Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
chaley bhi aaoo merey masiha merey humdam (Nazm)
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
chaley bhi aaoo merey masiha merey humdam (Nazm) - 21st May 2007, 07:43 PM

by Shazia Baig


zeest hai haari hui baazi ki tarah
roh mein uterney lagi hai sard thakan
yaas ki dhudh cha rehi hai har soo
barhney lagi hai aankhoon mein jalan

sher.e.khawab khakster honey key kareeb
ik udaasi hai har taraf madham madham
bahaar per bhi khazaan ka ghumaan honey laga
chaley bhi aaoo merey masiha merey humdam

tum jo chaley aaoo tou dil ka nagar roshan hoo
dil.e.bhojal ko miley khushi.e.jawadaan
taptey wojood ko saya.e.abr miley
shaboo rooz kehney lagein nai daastan

zindagi ki rahguzaaroon per tum jo merey sang chaloo
chand saath chaley baad.e.saba saath chaley
diye jalney lagein deney lagein manziloon ka pata
hayat gungunaney lagey tou jo thamey haath chaley.



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
21st May 2007, 09:43 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
by Shazia Baig


zeest hai haari hui baazi ki tarah
roh mein uterney lagi hai sard thakan
yaas ki dhudh cha rehi hai har soo
barhney lagi hai aankhoon mein jalan

sher.e.khawab khakster honey key kareeb
ik udaasi hai har taraf madham madham
bahaar per bhi khazaan ka ghumaan honey laga
chaley bhi aaoo merey masiha merey humdam

tum jo chaley aaoo tou dil ka nagar roshan hoo
dil.e.bhojal ko miley khushi.e.jawadaan
taptey wojood ko saya.e.abr miley
shaboo rooz kehney lagein nai daastan

zindagi ki rahguzaaroon per tum jo merey sang chaloo
chand saath chaley baad.e.saba saath chaley
diye jalney lagein deney lagein manziloon ka pata
hayat gungunaney lagey tou jo thamey haath chaley.

wah bohat zaberdast ghazal share ki hai priya thanks itni achi ghazal share kerne ke liye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
30th May 2007, 09:45 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
wah bohat zaberdast ghazal share ki hai priya thanks itni achi ghazal share kerne ke liye
You r most welcome.. i enjoyed it too..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Merey naseeb me aisee bhi subh ho yaa rab masoodhassas Shayri-e-Dard 16 27th November 2010 06:41 AM
Koi Merey Dil Mein Rehta Hai Hassan Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 9th September 2009 09:44 PM
aur merey haal badal na sakey liveinnothing Shayri-e-Dard 7 11th March 2004 01:36 AM
merey koochey se..... shahab_e_saqib Shayri-e-Ishq 0 8th June 2003 08:32 PM
merey dil ka katil.. Ek_Deewani Shayri-e-Ishq 2 21st April 2002 04:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com