Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
meikhane ya masjid
Old
  (#1)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
Arrow meikhane ya masjid - 29th November 2013, 12:29 PM

meikhane jai ya masjid kashmash mein hai zindgi
ya wo jagah bata de jaha tumhe bhula saku

dard ko sehna to aadat hai meri
dard mein bhi muskura saku

meikade mein to diljalon ka mela hai
jaaker wahan mein do ghunt paa saku

saki ko dekha jo jaam chalkate hue
mein bhi kisi jaam se dil behla saku

bade rusva rahe meikade ke safar per
hasrat hi rahi mein koi jaam utha saku

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku

dard ko gajlon mein saja saku......................
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
29th November 2013, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
meikhane jai ya masjid kashmash mein hai zindgi
ya wo jagah bata de jaha tumhe bhula saku

dard ko sehna to aadat hai meri
dard mein bhi muskura saku

meikade mein to diljalon ka mela hai
jaaker wahan mein do ghunt paa saku

saki ko dekha jo jaam chalkate hue
mein bhi kisi jaam se dil behla saku

bade rusva rahe meikade ke safar per
hasrat hi rahi mein koi jaam utha saku

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku

dard ko gajlon mein saja saku......................

Waah shakhir saab. Bahut hi unda likha hai aapne. yeh sher mujhe bahut khaas laga

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku


Daad kubool farmaayiye huzoor. Likhte rahiye.


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th November 2013, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
meikhane jai ya masjid kashmash mein hai zindgi
ya wo jagah bata de jaha tumhe bhula saku

dard ko sehna to aadat hai meri
dard mein bhi muskura saku

meikade mein to diljalon ka mela hai
jaaker wahan mein do ghunt paa saku

saki ko dekha jo jaam chalkate hue
mein bhi kisi jaam se dil behla saku

bade rusva rahe meikade ke safar per
hasrat hi rahi mein koi jaam utha saku

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku

dard ko gajlon mein saja saku......................
bahot hi khoob, bahot hi dhamaakedaar peshkash hai janaab..... mazaa aa gayaa, suroor chaa gayaa.... likhte rahiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
30th November 2013, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 http://www.shayri.com/forums/images/...s/viewpost.gif
meikhane jai ya masjid kashmash mein hai zindgi
ya wo jagah bata de jaha tumhe bhula saku

dard ko sehna to aadat hai meri
dard mein bhi muskura saku

meikade mein to diljalon ka mela hai
jaaker wahan mein do ghunt paa saku

saki ko dekha jo jaam chalkate hue
mein bhi kisi jaam se dil behla saku

bade rusva rahe meikade ke safar per
hasrat hi rahi mein koi jaam utha saku

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku

dard ko gajlon mein saja saku......................



Waah shakhir saab. Bahut hi unda likha hai aapne. yeh sher mujhe bahut khaas laga

ye tamanna liye aaye hai tere dar pe saaki
madhosh reh kar dard ko gazlon mein saja saku

madhosh hue to eak zamana ho gaya SHAKIR
kash phir unki nazron se nazren mila saku


Daad kubool farmaayiye huzoor. Likhte rahiye.


Zindagi kitni hi bereham kyu na ho . . .
Jeena toh har kisi ko padta hai.

karishna jiiiiiii hum aapke ehsan mand hai
aapne hamari hosla aafjai ki hai
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
30th November 2013, 11:32 AM

sameer bhai ko mera saalaam
hum aapke ehsan mand hai
aapne hamare aashar ko dil mein jagah di ahi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com