Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
sabhi rishte begaane hain..
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Post sabhi rishte begaane hain.. - 21st April 2015, 01:30 PM

Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 21st April 2015 at 01:33 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st April 2015, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain
i dont have words to appreciate this beautiful work...... really i am speechless.... yoon lag raha hai ke kuch na kahte hue aap har ek baat kah di.... dil nikaal ke rakh diyaa hai bas.....

ehsason ke liye 10/10

bayaani ke liye 9 /10

technicalities (qaafiya, radeef behar) ke liye 10/10

ye meri taraf se arking isliye ke faqat yunhi tareef nahi kar raha hoon ye ek bahot mukammal aur bahot rawaan ghazal hai.... Masha allah behar me bhi aapne kaafii acchii pakad haasil kar lii hai..... likhti rahen, mehnat karti rahen, aur khush rahen.......

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
21st April 2015, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
i dont have words to appreciate this beautiful work...... really i am speechless.... yoon lag raha hai ke kuch na kahte hue aap har ek baat kah di.... dil nikaal ke rakh diyaa hai bas.....

ehsason ke liye 10/10

bayaani ke liye 9 /10

technicalities (qaafiya, radeef behar) ke liye 10/10

ye meri taraf se arking isliye ke faqat yunhi tareef nahi kar raha hoon ye ek bahot mukammal aur bahot rawaan ghazal hai.... Masha allah behar me bhi aapne kaafii acchii pakad haasil kar lii hai..... likhti rahen, mehnat karti rahen, aur khush rahen.......

Shaad...
Bahut bahut bahut shukriya shaad jiii...
..iisliye nahi ki aapko mera likha pasand aaya..balki isliye ki aapne dil se ise pada aur ehsason ko mahsoos kiya aur ye bhi bataya ki kya aapko zyada achcha laga aur kya kam.....

yoon hee sath dete rahiyega......
apna khyaal rakkhein..

Duaon ke sath
madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
21st April 2015, 04:11 PM

abhi tak aapko jitna bhi padha hai meri nazar meiN ye aapki sabse behtareen kavish hai... Khaas taur se matle ke misra-e-saani ne to dil khush kar diya.... Dilli daad ke saath reps bhi qubool farmaayeN...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
superlike
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up superlike - 21st April 2015, 05:17 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain


Dear Madhu........kya khoob likha hai aapne, ehsaas...ravani...aur bayani sab kamaal ka...dil se daad hazir hai, khoobsurti se apne ehsaas pesh kiye hai aapne.

dil ke kareeb rhe sabhi ehsaas.

reps +++

pyar aur duaoN ke saath
dii


reps points add nahi ho rhe...par aap haqdaar ho en points ki baad meiN mileNge jaroor


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
21st April 2015, 07:51 PM

Wah madhu ji wah,, a hoti hae gazal jisko hum likhte nahi wo khud bakhud dilse bahar nikal aati,,,hame bas kalm ko sahara dena padta hae likhne k liye,,, Dil se daad dkhubool karen,,,Unmool ratn hae a,,sambhal k rakhiyega,,,
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd April 2015, 09:17 AM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
abhi tak aapko jitna bhi padha hai meri nazar meiN ye aapki sabse behtareen kavish hai... Khaas taur se matle ke misra-e-saani ne to dil khush kar diya.... Dilli daad ke saath reps bhi qubool farmaayeN...
aapke sath aur tawajjo ke liye shukrguzar hoon taish jii...
satth banaye rakhein...kkhush rahein.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
22nd April 2015, 11:06 AM

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain


waaaaaaaaaaaaaaahh! Madhu jee..

kia baat hy ...
behad umdah ghazal hui hy ...

dilli daad o mubarakbaad qabool kejiye!

likhty rahiye,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
22nd April 2015, 12:32 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain

Madhu ji Namaste !

MaiN hamesha kehta huuN ke aap lajawaab likhti haiN.
Dr Bashir Badr sahib ko "People's Poet" isliye kehte haiN ke unn ka likha hua har kalaam aur har sheyr bohot saral ho kar bhi dil meiN utar jaata hai. Shayad he kabhi shabd kosh ki zarurat paDe. Yeh ek shayar ki bohot baDi khoobi hai.

Aapki rachnaayeiN padHkar mujhe waisa he lagta hai ke aap ussi raah par chal rahi haiN.

KAMAAAAAAL KA LIKHA HAI.

