Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Kuch Dard Hai
Old
  (#1)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
Love Kuch Dard Hai - 31st December 2013, 11:11 AM

_Ae Khuda__ Mere Gunnah Ki Saza Dilana Unse
Jo Kiya Maine Unke Sath Har Us Sitam Ki Saza Dilana Unse,

Yun Hi Dard-e-Taklif Mein Judi Rahi Zindagi Meri Unse
Har Zakham Hum Bharte Gaye Zindagi Mein Unke,

Wo Mangate Rahe Pyar Ki Kuch Bundein Hum Se
Hum Hain Ki Aansoon Ki Barish Giraate Gaye Unpe,

Pal Pal Ki Khushiyan Roothi Huyi Thi Unse
Zindagi Mein Veeraniyan Bhi Mili Use, Viraasat Me Hum Se,

Na Jaane Kyun Roothe Huye The Hum Itne Unse
Wo Waqt-Dar-Waqt Tarapte Rahe Akele Me Hum Se,

Wo Ishq-e-Raah Mein Girti Rahi
Zakham-e-Marham Ki Umeed Me Humse,

Unko Samajh Nahi Paye Hum Bas Dete Rahe Zakham
Zakhami Hi Khudi Se,

Kabhi Bhi Na Socha Tha Itna Karti Hai Pyar Wo Humse
Sanam-e-Zindagi Mein Jakar Dekha To Sirf Hum Hi The Duaon Me Unke,

Ehasas Huaa Jab Humko Pyar Ka Unse
Phir Na Jaane Kyun Zindagi Mein Haar Gaye Wo Khud Se.
   
Reply With Quote
 

Tags
aadeil, aru, dhaval, naresh_mehra110, sunita virender


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com