Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
pichalee sardee kee akhree sham
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
pichalee sardee kee akhree sham - 17th January 2006, 10:05 PM

Is sardee ke pahlee subah ko
purana kot pahna
hath main a agaya tumharee tooti choori ka hissa
yad ane laga us waqt mujhe purana kissa
jis waqt coat kee jeb main mere hath the
tum ko yad aya
pichali sardee ki akhree sham ko
tum mere sath the
aur mere jab main jab dono ke hath the
tumhree chooree chhoot gayee thee
meree jeb jo khalee thee barson
us main ek dault chhoot gayee thee
tumhe yaad aya?
--------------------

Apka Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: pichalee sardee kee akhree sham
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: pichalee sardee kee akhree sham - 18th January 2006, 11:10 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
Is sardee ke pahlee subah ko
purana kot pahna
hath main a agaya tumharee tooti choori ka hissa
yad ane laga us waqt mujhe purana kissa
jis waqt coat kee jeb main mere hath the
tum ko yad aya
pichali sardee ki akhree sham ko
tum mere sath the
aur mere jab main jab dono ke hath the
tumhree chooree chhoot gayee thee
meree jeb jo khalee thee barson
us main ek dault chhoot gayee thee
tumhe yaad aya?
--------------------

Apka Anil
Wah acha hai bhai


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
24th January 2006, 07:06 AM

Anil ji,

pichhle dinon ki yaadein aur aap ka dard bayaan karta hai yeh kalam, bahut badhiya likha hai. TC
   
Reply With Quote
pichlee sardee
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
pichlee sardee - 24th January 2006, 07:10 AM

pichee sardee ka jo ahsas is sardee tak chala aya tha us par ko mere sath siggaj aue devangi dono ne mahoos kiya shukriya devangi ye woh kavitayaen haion jo dard main sukoon ko talash kartee hain tum bhee dard ko jeet jayo na achha lagega
anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: pichalee sardee kee akhree sham
Old
  (#5)
khozii
Registered User
khozii will become famous soon enough
 
khozii's Avatar
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Sep 2001
Location: india
Rep Power: 23
Re: pichalee sardee kee akhree sham - 26th February 2006, 10:27 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
Is sardee ke pahlee subah ko
purana kot pahna
hath main a agaya tumharee tooti choori ka hissa
yad ane laga us waqt mujhe purana kissa
jis waqt coat kee jeb main mere hath the
tum ko yad aya
pichali sardee ki akhree sham ko
tum mere sath the
aur mere jab main jab dono ke hath the
tumhree chooree chhoot gayee thee
meree jeb jo khalee thee barson
us main ek dault chhoot gayee thee
tumhe yaad aya?
--------------------

Apka Anil
wah Bhai Wah !
achha likha hai , mast coat,soot-boot pehan ke ,
mai aap ke dil ke jazbaat samaj gaya , aap ye kehna chate ho ki (tadpaye tarsaye re , ye dilhi ki sardee , pyaar tera , ye dekhi ki sardee )

seriously this is something different , just the feelings ...................


You can't buy love, but you can pay heavily for it.

***khozii***
  Send a message via Yahoo to khozii Send a message via MSN to khozii  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
27th February 2006, 08:49 AM

well done bro bahut acchi hai abhi aapki tareef karu to kaise ye soch main doob raha hu sab tareke se tareef kar li bas abhi apne aap ko aapke sharno me dal diya hai bas is se aage kuch nahi hai mere paas


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
khozii
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
khozii - 27th February 2006, 12:30 PM

shukriya khozii par khayal se dekho dil se dekho suit boot imp nahee hai is kavita main imp hai woh 5tootee chooree ka hissa us par nazar nahe gayee?
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
mehul
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mehul - 27th February 2006, 12:31 PM

tum achha bhee likh do to main us main ahzaron tareefen parh ,eta hoon kamee bhee batyogee to achha lagega thanks
apana khayal rakhna
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
4th April 2006, 10:53 PM

tum mere sath the
aur mere jab main jab dono ke hath the
tumhree chooree chhoot gayee thee
meree jeb jo khalee thee barson
us main ek dault chhoot gayee thee
tumhe yaad aya?


very different and very beautiful........bahut kuch yaad sa aane lagta hai .......isko pad ke........