Dil se daad. Khush rahiye.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd April 2015, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Madhu........kya khoob likha hai aapne, ehsaas...ravani...aur bayani sab kamaal ka...dil se daad hazir hai, khoobsurti se apne ehsaas pesh kiye hai aapne.

dil ke kareeb rhe sabhi ehsaas.

reps +++

pyar aur duaoN ke saath
dii


reps points add nahi ho rhe...par aap haqdaar ho en points ki baad meiN mileNge jaroor
Namaskaar di
shukriya ki meri koshish pasand ki aapne..aapke comments padkar behad khushi hasil huyi...yoon hee apna pyaar aur sath banaye rakhein..

Regards. .



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
23rd April 2015, 04:17 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain
Simple yet beautiful......
aur sabse khubsurat baat hi iis gazal kii, uske sher me jo saralta hai vahi hai...

umdaa gazal... ek dum dil ke qarib



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
30th April 2015, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
Wah madhu ji wah,, a hoti hae gazal jisko hum likhte nahi wo khud bakhud dilse bahar nikal aati,,,hame bas kalm ko sahara dena padta hae likhne k liye,,, Dil se daad dkhubool karen,,,Unmool ratn hae a,,sambhal k rakhiyega,,,
Inayat hai sabhat jii....shukriya aapka.
Sath dete rahein.....
Aate rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
4th May 2015, 05:29 AM

Haste mamool aap ki yeh ghazal matle se makte tak ..ek behte paani
la jharna si.lagi mujhe , jisme oak se humne sare ehsaason ko ikatha kiya aur
pee ker dil ki gehrayion mein mehsoos kiya.

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th May 2015, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain


waaaaaaaaaaaaaaahh! Madhu jee..

kia baat hy ...
behad umdah ghazal hui hy ...

dilli daad o mubarakbaad qabool kejiye!

likhty rahiye,

apke sath ka bahut shukriya hassan jii.........
Aate rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th May 2015, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Madhu ji Namaste !

MaiN hamesha kehta huuN ke aap lajawaab likhti haiN.
Dr Bashir Badr sahib ko "People's Poet" isliye kehte haiN ke unn ka likha hua har kalaam aur har sheyr bohot saral ho kar bhi dil meiN utar jaata hai. Shayad he kabhi shabd kosh ki zarurat paDe. Yeh ek shayar ki bohot baDi khoobi hai.

Aapki rachnaayeiN padHkar mujhe waisa he lagta hai ke aap ussi raah par chal rahi haiN.

KAMAAAAAAL KA LIKHA HAI.

Dil se daad. Khush rahiye.

Jagdish jii pahle to bahut bahut shukriya ki aapne mere kalaam ko is darza pasand kiya..aur jin alla hazrat ka naam liya hai aapne uuhe padhna behad pasand hai mujhe..bemisaal shayaron me se ek hain...main to ek adna si insaan hoon jo bas koshish hee karti hai ki mera likha aap sabko pasand aa sake........

Aap ke sath ki aage bhi ummeed rahegi...hausla afzai ka ek baar fir se shukriya....

Khush rHein



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
29th May 2015, 12:34 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain

bahut khoob rahi yeh rachna aapki madhu jee ek ek ashar dil ko chhoota hai
likhti rahen
duaon ke saath

radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
29th May 2015, 09:51 PM

Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

ek aahat hai jo sine me dafan to nahi.. per ek roshani ke sath jal rahi.. sach kisse purine hain..

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

dard bhi ajib cheej hai .. aur pyaar ka dard to bas ulaahano se banta hai.. yaa kahu ki bas apane pyar ko apane liye yaad kerne per majboor kerne ki koshis kerta hai.... bahut likha aapne..

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

deewano ki baat hi kuchh aur hai..aisi deewangi bani rahe..

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

zindagi majhdhaar mein aake khade hain.. kya baatye hum kidhar jaaye.. bahut khub peshakash..

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain

wakt bahut kuchh sikha deta hai.. aur jab dil pe chot lagati hai to baaki chot ka koi asar nahi hota.. ab sabhi rang (color) begane ho gaye.. jo kabhi bahut khubsurat hua kerte thea ab rangahin ho gaye.. phul murjha gaye hain..



