Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aah mein unki asar hota hai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Aah mein unki asar hota hai - 9th April 2015, 08:17 PM

Bad.dua mein meiN bhi dua sa asar hota hai,
Dene wale ki neeyat mein kasar hota hai.

Phool tau sajaye the unki mayyat pe,
Rang gehra bhi tab beassar hota hai,

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.

Ghum ko chupane ke liye munh phera,
jane kaise zamane ko khabar hota hai.

Dil ko pathar bana liya pee ker aansu,
Phir bhi dil mein dard tau magar hota hai.

Jitna bhi bar bar muskura lun mejfil mein,
Surkh chehra mera sab ki nazar hota hai






khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
10th April 2015, 03:13 AM

Sanjay bhai

Namaste

Ghazal ke ehsaas mujhe bejhad pasand aayen...dil se daad..khush rahiye

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th April 2015, 11:25 AM

Bahut khoob ehsaas sanjay jee.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th April 2015, 10:45 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Sanjay bhai

Namaste

Ghazal ke ehsaas mujhe bejhad pasand aayen...dil se daad..khush rahiye

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval
Dhaval bhau Shukriya aapka jo tavajo dee apne meri ghazal ko.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th April 2015, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut khoob ehsaas sanjay jee.....
Madhu ji aap ki kya baat hai ..aap itna samay deti hain aur sab ko perti hain.

Tahe dil se shukriya aapka ..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th April 2015, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bad.dua mein meiN bhi dua sa asar hota hai,
Dene wale ki neeyat mein kasar hota hai.

Phool tau sajaye the unki mayyat pe,
Rang gehra bhi tab beassar hota hai,

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.

Ghum ko chupane ke liye munh phera,
jane kaise zamane ko khabar hota hai.

Dil ko pathar bana liya pee ker aansu,
Phir bhi dil mein dard tau magar hota hai.

Jitna bhi bar bar muskura lun mejfil mein,
Surkh chehra mera sab ki nazar hota hai





waaahhh janaab waahhh kyaa kahne.... beintehaan khoobsurat kalaam likhaa hai aapne..... bahot hi zyaada pasand aayaa mujhe personally aapkaa ye kalaam....

ek do baaten dhyaan rakhne waalii hain, ke sahi jagah pe sahii lafz, gender ke hisaab se istemaal kiye jaaen, like hotaa hai fit hogaa ya hotii hai... dekh lijiyegaa ek baar.....

shukriyaaa

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th April 2015, 03:06 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bad.dua mein meiN bhi dua sa asar hota hai,
Dene wale ki neeyat mein kasar hota hai.

Phool tau sajaye the unki mayyat pe,
Rang gehra bhi tab beassar hota hai,

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.

Ghum ko chupane ke liye munh phera,
jane kaise zamane ko khabar hota hai.

Dil ko pathar bana liya pee ker aansu,
Phir bhi dil mein dard tau magar hota hai.

Jitna bhi bar bar muskura lun mejfil mein,
Surkh chehra mera sab ki nazar hota hai



Bahut khoob Sanjay ji, umdaa ehsaas rahe aapki is peshkash mein.

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.


Yeh sher aah nikaal le gaya dil se, daad qubool farmiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
13th April 2015, 05:30 PM

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.

Ghum ko chupane ke liye munh phera,
jane kaise zamane ko khabar hota hai.

Jitna bhi bar bar muskura lun mejfil mein,
Surkh chehra mera sab ki nazar hota hai

Sanjay jee...

Dard ka aik bada sa libaada ohhday ... aap ki yeh pur-soz kaawish jigar ky aar paa ho gayii...

kia kahooN... aah per waah bhi nahi kar sakta...
bas khush rahiye .. salamat rahiye... likhte rahiye


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
13th April 2015, 09:45 PM

Sanjay jee...very nice...liked it....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
10th May 2015, 04:59 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhh janaab waahhh kyaa kahne.... beintehaan khoobsurat kalaam likhaa hai aapne..... bahot hi zyaada pasand aayaa mujhe personally aapkaa ye kalaam....

ek do baaten dhyaan rakhne waalii hain, ke sahi jagah pe sahii lafz, gender ke hisaab se istemaal kiye jaaen, like hotaa hai fit hogaa ya hotii hai... dekh lijiyegaa ek baar.....

shukriyaaa

Shaad...
Shukriya Shoaib bhai ,,,jo apne itni bareeki se harz sher ko tawajjo di ..


Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
10th May 2015, 05:01 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut khoob Sanjay ji, umdaa ehsaas rahe aapki is peshkash mein.

Log yuN hi kyon tanz kasa karte haiN,
Sun.ne wale ka thora sabar hota hai.


Yeh sher aah nikaal le gaya dil se, daad qubool farmiYeGaa
Mast bhai aap ka pyar aur hausala wazaee ke liye dil se shukriya ..


Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com