Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hadd-e-Nigah Takk
Old
  (#1)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Hadd-e-Nigah Takk - 21st July 2006, 10:33 AM

Kaanch ke tukdon ki tarah harsoo Bikharti hoon main
Saaz nahin hai koi Tanhai mein kahin Khanakti hoon main

Ankhon mein Sawal kitne Honthon pe Shikwe bikhre
Par tujhse Gila karne mein Hichakti hoon main

Beet gaye wo Pal par Guzre nahin abb takk
Unn Lamhon mein abb bhi kahin Bhatakti hoon main

Ankhon mein Sawan liye door takk Sehra mein
Teri Chahat ki Aahon mein Sisakti hoon main

Ghum se badhkar Khushi nahin koi jahan mein
Teri Yadon ke Darakht-e-Dard se Lipat_ti hoon main

Teri Rahon ki taraf Kadam lena abb Mumkin nahin
Khinchti Sanson ke Dayre mein Simat_ti hoon main

Hadd-e-Nigah takk yahan paani hi paani hai “Wafa”
Dariya-e-Ashq mein doobkar phir Nikalti hoon main


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: Hadd-e-Nigah Takk
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Hadd-e-Nigah Takk - 21st July 2006, 11:17 AM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
Kaanch ke tukdon ki tarah harsoo Bikharti hoon main
Saaz nahin hai koi Tanhai mein kahin Khanakti hoon main

Ankhon mein Sawal kitne Honthon pe Shikwe bikhre
Par tujhse Gila karne mein Hichakti hoon main

Beet gaye wo Pal par Guzre nahin abb takk
Unn Lamhon mein abb bhi kahin Bhatakti hoon main

Ankhon mein Sawan liye door takk Sehra mein
Teri Chahat ki Aahon mein Sisakti hoon main

Ghum se badhkar Khushi nahin koi jahan mein
Teri Yadon ke Darakht-e-Dard se Lipat_ti hoon main

Teri Rahon ki taraf Kadam lena abb Mumkin nahin
Khinchti Sanson ke Dayre mein Simat_ti hoon main

Hadd-e-Nigah takk yahan paani hi paani hai “Wafa”
Dariya-e-Ashq mein doobkar phir Nikalti hoon main
waffa ji appki post paddi bahut acchi laggi aur kuch share to dil ko bheetar tak chu gaye.

Ghum se badhkar Khushi nahin koi jahan mein
Teri Yadon ke Darakht-e-Dard se Lipat_ti hoon main

Teri Rahon ki taraf Kadam lena abb Mumkin nahin
Khinchti Sanson ke Dayre mein Simat_ti hoon main

Hadd-e-Nigah takk yahan paani hi paani hai “Wafa”
Dariya-e-Ashq mein doobkar phir Nikalti hoon main"

dil ke khamosh koney tak dastak de ayye yeh share


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Hadd-e-Nigah Takk
Old
  (#3)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Hadd-e-Nigah Takk - 21st July 2006, 11:34 AM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
Kaanch ke tukdon ki tarah harsoo Bikharti hoon main
Saaz nahin hai koi Tanhai mein kahin Khanakti hoon main

Ankhon mein Sawal kitne Honthon pe Shikwe bikhre
Par tujhse Gila karne mein Hichakti hoon main

Beet gaye wo Pal par Guzre nahin abb takk
Unn Lamhon mein abb bhi kahin Bhatakti hoon main

Ankhon mein Sawan liye door takk Sehra mein
Teri Chahat ki Aahon mein Sisakti hoon main

Ghum se badhkar Khushi nahin koi jahan mein
Teri Yadon ke Darakht-e-Dard se Lipat_ti hoon main

Teri Rahon ki taraf Kadam lena abb Mumkin nahin
Khinchti Sanson ke Dayre mein Simat_ti hoon main

