Rana(ashiq Tha Mein To Tera) -
8th June 2008, 05:00 PM
rakha jo ik konay main mein koi afsana to na tha
jalta jo abaday shoq say main koi parwana to na tha
peetay jo mujhe baday shoq say aey sharabi
meain too ghont tha sharab ki koi meh khana to na tha
baygangi main aksar youn hota hay waqas
apna tha mein to tera koi baygana to na tha