Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Kabhi Kabhi
Old
  (#1)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
Kabhi Kabhi - 16th October 2013, 06:49 PM

Falak pe yun chhaa jaatii hai ghataa kabhi kabhi
baarish phir bhi humse bargashtaa kabhi kabhi
Diidaar ho gayaa gar huur-e-jannat ka naseeb se
farrukh wo muddat be-zar ko hibah kabhi kabhi
Aisa toh nahi ki kafan-bardaar saramadii hoga
Aa jaatii hai use bhi maut besaakhtaa kabhi kabhi
Aagaaz-e-ulfat ka afsaanaa to bahut hai magar
sunega aalam furqat ki bhi daastaan kabhi kabhi
Pairaahan-e-jism to diya phir kyun de diya dil
Shaayad Qudrat se bhi hoti hai khataa kabhi kabhi
Atee hai “Safeer” teri ranj-deeda se nakahat-e-gul
khushk bhale hi gulshan par shaguftaa kabhi kabhi

"Safeer"



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
 


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com