Hadd-e-Nigah takk yahan paani hi paani hai “Wafa”
Dariya-e-Ashq mein doobkar phir Nikalti hoon main

hi wafaa ji aap ko yahaa dekhe hue barso ho gaye the,aap vaapis aayi yaha apne naye kalam ke saath ye bahut hi khushi ki baat hai,hamesha ki tarah aap ke haatho ka jaadu barkaraar hai ,yunhi mahfil ko sajati raho ,mai yahi ummid karta hu ke aap yaha aati rahengi taaaki hame aap ke aur khoobsurat kalam padhane ko mile

regards
aap ka dost
manu
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Hadd-e-Nigah Takk
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Hadd-e-Nigah Takk - 21st July 2006, 05:22 PM

Hadd-e-Nigah takk yahan paani hi paani hai “Wafa”
Dariya-e-Ashq mein doobkar phir Nikalti hoon main

KYA BAAT HAI.....
WAFA SAHIBA
AADAB
jazbaaton ke saagar mein na jane kis gehraai mein aap utri hongi aise moti jaise sheron ko chun_ne ke liye...har shero laajawaab hai.. meri daad kubool kijiye...aate rahiye...likhte rhaiye/....apna khayal rkahiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st July 2006, 05:48 PM

wafa ji,
bahut din baad aapka kalaam padhne milaa aur yakeen jaaniye hhar ek sher dil ko choo gaya.bade gehra jazbaat chupe se lagte hai aapke har kalaam mai.yeh ashaar to behad pasand aaye.

Ankhon mein Sawan liye door takk Sehra mein
Teri Chahat ki Aahon mein Sisakti hoon main

Ghum se badhkar Khushi nahin koi jahan mein
Teri Yadon ke Darakht-e-Dard se Lipat_ti hoon main

daad kabool kijiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
22nd July 2006, 02:14 PM

mujhe mere kalaam ko itni izzat bakshne ka bahut bahut shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 22nd July 2006, 03:26 PM

nice work...
acha laga parh kar
keep it up
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hadd-e-nigah takk
Old
  (#8)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
hadd-e-nigah takk - 22nd July 2006, 09:08 PM

wafa ji
aaj pahali baar aapki post meine padi hai. bahot achhi lagi.......

aapki dost
pooja
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
23rd July 2006, 11:12 AM

Namaskar Wafa ji

Kayi din baad aapki rachna dekhi....bahut khoobsurat hay yeh rachna.....

Kaanch ke tukdon ki tarah harsoo Bikharti hoon main
Saaz nahin hai koi Tanhai mein kahin Khanakti hoon main


These lines I liked the best....kuch kehne ka mann ho raha hay

Tuutney se pehle Kaanch mein Tasveer dekh lo
Khanakti Chuudiyon mein Jeeven ka aks dekh lo


Keep writing
God bless u
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
24th July 2006, 11:02 AM

aap sabhi ka bahut bahut shukriya.....
...mere kalaam ko apna waqt diya..aur isse pasandkiya....bahut bahut shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
TANHAI
Old
  (#11)
Bhuvi
Registered User
Bhuvi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Jul 2006
Location: Noida
Rep Power: 0
TANHAI - 24th July 2006, 06:51 PM

TANHAI SE NAHI MEHFIL SE DARTE HAIN,
GERON SA NAHI APNO DE DARTE HAIN,
YUUN TO BAHUT KUCH KHOYA HAIN IS DIL NE,
LEKIN UNHE KHONE SE HAR PAL DARTE HAIN.


Bhuvi
9910414182
 Send a message via ICQ to Bhuvi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Wo rulakar hans na paaya der takk roopali Ghazal Section 6 11th September 2004 07:37 PM
Nigah Badsha_e_gham Shayri-e-Ishq 2 13th December 2003 01:59 PM
Nigah Badsha_e_gham Shayri-e-Ishq 2 31st October 2003 02:24 AM
Katil Nigah Chaitna Kanda Shayri-e-Ishq 1 11th October 2001 12:53 PM
nigah mehak Shayri-e-Dard 0 17th August 2001 11:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com