Bahut khub likha hai.. bas Yun hi likhate rahiye.. padh ke dil ko ek naye tarah ka sukun mila..

shubhkamnao sahit

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
1st June 2015, 08:58 PM

Madhu jee....bahut accha lagta hai jab aap is tareeke ka kalaam likhti hain......aapne itne kam waqt mein jo seekha hai uska aap bakhoobi istemaal karti hain.....khuda aapke hunar aur adaon mein aur nikhaar layein....aisa dua karta hun.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th June 2015, 12:36 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Simple yet beautiful......
aur sabse khubsurat baat hi iis gazal kii, uske sher me jo saralta hai vahi hai...

umdaa gazal... ek dum dil ke qarib
hausla afzai ka bahut bahut shukriya adeil ji....yoon hee sath dete rahein...
aate rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th July 2015, 11:26 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Haste mamool aap ki yeh ghazal matle se makte tak ..ek behte paani
la jharna si.lagi mujhe , jisme oak se humne sare ehsaason ko ikatha kiya aur
pee ker dil ki gehrayion mein mehsoos kiya.

Hamdam
Aapko ghazal is kadar pasand aayi...jaankar bahut achcha laga..
aap ke sath ka bahut shukriya...
aate rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
31st August 2015, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob rahi yeh rachna aapki madhu jee ek ek ashar dil ko chhoota hai
likhti rahen
duaon ke saath

radhe radhe
Aapki tareef pakar bahut khushi huyi rajinder ji...
Bahut bahut dhanywaad.....
Asheerwaad banayein rakhein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
1st September 2015, 09:57 AM

Madhu jee

Namaste

Bahot hi achhhi koshish...madhu jee aapkaa andaaz e bayaan behterin rahaa...ehsaason ko bakhoobee bayaan kiyaa hay aapne...dil se daad

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
1st September 2015, 09:59 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain
flawless superb marvelous lovely adorable mesmerizing..........

Kya adaaygi, aasaani se aapne khayaal behr ki hadd mein rakhe hai, behad mazaa aaya padh kar. sabse pate ki baat lagi ki har sher ki rawaangi perfect hai. har misraa ek dusre ko bahut aache se compliment kar raha hai...Madhu pata nahi kaise main ab tak itni haseen tehreer se mehruum raha par shukr hai ki nazar pad gayi....

Meri jaanib se aapko dheeron mubaarakbaad...



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#24)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
1st September 2015, 06:14 PM

Ditto jo anu ne kahaa aur saath mein meri taraf se bhi bohut bohut mubarak madhu itni umdaa ghazal ke liye.

Sach kahun to dil ko choo liya iss ghazal ne.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd September 2015, 12:28 AM

Madhu ji..

Aapke matle ne itna khush kar diya ki kya kahun.. full marks to u for beautiful matla... 3sra sher kaafiya out hai.. aur chauthe sher ka khyaal aur ghisa jaa sakta tha .. khyaal bohat umda hai byaani puraani.. baaki sab theek thaak hai .. par matle ki bayaani khyaal sab aala darje ka hai.. bohat bohat mubarak ho


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#26)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd September 2015, 10:10 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Bahut uljhe huye rishte bade lambe fasane hain.
Badi taza vo yadein hain magar kisse puraane hain.

ek aahat hai jo sine me dafan to nahi.. per ek roshani ke sath jal rahi.. sach kisse purine hain..

Banakar khwaab ankhon ne teri chahat sanjoyi hai
Na tumko yaad hain to kya mujhe vaade nibhane hain.

dard bhi ajib cheej hai .. aur pyaar ka dard to bas ulaahano se banta hai.. yaa kahu ki bas apane pyar ko apane liye yaad kerne per majboor kerne ki koshis kerta hai.... bahut likha aapne..

zamana kya batayega vajah is bekhayaali ki.
Hamii kah dete hain ab lo ki ham tere dewaane hain.

deewano ki baat hi kuchh aur hai..aisi deewangi bani rahe..

Takalluf se bhari baatein badi chhoti mulaqatein..
Na rone ke liye gam hai na hasne ke bahane hain

zindagi majhdhaar mein aake khade hain.. kya baatye hum kidhar jaaye.. bahut khub peshakash..

Muhabbat ki dagar par ye dubara ab na chal paye.
Madhu bezaar hai dil ab sabhi rishte begane hain

wakt bahut kuchh sikha deta hai.. aur jab dil pe chot lagati hai to baaki chot ka koi asar nahi hota.. ab sabhi rang (color) begane ho gaye.. jo kabhi bahut khubsurat hua kerte thea ab rangahin ho gaye.. phul murjha gaye hain..



