Nice 1 Sanjoo. Bohot achha likha hai.Keep writing.
Take Care,
Kavita
"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
Dear..Kavita.....apka naam mujhe apni ek purani dost kii yaad dilatii hai...jo waqt kii andhii mai kahii bichaR gayii hai....khaiR jindagii issi ka naam hai....kuch khona kuch pana....shukriya iss ko pasandh karne kaa....waise ye ghazal hai....kisi pic kii..humne nahi likha hai....byee take care..Sanju!
mere sanj,
yah meri bhi pasand ki gajal hai... or chaand dost ne meri ek post par mere liye ise gunguanya bhi hai......
ise yaha shere karne k liye shukriaa