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 6th April 2006, 01:27 AM

shukriya ranju kavita ko parhne ke liye aur bahut bahut shukria dil se mahsoos karne ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
adarshgirl
masoom dil....
adarshgirl will become famous soon enough
 
adarshgirl's Avatar
 
Offline
Posts: 535
Join Date: Jan 2005
Location: dilon mein jagah paane ki koshish...
Rep Power: 20
6th April 2006, 08:37 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
Is sardee ke pahlee subah ko
purana kot pahna
hath main a agaya tumharee tooti choori ka hissa
yad ane laga us waqt mujhe purana kissa
jis waqt coat kee jeb main mere hath the
tum ko yad aya
pichali sardee ki akhree sham ko
tum mere sath the
aur mere jab main jab dono ke hath the
tumhree chooree chhoot gayee thee
meree jeb jo khalee thee barson
us main ek dault chhoot gayee thee
tumhe yaad aya?
--------------------

Apka Anil
wah anil ji, ek coat se itni saari yaadein juri cool yaar! the coat must be great!! woh coat aap mujhe ek din ke liye doge????????? plz???????? at least main bhi to dekhu us coat mein special kya hai!! waise ek aur baat-agar "apki tum" ki koi cheez apke coat mein chhoot gayi thi, to use lauta dena chahiye tha, yeh kyu pucha ki use yaad hai ki nahi? bichari ko nahi yaad hoga to!! uska to samaan ka vaat lag gaya na!!

anyways, agli baar tie pe likhna ....jst kidding....

vedika...
  Send a message via Yahoo to adarshgirl  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 6th April 2006, 07:45 PM

shukriya adarsh jo kuch bhee kaha achha laga parhee rahana mujhe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
adarshgirl
masoom dil....
adarshgirl will become famous soon enough
 
adarshgirl's Avatar
 
Offline
Posts: 535
Join Date: Jan 2005
Location: dilon mein jagah paane ki koshish...
Rep Power: 20
7th April 2006, 10:31 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
shukriya adarsh jo kuch bhee kaha achha laga parhee rahana mujhe
Anil
aapne shukriya to kiya lekin yeh nahi bataya ki aap coat doge ki nahi???
  Send a message via Yahoo to adarshgirl  
Reply With Quote
Wah Anil
Old
  (#14)
vikram8373
Registered User
vikram8373 has a spectacular aura aboutvikram8373 has a spectacular aura aboutvikram8373 has a spectacular aura about
 
vikram8373's Avatar
 
Offline
Posts: 58
Join Date: Mar 2006
Location: Rajasthan
Rep Power: 21
Wah Anil - 8th April 2006, 09:45 AM

Wah Anil !
Super !
Kiya Khayal hai. maza aa gaya. Likhne ka andaaz nirala hai.i like it
thanks


(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
  Send a message via Yahoo to vikram8373  
Reply With Quote
Old
  (#15)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
8th April 2006, 10:08 AM

jane kaha choot gaya saath tumhara
abhi to thama tha haath tumhara
chlne ki koshish mai chhote kyu l
gati tez thi ki yaa halat ne mara
aaj yaaden hai to inhi mai ji lete hain
sakoon de jaaye khuwab tumhara


shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 9th April 2006, 12:58 AM

vikram shukriya mujhe parhne ke liye aur sarhane ke liye kabhee kabhee aya karo meree shayree par achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Har Sham .... ... ... WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 0 22nd January 2007 11:51 PM
Wo sham Rahul-Raj Shayri-e-Dard 7 7th May 2005 10:11 PM
koi sham ati hai .............. nikki_cute Humourous Shayri 2 9th June 2004 07:32 PM
Sham Niraj Shayri-e-Ishq 0 25th January 2004 11:57 PM
Har Sham Rutu Shayri-e-Dard 0 9th March 2002 08:17 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com