Bahut khub likha hai.. bas Yun hi likhate rahiye.. padh ke dil ko ek naye tarah ka sukun mila..

shubhkamnao sahit

Akant...
Akant ji..aapki tawajjo ka bahut shukriya jo aapne apna keemti vaqt nikal kar meri ghazal padha aur apni ray bhi di bade hee khoob andaaz me...

Dil se abhar vyaqt karti hoon..aage bhi aapka sath milta rahe yahi kamna hai...

Aate rahiye..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
29th September 2015, 02:23 AM

namaskaar Madhu jee,

isko kehte haiN ke "Ghazal hui hai"

qalam har koi uThaa leta hai, un meiN se ek maiN bhi hooN, lekin Ghazal koi koi hi keh paata hai, aapne bilaa-shaq ek aala kaavish ko aNjaam diya hai


idhar do-chaar hi aise sukhan'feham haiN jinki Ghazaliiyaat ka maiN be'sabrii se iNtezaar karta hooN, un meiN ab ek naam ka izaafa aur ho gaya hai

ek baat aapse ba-sad-mazrat kehne ki gustaakhi kar raha hooN, ummeed hai aapko bura na lagega, aur lage to bilaa-jhijhak keh dijiyega

is pehle ke aage kuch kahuuN ek zaroori baat darj karna chaahta hooN : maiN na to koi saahib-e-ilm-o-zabaaN hooN aur na hi arooz ka maahir, mujhe taqtee ka ilm bhi bohat kamm hai, aNdaazan she'r kehta hooN, bahuur ka ilm jitna bhi hai kud'ratii hai jis meiN laGzisheN ho jaana ma'mooli baat hai isliye koi baat, aane waale samay meiN, meri aapko acchi na lagey to be-jhijhak bataaiyega, qata'ii mumkin haiN ke maiN Ghalat houN

yeh baat maine isliye kahi hai kyoNke maazi meiN is forum par kuch ehbaab ko yeh baat sakht na'gawaar guzri hai ke saahab khud to wazan parakhte nahiiN duusroN ko hidayat dete haiN ke she'r wazan meiN kahiye ab is meiN zyada kasoor aapke khaadim ka hi hai, voh kya hai ke jab suroor sar pe taari hota hai aur kuch post karne ki zidd aan khaDi hoti hai to jo ruukha-suukha kaaGhaz par nazar aata hai jyoN ke tyoN post kiye deta hooN, meri hi naa'laayiqi hai

chaliye muddey ki baat par aate haiN, beher urdu shayri ki reed ki haDDi maani jaati hai, backbone, iske baGhair takkhayul aur taGazzul kuch khaas mayine nai rakhte, jab bhi sho'ra pehle-pehal beher meiN she'r kehne ki koshish karte haiN to khayaal,bayaan aur zabaaN ki bariikiiyoN ko hadd meiN rakhna aksar duhwaar ho jaata hai lekin qasrat se yeh mushkilaat apne-aap qaboo meiN aa jaati haiN

aapse guzaarish hai ke mashq jaari rakhiye aur beher ka daaman pakDe rakhiye


yeh khat likhte hue, abhi, mujhe imkaaN ho raha hai ke mera bayaan shaayd aapko yeh paigaam de raha hai ke aapki Ghazal acchi nahiiN hai, aisa bilkul bhi nahiiN hai, aapne, mere khayaal se, ek bohat hi mayaari Ghazal raqm ki hai, uupar jo kuch bhi maine chaspaaN kiya hai voh faqat mustaqbil ko madd-e-nazar rakhte hue aapke zehan ki aasaani ke vaaste kiya hai, jaise insaan ki soch umr ke saath saath mature hoti hai vaise hi shayri meiN fiqr ke apne maqaam hote haiN tajurbey aur waqt ke saath nikharte haiN

is behadd khoobsuurat, pur-asar aur ba-kamaal Ghazal par daad-o-mubarakbaad, bara-e-meherbaani, tasleem farmaaiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 29th September 2015 at 04:01 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th October 2015, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
namaskaar Madhu jee,

isko kehte haiN ke "Ghazal hui hai"

qalam har koi uThaa leta hai, un meiN se ek maiN bhi hooN, lekin Ghazal koi koi hi keh paata hai, aapne bilaa-shaq ek aala kaavish ko aNjaam diya hai


