Zara yaad kar -
20th July 2016, 08:38 PM
Zara yaad kar mere hamsafar kabhi hum main tum main bhi piyar tha
yeh jo raat din khatam hua yeh hamara hi iqraar tha
abhi chal rahe hain sath you ke gila kabhi hua nahi
tum ne ishq main kiya you beaabroo ke pataa kabhi chala nahi
teri justaju abhi na rahi teri aarzo se main baaz hun
teri chahaton ko daba diya teri raah main khada nahi
tum ho mutmaeen is baat se ke main rahh gaya to main saeh gaya
mene ashq chalakne se liye rok par dil e AQS kabhi ruka nahi
|