hi sandhya ji ek baar fir aapko padhkar dil tadap utha itni muhabbat uff.. sach me ,itna bhi koi kisi ko chah sakta hai lagta nahi. poora kalaam bahot pyara hai khaskar ye lines....
Jala ke Diya Mahobaat Ka Tere Hi Khumaar Mein
Khatam Karke Subha Apni ‘Sandhaya’ Bhi Nisar Dun