey raheye .... yehi dua karugii es Diwali sevaapki zidnagii mein khushiyon se roshan ho aur hamesha roshan rahye Aameen

aapna khayal rakhyega

aapki

mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
15th December 2009, 12:54 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Danny jii,

Namastey..Kaise hain aap? Umeed karti hu aap khariyaat se hongey ... jii phele to aapko Happy Diwali ...as aaj Diwali per kuch aacha padhne ko mila ...

Har sher pasand aaya ... simply heart touching !!!

Likhtey raheye .... yehi dua karugii es Diwali sevaapki zidnagii mein khushiyon se roshan ho aur hamesha roshan rahye Aameen

aapna khayal rakhyega

aapki

mandeep
I'm so very sorry for late reply, Mandy Behna...!

Happy belated Diwaali to you too...! Aap ki duaa sar ankhon par...!

Saath dene ke liye bahut shukriyaa...!

Bhaai ki ashirvaad hameshaa aap ke saath hein...!

Sadaa khush rahein...!

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#26)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 15th December 2009, 01:37 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kuch kehna jurm hai to khataawaar mein bhi houn
Ye aur baat hai mera kahaa woh samajh na paaye

Baat baat par baatein banaana koyi dilkash adaa nahin
Baar baar unko yahi samjhaaya houa koyi faidaa nahin

Bahaane itne woh kar gayi ab lage unki har baat jhoothi
Khataa meri nahin bharosaa jo unpar raha jyadaa nahin

Meethe do bol ke badle apne kitaab e hayaat unko diya
Zaahiran mujhse yaha houa koyi accha sa saudaa nahin

Iss nazook dil ke sang khelne ka shauq jab se rakha hai
Mann bhelaane ko ussne ek bhi khilonaa kharidaa nahin

Basaaya tha dil main unko magar sar par woh jaa baithi
Khareeb e Khudaa rehna unka tha shayad iraadaa nahin

Dil se mera naam mitaane main masroof hein woh aajkal
Shukr e Khudaa, baazu pe ussne D akshar godaa nahin

Unke ehsaanon ne iss kadar wajood ko dabaa rakha hai
Shikwaa karne ke liye zubaan se nikalti koyi sadaa nahin

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana Amanush 
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa khudaa nahin

Mushkil saheb,

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana Amanush 
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa
khudaa nahin

Bahut hi umda....maza aa gaya padh kar...
daad qabuul kijiye......

Vikram

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
16th December 2009, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Mushkil saheb,

Uff ! Zaraa zaraa si baat pe tera ye ruuth jaana Amanush 
BaDaa accha houa iss jahaan ka tu banaa
khudaa nahin

Bahut hi umda....maza aa gaya padh kar...
daad qabuul kijiye......

Vikram
Hamare thread par pehli baar aap aaye so aap ka swaagat hai, Vikram Ji...!

Kalaam ko pasand karne ke liye aap ka shukriyaa aur tah e dil se daad qabuul karte hein hum...!

Yunhi aate rahiyegaa aur apna khayaal rakhiye, ok...?

With blessings

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
koi baat nahin mausam Shayri-e-Dard 1 27th April 2010 03:58 PM
Wo rashq-e-maseeha aaye tau koyi baat banegi... Parastaar Shayri-e-Dard 27 1st May 2006 12:45 PM
Koi Baat Nahin mohammed Shayri-e-Ishq 0 23rd January 2005 07:08 PM
koi baat nahin.... misnomer Shayri-e-Ishq 10 28th September 2003 07:12 PM
Aaj Koyi Esi Baat Ho Gayee Payal_19 Shayri-e-Ishq 0 25th August 2002 10:09 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com