Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
hai muhabbat saza to saza dijiye
Old
  (#1)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
hai muhabbat saza to saza dijiye - 10th September 2016, 10:52 PM

hai muhabbat saza to saza dijiye
warna yadon ko meri bhoola dijiye

har taraf phool hi phool khil jayenge
aap ek baar to muskura dijiye

pyaar aankhon men hans ke sawanr jayega
pyaar ke geet kuch gunguna di jiye

bhool payenge kya aap hum ko kabhi
pooch kar apne dil se bata di jiye

koi mousam nahi hum badal jayen ge
hum pe ilzaam kuch bhi laga di jiye

aap thandi hawa ka hi jhonka lagen
apne chehre se ghussa hata di jiye

dekhiye phir hamari wafa ka asar
faasle darmiyan ke mita di jiye

ek samundar ne Parwaaz aawaaz di
thoda pani mujhe bhi pila di jiye


By Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th September 2016, 11:24 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
hai muhabbat saza to saza dijiye
warna yadon ko meri bhoola dijiye

har taraf phool hi phool khil jayenge
aap ek baar to muskura dijiye

pyaar aankhon men hans ke sawanr jayega
pyaar ke geet kuch gunguna di jiye

bhool payenge kya aap hum ko kabhi
pooch kar apne dil se bata di jiye

koi mousam nahi hum badal jayen ge
hum pe ilzaam kuch bhi laga di jiye

aap thandi hawa ka hi jhonka lagen
apne chehre se ghussa hata di jiye

dekhiye phir hamari wafa ka asar
faasle darmiyan ke mita di jiye

ek samundar ne Parwaaz aawaaz di
thoda pani mujhe bhi pila di jiye


By Mujeeb Parwaaz
Mujeeb bhai behtareen ghazal pesh ki hai aapne...mazaa aa gaya padhkar...bahut seedhi kya rawaangi nazar aayi hai is mein har sher pehle sher ko hairaan karta chala gaya....

aate rahiye taaki humhe aisi haseen ghazalein padne ka maukaa milta rahe...



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th September 2016, 01:49 PM

koi mousam nahi hum badal jayen ge
hum pe ilzaam kuch bhi laga di jiye

aap thandi hawa ka hi jhonka lagen
apne chehre se ghussa hata di jiye

dekhiye phir hamari wafa ka asar
faasle darmiyan ke mita di jiye

mujib sahab...kaise hain aap..aapke ehsaas hamesha hee dil ko bahot pasand aate hain..par aapne aajkal aana kam kar diya hai ..lejkin chaliye kabhi kabhi hee sahi apne kalaam padhne ka mauka dete hain bahot shukriya..aage bhi aate rahiyega....

quoted ashaar bahot pasand aaye..padhkar ek muskaan aa gayi labon pe....bahot sari daad is khoobsoorat ghazal par ...

salamat rahein......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
12th September 2016, 12:24 AM

Bohot baDhiya Mujeeb sahab. Dili daad qubuul farmaayeiN.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th September 2016, 02:44 PM

Mujiib ji....bahut khoobsurat ehsaas padne ka mokka diya aapne, pyar har lafz mein jhalak rha hai...yu hi likhte rhiye, khush rhiye...yeh 2 ashiyaar muje behad acche lge:

har taraf phool hi phool khil jayenge
aap ek baar to muskura dijiye

bhool payenge kya aap hum ko kabhi
pooch kar apne dil se bata di jiye




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
13th September 2016, 01:17 PM

Badi nawazish hai aap ki Qsid Sahab...bohut bohut shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
13th September 2016, 01:29 PM

Adaab Madhuji,

Badi inayat hai aap ki .Bohut bohut shukriya.Malik ka karam hai ke main kheriyat aur afiyat se hun. Dua karta hun ke aap bhi hamesha khush aur aabaad rahen.
Waqt na milne ke bais is bazm men meri shirkat kam hoti hai. Magar meri her haazri aap qubool fermati hain aur mere kalaam bhi aap ko pasand aate hain...eh hamesha se qabile massarat he mere liye....

Age bhi inshallah mouqa milte hi kalaam peshe khidmet karunga.

Duaon ke saath
Aap ka dost
Mujeeb
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
13th September 2016, 01:31 PM

Shukriya Sagar shab.

Duaon ke saath

Aap ka dost
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
13th September 2016, 01:39 PM

Adaab Sunitaji

Aap ki daad ka teh dil se shukriya ada karta hun.
is nacheez ke pyar o muhabbat ke kalaam aap ko pasand aye .....bohut achha laga.

aap inshallah mere kalaam ke aise hi rang se age bhi lutf uthaengi.

Thanks and regards
Aap ka dost
Mujeeb
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
19th September 2016, 08:51 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
hai muhabbat saza to saza dijiye
warna yadon ko meri bhoola dijiye

har taraf phool hi phool khil jayenge
aap ek baar to muskura dijiye

pyaar aankhon men hans ke sawanr jayega
pyaar ke geet kuch gunguna di jiye

bhool payenge kya aap hum ko kabhi
pooch kar apne dil se bata di jiye

koi mousam nahi hum badal jayen ge
hum pe ilzaam kuch bhi laga di jiye

aap thandi hawa ka hi jhonka lagen
apne chehre se ghussa hata di jiye

dekhiye phir hamari wafa ka asar
faasle darmiyan ke mita di jiye

ek samundar ne Parwaaz aawaaz di
thoda pani mujhe bhi pila di jiye


By Mujeeb Parwaaz
Masha Allah

Mujeeb sahab Kya andaaz-e-bayaaN raha iss ghazal mai

Saadgi aur khuloos ka behtareen imtizaaj

Allah karey zor-e-kalaam aur ho
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
21st September 2016, 05:00 PM

buhet achi ghazal buhet umda ....

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
hai muhabbat saza to saza dijiye
warna yadon ko meri bhoola dijiye

har taraf phool hi phool khil jayenge
aap ek baar to muskura dijiye

pyaar aankhon men hans ke sawanr jayega
pyaar ke geet kuch gunguna di jiye

bhool payenge kya aap hum ko kabhi
pooch kar apne dil se bata di jiye

koi mousam nahi hum badal jayen ge
hum pe ilzaam kuch bhi laga di jiye

aap thandi hawa ka hi jhonka lagen
apne chehre se ghussa hata di jiye

dekhiye phir hamari wafa ka asar
faasle darmiyan ke mita di jiye

ek samundar ne Parwaaz aawaaz di
thoda pani mujhe bhi pila di jiye


By Mujeeb Parwaaz


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
23rd September 2016, 01:51 PM

Bohut Shukriya Mujahid Sahab.

Duoan ke saath
Mujeeb
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
23rd September 2016, 01:52 PM

Nawazish hai aap ki.....Bohut Shukriya Sabaji
Duoan ke saath
Mujeeb
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd September 2016, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Adaab Madhuji,

Badi inayat hai aap ki .Bohut bohut shukriya.Malik ka karam hai ke main kheriyat aur afiyat se hun. Dua karta hun ke aap bhi hamesha khush aur aabaad rahen.
Waqt na milne ke bais is bazm men meri shirkat kam hoti hai. Magar meri her haazri aap qubool fermati hain aur mere kalaam bhi aap ko pasand aate hain...eh hamesha se qabile massarat he mere liye....

Age bhi inshallah mouqa milte hi kalaam peshe khidmet karunga.

Duaon ke saath
Aap ka dost
Mujeeb
Duaon ka behad shukriya mujeeb sahab.......

Salamat rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com