idhar do-chaar hi aise sukhan'feham haiN jinki Ghazaliiyaat ka maiN be'sabrii se iNtezaar karta hooN, un meiN ab ek naam ka izaafa aur ho gaya hai

ek baat aapse ba-sad-mazrat kehne ki gustaakhi kar raha hooN, ummeed hai aapko bura na lagega, aur lage to bilaa-jhijhak keh dijiyega

is pehle ke aage kuch kahuuN ek zaroori baat darj karna chaahta hooN : maiN na to koi saahib-e-ilm-o-zabaaN hooN aur na hi arooz ka maahir, mujhe taqtee ka ilm bhi bohat kamm hai, aNdaazan she'r kehta hooN, bahuur ka ilm jitna bhi hai kud'ratii hai jis meiN laGzisheN ho jaana ma'mooli baat hai isliye koi baat, aane waale samay meiN, meri aapko acchi na lagey to be-jhijhak bataaiyega, qata'ii mumkin haiN ke maiN Ghalat houN

yeh baat maine isliye kahi hai kyoNke maazi meiN is forum par kuch ehbaab ko yeh baat sakht na'gawaar guzri hai ke saahab khud to wazan parakhte nahiiN duusroN ko hidayat dete haiN ke she'r wazan meiN kahiye ab is meiN zyada kasoor aapke khaadim ka hi hai, voh kya hai ke jab suroor sar pe taari hota hai aur kuch post karne ki zidd aan khaDi hoti hai to jo ruukha-suukha kaaGhaz par nazar aata hai jyoN ke tyoN post kiye deta hooN, meri hi naa'laayiqi hai

chaliye muddey ki baat par aate haiN, beher urdu shayri ki reed ki haDDi maani jaati hai, backbone, iske baGhair takkhayul aur taGazzul kuch khaas mayine nai rakhte, jab bhi sho'ra pehle-pehal beher meiN she'r kehne ki koshish karte haiN to khayaal,bayaan aur zabaaN ki bariikiiyoN ko hadd meiN rakhna aksar duhwaar ho jaata hai lekin qasrat se yeh mushkilaat apne-aap qaboo meiN aa jaati haiN

aapse guzaarish hai ke mashq jaari rakhiye aur beher ka daaman pakDe rakhiye


yeh khat likhte hue, abhi, mujhe imkaaN ho raha hai ke mera bayaan shaayd aapko yeh paigaam de raha hai ke aapki Ghazal acchi nahiiN hai, aisa bilkul bhi nahiiN hai, aapne, mere khayaal se, ek bohat hi mayaari Ghazal raqm ki hai, uupar jo kuch bhi maine chaspaaN kiya hai voh faqat mustaqbil ko madd-e-nazar rakhte hue aapke zehan ki aasaani ke vaaste kiya hai, jaise insaan ki soch umr ke saath saath mature hoti hai vaise hi shayri meiN fiqr ke apne maqaam hote haiN tajurbey aur waqt ke saath nikharte haiN

is behadd khoobsuurat, pur-asar aur ba-kamaal Ghazal par daad-o-mubarakbaad, bara-e-meherbaani, tasleem farmaaiye


rab raakha
maikash
namaskaar maikash ji.......
sabse pahle to mafi chahti hun...bahut deri se jawaab de rahi hun...jane kaise
zehan se nikal gaya..par yakeen kariye jab maine aapka khat padha mujhe behad khushi huyi thi...aur aaj bhi vahi khushi huyi dubara padhkar....agar aapke jaise dost aur rahbar ham jaise naye logon ka hausla badhayenge to koshishein rang na layein ye ho hee nahi sakta...
aapki kahi har baat sach hai..aur mujhe apki baat ka bura kyun lagega balki shukriya aapka bahut sara ki aapne apna keemti vaqt nikal kar meri koshish ko padha aur saraha...

aapse guzarish hai...aise hee aage bhi sath banaye rakhiyega...
izzat afzai ka ek baar fir dil se shukriya....

apna khayaal rakhiyega..

aate rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th October 2015, 09:00 PM

Madhu ji ummeed karta hoon aap khairiyat se hongee......

aaj hi nazar padee aala hazrat Maikash ssaahab ke tabsire par... yaqeenan jitni pakad saaheb hai shayri ki bareeqiyon par wo qaabile gaur hai.....

main guzaarish karungaa ke aap hazrat ki kahi gayee baaton par gaur karen aur unhe apni hayri ke ilm me jazb kkar len, insha allah aapko bahut madad milegee.....

