jab bhi baat chali rukhsaron ki
khushboo udi kaliyon aur baharon ki
woh chupkay say chalay aana
dheeray say muskoorana
dil say dil ki baat hui diwano ki...
A
Maine bakwaas kab kahaa ji, Main to ye keh rahaa hooN ke thodaa sudhaar kiyaa jaa saktaa hai, aur agar aap wakai chhahe to aap bhi aisaa likh sakti hai jo sab ki attention keech le aur aapko bahot saare comments mil sakte hai
Maine to achchha kahaa tha, bakwaas nahi, Anyways aapne try to kiya,, thats important......
Take care
Rashid
Quote:
Originally Posted by Ankita
Namaste Rashidji,
Thanks kii aapnay mera likha padha aur comment bhi diya. Asal mein jaan kar gobhi ka phool likha tha ki dekhain koi padhta bhi hai ya nahin.
Rahi baat bakwas likhnay ki toh agar koii achi likhi nazm par comment nahin deta hai toh koi apni writing ko theek kaisay k ar sakta.
Meri koi baat buri lagay toh maafi.
Regards,
A
Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko
Thanks for taking time to write to me. I do appreciate your input. Jaan kar khushi hui ki mera likha aapnay bakwas nahin kaha. I would appreciate if you can guide kahan sudhaar kiya jaa sakta hai. please explain so that I can understand. Hope you have time to do this for me.
You are welcome....Main to abhi khud underconstruction hooN ji....yahaaN pe bahot pahonchi hui hastiyaaN hai Shayri ke field meiN. You can take their help to improve.
Anyways, keep trying that's only way of improvement....
Take care
Rashid
Quote:
Originally Posted by Ankita
Hello Rashid ji,
Thanks for taking time to write to me. I do appreciate your input. Jaan kar khushi hui ki mera likha aapnay bakwas nahin kaha. I would appreciate if you can guide kahan sudhaar kiya jaa sakta hai. please explain so that I can understand. Hope you have time to do this for me.
Regards,
A
Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko
aab baat toh yeh hai ki jawaab toh aapnay diya kisi pahunchi hui hasti ko toh mein nahin jaanti. waisay under construction ji construction kab finish hogi?
A