Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Woh Raat!!!
Old
  (#1)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
Woh Raat!!! - 7th September 2007, 12:16 PM

Khush Rang-o-purkashish Woh Raat Hogi,
Raat Jaise Taaron Ki Baaraat Hogi,

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 7th September 2007, 01:04 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Khush Rang-o-purkashish Woh Raat Hogi,
Raat Jaise Taaron Ki Baaraat Hogi,

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!
bahut khoob sara ji aap ka yrh kalam padh kar mujhe bhi "raat" par kuchh likhane ki prerana mili hai,aap ka yeh kalaam sach men kaabil-e-taarif hai.

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi



yeh do sher dil ke kareeb rahe, yunhi laikhte rahe khudaa aap ko aur hunarmand kare.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
7th September 2007, 01:49 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!

Sara Ji.


Aapne pal bhar ke liye ek chehra yaad dila diya.. aaj wo nahin hai par uski yaad hai....

Ab aur kuch kaha nahin jayega...

Apna khayal rakhein..


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
nice one
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice one - 7th September 2007, 05:40 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Khush Rang-o-purkashish Woh Raat Hogi,
Raat Jaise Taaron Ki Baaraat Hogi,

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!
sara ji ko raj ka adaab........kyaa baat hai bhut khub har ehsaas pukhta hai or lafzon ko bakhubi istemaal kiya hai aapne......sach puuchhe to aapne hame lajawaab kar diya.......daad kabool kare......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
8th September 2007, 03:06 PM

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,


sachmein ek umda koshish hain aapki..........uparwala sher dil ko bahut chu gaya...aise hi mehfil ko sajate rahiye.....

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
bahut khoob sara ji aap ka yrh kalam padh kar mujhe bhi "raat" par kuchh likhane ki prerana mili hai,aap ka yeh kalaam sach men kaabil-e-taarif hai.

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi



yeh do sher dil ke kareeb rahe, yunhi laikhte rahe khudaa aap ko aur hunarmand kare.

regards
manu
adaaab manu ji,
bahu bahut shukriya meri gazal ko saraahne ka.bahut acha lagta hiua aapko jab bhi apni post per paati hun to.bahut khushi hui janker ke chand ashaar aapko bahut pasand aye.umeed karti hun aage kuch aisa likh sakun ke apke dilko bhaajaye poori tehrer.
yunhin saath dete rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th November 2007, 06:27 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Sara Ji.


Aapne pal bhar ke liye ek chehra yaad dila diya.. aaj wo nahin hai par uski yaad hai....

Ab aur kuch kaha nahin jayega...

Apna khayal rakhein..
mai samjhsakti hun widhani ji apno ko khodene ka gham kya hota hai,
aapse bas yehi kahungi ke hausla rakhen .
khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#8)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th November 2007, 06:28 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sara ji ko raj ka adaab........kyaa baat hai bhut khub har ehsaas pukhta hai or lafzon ko bakhubi istemaal kiya hai aapne......sach puuchhe to aapne hame lajawaab kar diya.......daad kabool kare......raj......
adaab raji ji,
kaise hian aap?
aap to hamesha hi mujhe saraahte haiyeh inayat aapki.bas umeed hai aapka saath yunhin sada milta rahega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#9)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th November 2007, 06:30 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,


sachmein ek umda koshish hain aapki..........uparwala sher dil ko bahut chu gaya...aise hi mehfil ko sajate rahiye.....

mausam
bahut bahut shukriya mausam ji,yunhin saath deti rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
10th November 2007, 06:31 PM

Dard se bhara yaha kalaam hamein bahut pasand aaya, Sara Ji...!

Tah e dil se hamara daad kabuul karliyegaa...!

Apna khayaal thik se rakhiyegaa, ok...?

Reps



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th November 2007, 06:34 PM

Kitna dard phel gaya ruh mein apki tehreer ko mehsus karte karte aap shayed andaza hee na laga sakain ,

behud mutacir kiya apki tehreer ne,

u have a very powerful pen that can transform pain into words and words can then simultaneously painfully can entrance one s senses so deeply and so authentically ,

Just luved ur post here ,

ajub hei taaceer is tehreer ke buahat gehrayee se mehsus kiya isko ,

daad haazir hei apke hazur ,

due respects,

MahamAzmi

   
Reply With Quote
Old
  (#12)
GD007
Registered User
GD007 will become famous soon enoughGD007 will become famous soon enough
 
