Aadaab !
sab se pehly to mai sabhi aHbaab ka shukriyah adaa kerna chahoNga lakin khaas ker moHteram Zarra SaHb , Mohterma Praneeta Jee , moHteram Hassan saHb , moHteram Aadil SaHb , moHteram Furqaan saHb ka aur moHterma N@zneen Sahiba ka . jihoN ne apna besh qeemtee waqt SDC ko inaayat kiya or SDC ki ronak baRhaai , umeed hai app sab ka saath youNhi qaaim rahy ga .
to lijiye dair na kerty huwe is yeh ailaan kiya jaa raha hai keh month ki winner haiN
moHterma N@zneen Sahiba
moHterma appko dhair saari mubarak baad ! aur apka bahut bahut shukriyah SDC per waqt dainy ke liye .
appke reputation points main 100 ka izaafa bahut jald ker diya jaaey ga .