Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
read this pls..
Old
  (#1)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
read this pls.. - 6th January 2004, 03:49 PM

friends this is sanam
some of u knows me...some of u dont
i know i came here after a long time and i m really sorry that i m giving u such a bad news

u all may know about one of our member as well frnd aakib(naraz). he was ill since last two or three years and he left this world on 9th of december after his operation of brain tumour. i came to know abt him through one of his friend. and he told me to let u all know abt him.

i insist u to pray for him.
thanks


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Re: read this pls..
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: read this pls.. - 6th January 2004, 03:59 PM

Quote:
Originally posted by dil_e_sikast
friends this is sanam
some of u knows me...some of u dont
i know i came here after a long time and i m really sorry that i m giving u such a bad news

u all may know about one of our member as well frnd aakib(naraz). he was ill since last two or three years and he left this world on 9th of december after his operation of brain tumour. i came to know abt him through one of his friend. and he told me to let u all know abt him.

i insist u to pray for him.
thanks
meri sanam,
kabhi aisa bhi hota hai ke, hum jinki khabar ke intzaar maie rahte hai or jab oonki khabar aati hai to dil sochta hai ke khabar kyun aayiii?
aakib ki aatma ko bhgawaan sukun shanti de.
tumhari DDD
   
Reply With Quote
sorry
Old
  (#3)
mitaparekh1@hot
Registered User
mitaparekh1@hot will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 415
Join Date: Feb 2003
Location: bombay
Rep Power: 22
sorry - 6th January 2004, 04:11 PM

SORRY 2 HEAR ABT THIS. bhagwan se dua karein hum sab mil ke ,unki atma ko shanti mile.


mita
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
6th January 2004, 11:42 PM

Sanam...

Meena ji se pata laga Aaquib ki demise kaa..

Its really very sad..

I know it is very hard for all of us to digest this news aur tumhaare liye shayad aur bhi mushkil hua hoga ye sach kabool karne mein as I beleive ke aaquib tumhaara achha dost tha..

Hamari dua hameshaa us ke saathj rahegi aur yakeen hai mujhe ke ab jahan bhi hai woh wahan hum sab se kayi zyaada khush rahegaa woh..

I know u r very strong..aur khud ko is dukh ke waqt mein achhe se sambhaala hoga tumne..

My Condolences to his family and friends..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
7th January 2004, 09:39 AM

ASLAAMAALEIKUUM NAMASTE AND SAT SRI AKAAL

ZIDAGEE TOH BEWAAFAA HAIN KAB SAATH CHHOR DEH
AM SORRY TO HEAR THE NEWS I KNEW HIM SINCE TWO TYEARS I THINK WHEN I USED TO COME HERE BEFORE WELL WE ARE JUST PUPPETS AND WE DONT KNOW WHEN THE SHOW WIL BE OVER AM SORRY FROM THE HEART AND MY SINCERE CONDOLENCES TO THE BEREAVEDS FAMILY AND ALL MY DUAS WITH THEM MAY ALLAH TAALAAH GIVE THE DEPARTED A PLACE IN HIS HEART AND JANAT NASHEEN TO THE DEPARTED AM YOUNG AND DNT HAVE MORE WORDS TO SAY AM SORRY MAY MY DUAS BE HONOURED


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th January 2004, 10:01 AM

Sanam,

Bahut dukh hua aaqib ka jaankar...bhagwaan uski aatma ko shaanti dein...aur wo sab khushiyan dein us paar jo iss paar use naseeb na huyin...unki family and friends ke liye bhi yahi prarthana karti hoon ki unko iss gehre dukh ka saamna karne kee himmat dein...

....paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Sad 7th January 2004, 11:22 AM

Sanam ji maafi chaahunga, site par kaafi dinoN ke baad aana hua, so is dukh bhari khabar par kaafi der se reply kiya.. Bhagwaan aakib(naraz) unki aatma ko shanti de or unke pariwaar ko is dukh se ladne ki shakti de.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
7th January 2004, 05:55 PM

Sanam .. AaQib ke bare me janke bahut afsos hua .. tumne mujhe pahle bhi bataya thaa uski kharab tabiyat ke bare me magar itna bura hoga ye guman naa thaa .. bhagwaan unki aatma ko shanti de aur unkeghar waloN ko ye dukh bardasth karne ki sahan shakti de ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
8th January 2004, 03:52 PM

sanam

behad afsoas hua apne forum ke ek saathi ke intiqaal ka sun kar.
ham sab is forum per ek family ki tarah hain aur jis tarah family ke kisi member ke baare mein jaan ker afsoas hota hai vaisa hi mujhe huaa aur mein samajhta hoon ke ham sab sathiyon ko hua ho gaa.
mein dua go hoon ke Allah auqib ko jazaye khair de.
"PHOOL TO DO DIN BAHAR E JAANFIZA DIKHLA GAYE"
HASRAT UN GHUNCHON PE HAI JO BIN KHILE MURJHA GAYE"

Mein dua go hoon apne sab sathiyon ke liye bhi jo is forum per ek duusre ke dukh sukh share karte hain aur is tarah ek doosre ki khabargeeri karte hain.

sanam aap se zaati taur per ek request hai ke aap please jab bhi mauqa mila kare is forum per aati rahen please aap hamari sab saathiyon ki bohat herdil azeez saathi hain

wishing you all the best

musharrafhusain

Last edited by musharrafhusain; 8th January 2004 at 03:56 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
9th January 2004, 04:57 PM

i dont know wat to reply on ur replies
this is being said that "dard batne se kam hota hai" magar muje aaj ye chij mehsus ho rahi hai.
muje khud is baat ko accept karne me time laga ki wo ab hamare bich nahi rahe...as u all know that he was too young to die. but who can fight with destiny.
jaha tak me unhe janti thi unhe jindagi se bahot lagav tha magar jindagi ne unhe sath nahi diya. unke aakhri mail se kuchh lines batane ja rahi hu...

ham yuhi chale jayenge aapse guftgu karte karte
aap puchhte reh jayenge "aage to kuchh kahiye"
hamari khuli aankho ko dekh kar aap man nahi payenge
ki ham in aankho ke hote hue nabina ho gaye


meenaji aapne jo pm me kaha hai us par jaroor gaur karungi.
i'll try musharraf ji


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th January 2004, 05:04 PM

ham yuhi chale jayenge aapse guftgu karte karte
aap puchhte reh jayenge "aage to kuchh kahiye"
hamari khuli aankho ko dekh kar aap man nahi payenge
ki ham in aankho ke hote hue nabina ho gaye


jaate jaate jo kah gaye aap,
dosto ke dil maie amar ho gaye aap.
sanam,
aaquib ke yah ahesaas hame batakar... tumne hum par ahesaan sa kiya hai.
or..... mushi dost ne jo kaha hai oose man na hi hoga tumhe.. banjara khan bhi aaj hi jikr kar ke gaya hai ke maie tumhe kyun nahi bulaati?
aaj mere hathh kahli mahesso kar rahi hu sab ke aage......
khush raho... jo maan chahe wahi karo.
tumhari DDD
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th January 2004, 02:48 PM

"do char din ka saath hai ye jante they ham
panchi udenge yaise shayad hi phir mile."


sanam ji
meine naraz ji ko bhut nahi jana but jo bhi jaan pahchan in thode se dino mein hui woh kaphi thi ye jaanne ke liye ki woh yahn is sdite par kya ahmiyat rakhte they.

meri unki atma ke liye yahi parthana hai ki bhagwaan use shanti de aur unke ghar waalo ko himmat de.

sakhiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Must read urdu sher from "Mirga Zhalib" 8-)... Read & enjoy.... Tausif shaikh Humourous Shayri 7 23rd June 2010 11:15 AM
A Must Read Story!!!spare Few Mins And Read It! farhana General Stories 8 25th December 2009 09:52 PM
Please Read it ! baba Aapki Shayri 2 6th January 2004 01:27 PM
Please Read it ! baba Shayri-e-Dard 2 5th January 2004 05:03 PM
Don't read it mohit Humourous Shayri 13 25th September 2003 05:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com