Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Stories/Quotes/Anecdotes > Inspiring Stories

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dekhane aur Hone me fark hota hai
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Dekhane aur Hone me fark hota hai - 12th May 2010, 06:33 AM

Dekhane aur Hone me fark hota hai yadi ise define kare - dekhane ka matlab hai ki kisi ke jaisa dekhana jaise aapka dost Mr Anil kapoor jaisa dekhata hai lekin vo anil kapoor nahi hai vo sirf vaisa dekhata hai, uske jaisa ho nahi sakta, aur hona ka matlab- kisi ka birth se vaisa hona jaisa ki vo dekhata hai, matlab kudrat ne use jo khoobsurati di hai vo vaisa hi dekhata hai usme ko bharam hone wali baat nahi hai, vo ek sach hai.yaad rakhe ki har sach ki ek soch hoti hai jo us astitva ko darshati hai,magar kuch astitva dusre ki soch ka naqub apne soch se darshate bhi hai, lekin unka nature me doharapan hota hai, vo real nature nahi hota hai , aur ham use dekhakar vaisa samjhte hai, balki vaisa hota nahi hai, isliye nazar ka painapan hona jarurai hai tabhi to aap logo ko sahi rup me pahchaan paayenge.


Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com