main shukrguzaar hoon maikash saahab ka jinhone itni acchii baaten bataa kar hamaare ilm me bhi izaafa kiyaa hai......

khuda hafiz.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
sushiljain
Registered User
sushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud of
 
sushiljain's Avatar
 
Offline
Posts: 280
Join Date: Feb 2006
Location: hyd, india.
Rep Power: 31
22nd October 2015, 12:54 PM

Kya baat hai.... Suprbly done................


gul ko zamane mein, gul-e-nayaab kehte hai,
kuchh likhne ke pehle aapko aadaab kehte hai.
  Send a message via Yahoo to sushiljain  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th November 2015, 05:01 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Madhu jee....bahut accha lagta hai jab aap is tareeke ka kalaam likhti hain......aapne itne kam waqt mein jo seekha hai uska aap bakhoobi istemaal karti hain.....khuda aapke hunar aur adaon mein aur nikhaar layein....aisa dua karta hun.....
aapki duaon aur sath ka behad shukriya aru ji..koshish karti rahoongi ki aap sab ko pasand aane layak kuch likhti rahoon....

aapke sath ki aage bhi ummeed karti hoon....

apna khayaal rakhiye....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th December 2015, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Madhu jee

Namaste

Bahot hi achhhi koshish...madhu jee aapkaa andaaz e bayaan behterin rahaa...ehsaason ko bakhoobee bayaan kiyaa hay aapne...dil se daad

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval
Bahut bahut shukriya dhaval sahab......
Sath banaye rakhiyega......

Khush rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th December 2015, 11:22 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
flawless superb marvelous lovely adorable mesmerizing..........

Kya adaaygi, aasaani se aapne khayaal behr ki hadd mein rakhe hai, behad mazaa aaya padh kar. sabse pate ki baat lagi ki har sher ki rawaangi perfect hai. har misraa ek dusre ko bahut aache se compliment kar raha hai...Madhu pata nahi kaise main ab tak itni haseen tehreer se mehruum raha par shukr hai ki nazar pad gayi....

Meri jaanib se aapko dheeron mubaarakbaad...
Sach kahoon anu..lafz nhi mil rahe ki shukriya kin lafzon me kahoon...vaise bhi doston ke sath ka koi shukriya ada ho hee nhi sakta...aap sab ke sath ka sila hai jo har baar kalam chal padti hai...aur har ek tahreer ko aapki rai ka intzaar rahta hai....

Yun hee aate rahiyega....

Salamat rahein..

Duaon ke sath..
Madhu..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
Salman Ahmed 12121
Registered User
Salman Ahmed 12121 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 88
Join Date: Oct 2015
Rep Power: 9
7th December 2015, 06:27 PM

maashaallah bhut achi gajal lgi........


Kash k is jindgi me tumhari mohabbat ki roshni
aa pati.
Fnah ho jate tujhme hum parvana ban kar agar
tu mere liye shma ho jaati.
احمد.
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th December 2015, 10:49 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Ditto jo anu ne kahaa aur saath mein meri taraf se bhi bohut bohut mubarak madhu itni umdaa ghazal ke liye.

Sach kahun to dil ko choo liya iss ghazal ne.
aapke dil ko aise hee chhoo sake meri kalam yahi dua rahegi...shukriya sarika..aati rahiyega..

Salamat rahein..
Aapke sath ki talabgaar
Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
12th January 2016, 12:17 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Madhu ji..

Aapke matle ne itna khush kar diya ki kya kahun.. full marks to u for beautiful matla... 3sra sher kaafiya out hai.. aur chauthe sher ka khyaal aur ghisa jaa sakta tha .. khyaal bohat umda hai byaani puraani.. baaki sab theek thaak hai .. par matle ki bayaani khyaal sab aala darje ka hai.. bohat bohat mubarak ho
kunaal ji...aapne mere likhe ko padha aur vaqt diya uska behad shukriya..khushi huyi khayaal pasand aa sake aapko...koshish karti rahongi..
aage bhi aapki rai ka intzaar rahega...

takecare..
madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th January 2016, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by sushiljain View Post
Kya baat hai.... Suprbly done................
Shukriya......sushil ji.........

Aate rahiyega....

Take care



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#38)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th February 2016, 02:32 PM

Quote:
Originally Posted by Salman Ahmed 12121 View Post
maashaallah bhut achi gajal lgi........
behad shukriya...salman ahmad ji...

aate rahiyega...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com