Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#41)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th September 2010, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Apni Mama ki yaad aa rahi thi aur aap ki Maa ko samarpit yaha kavita phir se paDhne ko jee chaah rahaa tha...!

Aap ne bahut accha likhaa, Bitiya...!

Khudaa Ji aapke kalam ko salaamat rakhe, yahi hamaari duaa hai...!

Aashirvaad ke saath



Thanks a lot Danny ji...................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#42)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th September 2010, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Hmmmm..................ye lafz hi itna shfqat bhara hai ki iske tasvvur hi se bechain rooh itni pur sukoon ho jaaya karti hai ki jaise sehra ki tapti doop mai achanak se kisi baadal ke tukRe ne apni mehr aap par kar di ho aur wo tamaam thkan jo aap abhi mesoos kar rahe the palak jhapakte hi khtm ho gayi ho, talib sahab ka ek sher hai jo is ehed ka maa par kaha gaya shayd sabse bada sher hai

sadiyoN se meri maa nhi soyi "tabish"
meine ek baar kaha tha mujhy dar lagta hai

yaqeenan ye baat suchi aur so_fi_sad suchhi hai,
Zainy saheba aapko bhut bhut mubarak ho itni khoobusrt dil ko choone waali paishkash ke liyN, aapne apne ehsaasoN ko bakhoobi nibhaya hai, kya kehne...............daad hazir hai qubool keejiye, likhti rahiye



aslam

Bohat bohat shukriyaH Aslam sahab,

Aapke kahe ek ek lafz se ittfaq rakhti huuN maiN..bilkul sahi kaha aapne..Maa lafz sunte hi dil ko ek sukoon sa milta hai...

Mashallah bohat hi khoobsurat sher share kiya hai aapne Talib sahab ka, Talib sahab ko meri aur se dhero daad, is sher ke liye..


Nazm ki pasandegi ke liye ek baar phir shukriyah Aslam sahab,aapki daad sar ankhoN per ..

Yuhi saath dete rahiye

DuaoN ke saath




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#43)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
26th September 2010, 07:30 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
DostoN bohat dinoN se soch rahi thi ke MAA title per kuch likhuN, chaliye GTM per "MAA"..topic per contest chal raha hai tou isi bahane maine bhi kuch likhne koi koshish ki hai..

Ummid hai aap sab ko pasand aayega...


Yeh nazm meri pyaari MAA ke naam.............................


Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lenaa........


Hai nafrat diloN meiN,mushkil ghadi hai
Duniya zaalim aur bedard badi hai,
Teer khanjar haathoN me liye khadi hai
Is duniya se mujhko bacha lena..
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena.....


Apne rangoN me mujhe dhaala tuune
Tha palkoN per sambhala tuune
NaazoN se mujhko paala tuune
Thokar jo khaaoN tou uthaa lena
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena.....


KwaboN ke mahal agar tootenge
Apne hi mujhse jo roothenge
Ashkon ke sailaab phuutenge
Aanchal meiN apne samaa lena
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena....


Chup chup ke roya karti huuN
Duniya se, akele hi ladhti huuN
Roz jeeti huuN, roz marti huuN
Bikhar jaaoN tou mujhko banaa lena
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena......


Hai bas kaante meri raahoN meiN
Shikwe hai sabki nigahoN meiN
Kitna sukoon hai teri baahoN meiN
Seene se mujhko lagaa lena
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena......

Beautiful...loved it...

Ek mashhoor ghazal ka do sher yaad aaye...

"Sakht raahon me bhi aasaan safar lagta hai,
Yeh meri maa ki duaaon ka asar lagta hai...

Ek muddat se meri maa soyi nahin
Maine ek baar hi to kaha thha, Maa mujhe darr lagta hai"

Dil se daad kubool kijiye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#44)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
26th September 2010, 09:03 PM

Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena.....


bahaut khoob zainy ji


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#45)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
8th May 2011, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
zainy saheba aadab o tasleemat ..

wahh kya hi qoob nazm kahi hai is muqaddas zaat pe wah .. dad hi dad .. apki nazm se mutacir hokar ke apni hi ghazal ka eak sher yaad gaya ..

Aake Lauti hai.N bijliya.N ghar tak.
Maa mussal-le pe baithi hai shayad


thik se yaad nahi padta magar khuch aisa hi kaha tha .. eak baar apki is shandaar nazm pe dili dad o mubarak ...allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Kya baat hai mere bhai kya sher keh daala................samne hote to seene se laga leta apne.
Quote:
Originally Posted by parveen komal View Post
Chup chup ke roya karti huuN
Duniya se, akele hi ladhti huuN
Roz jeeti huuN, roz marti huuN
Bikhar jaaoN tou mujhko banaa lena
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena......

jab bhi in lines ko padhta hoon man kharaab ho jata hai aur aankh nam ho jati hai. very emotional and impressive lines.

Qadeer sahab, Sajid sahab Komal ji...thank u all for your appreciation...

Sorry for replying so late..........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#46)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
8th May 2011, 11:12 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Beautiful...loved it...

Ek mashhoor ghazal ka do sher yaad aaye...

"Sakht raahon me bhi aasaan safar lagta hai,
Yeh meri maa ki duaaon ka asar lagta hai...

Ek muddat se meri maa soyi nahin
Maine ek baar hi to kaha thha, Maa mujhe darr lagta hai"

Dil se daad kubool kijiye...


Thanks a lot Pulkit ji.....mujhe khushi hai ke aapko meri nazm pasand aayi...

Dono ashaar MashAllah behad khoobsurat hain...thanks for sharing..

yuhi saath dete rahiye..

Happy mothers day..............




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#47)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
8th May 2011, 11:13 AM

Quote:
Originally Posted by Vipinbox View Post
Apni mamta ki thandi chaaNv meiN
Maa mujhko tu chupaa lena.....


bahaut khoob zainy ji

Shukriyah Vipin ji........................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Aafreen Aafreen!
Old
  (#48)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Aafreen Aafreen! - 12th May 2011, 05:25 AM

Adaab Mohtrma Zainy Sahiba!

I am speechless!!
First of all Congratulations!... on penning down one of the very best poetry I've ever come across and I mean very best in every sense. I not only congratulate you but also every single one of the person responsible in your upbringing! Simply.....Hats Off!

Its heart numbing and stone tendering piece of poetry! Hard not to feel a tide of emotions in the heart after reading! Zabardast! Tareefi aur tehseeni alfaaz ki mujhe aaj behad kami mehsoos ho rahi hai in all the languages I know! Muaf karein humne ye pehle nahi perhi kyunki hum boht kam waqfe k liye aate hain is bazm jise hum Shayri.com kehte hain. Dua hai Rab Se ..Ho Zor-e-Qalm aur bhi zyaada! Zabardast boht chota lafz lagraha hai aaj mujhe! Aaala boht aala! aur hey...Keep it Up!

Khush Rahein! Shadaab Rahein!


EnigmA
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com