GD007's Avatar
 
Offline
Posts: 157
Join Date: Dec 2004
Location: Ajmer(rajasthan)
Rep Power: 21
13th November 2007, 02:09 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Khush Rang-o-purkashish Woh Raat Hogi,
Raat Jaise Taaron Ki Baaraat Hogi,

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!
Bahut khub sara ji good one,Dil me utar jane wale alfazo se sajaya hai aapne apne dard aur apni majburiyo ko, khair kush rahe aap.
GD


Sans leta hoon main to Zakhmo ko hawa lagti hai,
Tu hi bata A Zindagi, Tu meri kya lagti hai
GD
  Send a message via Yahoo to GD007  
Reply With Quote
Old
  (#13)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
7th October 2008, 11:17 PM

bahut bahut shukriya daanny jiii..bahut accha laga aapko yahan dekh...aate rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#14)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
8th October 2008, 12:13 PM

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

wah..!! kya baat hai ek jhatke mai koe gardan utaar de jaise ...
wel example kuch jayda hi drasctic ho gaya ..




Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

bahut acha dard aur masoomiyat liye hai ye sher


Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

bahut purane zakhm kured iye aapne ..
par abke baar ard kuch meetha sa laga


Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

hmm is sher ko zara sa aur nikhaar le...
bajan se bahar ho raha hai


Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!

bahut khoob..

is misre ko zara sa chota kar le
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!


larz uthega .. larjega ....
yeh jahaan .... sirf jahaan bhi chalega ..


regards..
janumanu
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
8th October 2008, 08:15 PM

Aadaab akelijaan ji bahut khoob likha hai aapne bahut accha laga unhi likhti rahiye

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Khush Rang-o-purkashish Woh Raat Hogi,
Raat Jaise Taaron Ki Baaraat Hogi,

Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#16)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd February 2009, 11:55 PM

bhaut bahut shukriya maham..aapko hamare likhe ne is qadr mutaassir kiya hai..han shyd mai waaqi andaza na laga paaun..zarra nawaazi aapki

loads of thnx



Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Kitna dard phel gaya ruh mein apki tehreer ko mehsus karte karte aap shayed andaza hee na laga sakain ,

behud mutacir kiya apki tehreer ne,

u have a very powerful pen that can transform pain into words and words can then simultaneously painfully can entrance one s senses so deeply and so authentically ,

Just luved ur post here ,

ajub hei taaceer is tehreer ke buahat gehrayee se mehsus kiya isko ,

daad haazir hei apke hazur ,

due respects,

MahamAzmi


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#17)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd February 2009, 11:56 PM

shukriya janumanu ji..aapko apni post per paaker bahut khushi hui..aapki daad dil se kubool ki..yunhin saath dete rahiyega



Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Hoga Khatmaa Mere Armaano Ka Us Din,
Poori Teri Khuwahishaat Hogi,

wah..!! kya baat hai ek jhatke mai koe gardan utaar de jaise ...
wel example kuch jayda hi drasctic ho gaya ..




Rachegi Uske Haathon Mai Mehendi Tere Naam Ki,
Meri Bepanaah Chahat Ki Us Din Maat Hogi,

bahut acha dard aur masoomiyat liye hai ye sher


Kya Rahega Tera Waasta Phir Mujh Se Kabhie?
Teri Har Baat Se Judi Bas Usi Ki Baat Hogi,

bahut purane zakhm kured iye aapne ..
par abke baar ard kuch meetha sa laga


Mai Banke Rehjaaungi Faqt Ek Naam Teri Guzri Zindagi Ka,
Gar Bhoole Se Tu Yaad Karle Mujhe,mere Liye Saugaat Hogi,

hmm is sher ko zara sa aur nikhaar le...
bajan se bahar ho raha hai


Meri Aah-o-fagun Ka Hoga Aalam Aisa,
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!

bahut khoob..

is misre ko zara sa chota kar le
Laraz Uthega Yeh Jahaan,tadapti Hui Kaynaat Hogi!!


larz uthega .. larjega ....
yeh jahaan .... sirf jahaan bhi chalega ..


regards..
janumanu


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* roshani Shayri-e-Dard 17 15th September 2009 01:42 PM
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera Arnab Shayri-e-Dard 4 15th November 2008 11:04 PM
"RAAT MERI YE ,RAAT NAHI AB..............NA JANE KYU???"... a shayri for her......... Dhaval Shayri-e-Ishq 2 10th September 2006 11:56 AM
baat woh aadhi raat ki, raat wo poore chaand ki ruhani Shayri-e-Dard 2 22nd February 2005 10:03 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com