Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hindi kavita by mahamazmi
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Hindi kavita by mahamazmi - 25th January 2010, 05:32 PM

Tore nainon ki chanchata chehre
tori bataiyan jiyaa dharkayen sajna
pichle pehar purwa keewaar jo khatkaye
tori yaad ka jhonka sang laaye sajna
Badli chahye bijuriya karaktee jaye
larze man tan ki dali simtee jaye sajna
gore ang se chunri saraktee jaye
rimjhim barkha barastee jaiye sajna
banwara man machle zid pe arh jaye
pal bhar ko chaamatkaar ho jaye sajna
aakash ye dharti se mil jaye
palken mond beth rahe tori prem devani
jo nain kholon samne tora duaar ho sajna
choti see kut'tiya ho behti nadiyaa ho
tori sangat ho banhon ka hicaar ho sajna
kuch aur na mange banwra man mora
bas yehee haarsinghaar ho sajna
chup jayen beri dunia se kaaya hamri
Yun beth rahe tore charnon ma dasi tumri
kho den sudhbudh hum bhi tum bhi
chota sa apna ghar sansaar ho sajna
kuch na soojhe aur hame
bas piyar he piyar ho sajna ...........
------------------


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
25th January 2010, 05:50 PM

Maham Sahiba....Aadaab ! aapne sajni ke prem bhare ehsaason ko bahut khubi ke saath pesh kiya....sabhi bhaav mann ke antar ko chhu jaate hai....bahut acha laga padhkar.....yuhi likhte rahe.....

aakhir ki panktiya bahut khaas lagi mujhe....

chup jayen beri dunia se kaaya hamri
Yun beth rahe tore charnon ma dasi tumri
kho den sudhbudh hum bhi tum bhi
chota sa apna ghar sansaar ho sajna
kuch na soojhe aur hame
bas piyar he piyar ho sajna ...........

Ek reps+++added ehsaas...

dil se daad hazir hai....

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
7th February 2010, 08:22 AM

Itne hasas andaz se is kavita ko mehsus karne kel ye buahat buahat shukryia mohatarram hazrat


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
17th February 2010, 08:03 AM

bhaav

does this hindi word mean couplets?


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com