Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Nari khilona nahi hai
Old
  (#1)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
Nari khilona nahi hai - 21st April 2007, 02:00 AM

Waqt badla hai saal badle hain, par insaan wahin hain aaj bhi. aaj bhi stree ko khilona samjha jata. par aab stree ke saath shakti hai, waqt aane par apna roop legi. akhir kab tak julm sahegi.

Aisa kyun lagta hai
Aurat bas ek khilona hai.
Sirf ek jism hai.
Sirf ek jaan hai

Jiski ki naa koi icchha hai
Na hi koi armaan hai.
Jab jo chaye dil bahlata hai.
Jab chahye dil thod jata hai.

Yeh bhi bhul jata hai.
Ussko janam dene wali
Ek maa bhi aurtat hai
Jo haat par rakhi bandhti hai
Woh bhi ek aurat hai
Jo beti hai vo bhi aurat hai

Yeh samaj ke thekedaro
Kab tak jismo ko nochoge.
Aab toh khud ko sambhalo.
Nari ko saamaan do usse jeene do.

Aaj ki nari ko pahchan lo
Usske har roop ko izzaat do
Usse uska adhikar de do
Nari sehan shati ki partima hai.
Dhahrye ki misaal hai.

Waqt aane par vo chandi ka avtar hai
Ek aisi chingari jo rakh kar degi.
Naa jagao uske yeh roop ko
Usse sheetal hi rahne do.

Nari khilona nahi hai
Woh pyaar ka sagar.
Woh aapke ghar ki izzaat hai
Aapke ghar ka saammaan hai.

Nira
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2007, 09:28 AM

Quote:
Originally Posted by mistifer21 View Post
Waqt badla hai saal badle hain, par insaan wahin hain aaj bhi. aaj bhi stree ko khilona samjha jata. par aab stree ke saath shakti hai, waqt aane par apna roop legi. akhir kab tak julm sahegi.

Aisa kyun lagta hai
Aurat bas ek khilona hai.
Sirf ek jism hai.
Sirf ek jaan hai

Jiski ki naa koi icchha hai
Na hi koi armaan hai.
Jab jo chaye dil bahlata hai.
Jab chahye dil thod jata hai.

Yeh bhi bhul jata hai.
Ussko janam dene wali
Ek maa bhi aurtat hai
Jo haat par rakhi bandhti hai
Woh bhi ek aurat hai
Jo beti hai vo bhi aurat hai

Yeh samaj ke thekedaro
Kab tak jismo ko nochoge.
Aab toh khud ko sambhalo.
Nari ko saamaan do usse jeene do.

Aaj ki nari ko pahchan lo
Usske har roop ko izzaat do
Usse uska adhikar de do
Nari sehan shati ki partima hai.
Dhahrye ki misaal hai.

Waqt aane par vo chandi ka avtar hai
Ek aisi chingari jo rakh kar degi.
Naa jagao uske yeh roop ko
Usse sheetal hi rahne do.

Nari khilona nahi hai
Woh pyaar ka sagar.
Woh aapke ghar ki izzaat hai
Aapke ghar ka saammaan hai.

Nira
nira ji ...aapke vichar padey bahut accha lagga...ji ha...aap sahi kah rahi hai ki nari khilona nahi hai....yeh baat humey kuad ko bhi samjani hai aur doosron ko bhi samjani hai...taki phir koi nari par julam karne ki himakat na kar sake...aapka yu hi saath banna rahaeyga, to yakeenan aapke vicharo se hamari naujawaan pedi ki yubtiyan kuch sabak seekeygi aur kuad ko kisi ke haath ka khilona nahi banney dengi.
yu hi aati rahiyega..

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
21st April 2007, 09:43 AM

very well written nira ji

jazbaat achhe hai aur sachhe bhi par gustakhi ke liye maafi chahuga par aaj kal ki ladkiyon ko dekhe to shayad aap unko khilona nahi keh sakegi

aur unhone to ladko ko khilona bana rakha hai. aur yeh ladke bhi aise hai ki kuch lamho ke saath ke liye kisi bhi hadd tak gir jaate hai aur apni image gava dete hai.

i m really very very sorry if i hurt anyone.. par maine yehi mehsus kiya hai

and i m not saying that all are same... hope you all understand.

par nira ji aapki koshish achhi hai. likhte rahiye

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
21st April 2007, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post

Jasdeep ji

har pahloo ke do roop hote hain koi ache koi bure. apne anpe experiences hain. bura maan.ne koi baat nahi hai, chahti to yeh hoon kisi ko bhi koi dukh naa mile, par hota hai yeh naa so. aapke vichar jankar acha laga. bahut bahut shukriya.
apna khayal rakhiyega.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
21st April 2007, 11:15 AM

meri feelings ko samajhne ke liye bahur bahur meharbaani aur umeed hai ki aap aage bhi apni pyaari pyaari nazmo ko hamare nazar karti rahengi..........

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
21st April 2007, 12:18 PM

nira didi namskaaR:

bahot hi sahii baat kahi hai aapne apni kaavisH meiN..

Nari khilona nahi hai
Woh pyaar ka sagar.
Woh aapke ghar ki izzaat hai
Aapke ghar ka saammaan hai.

yeH sab se achHaa rahaa..aise hi liKhte raheN

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka shaitaan
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
21st April 2007, 11:29 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
nira ji ...aapke vichar padey bahut accha lagga...ji ha...aap sahi kah rahi hai ki nari khilona nahi hai....yeh baat humey kuad ko bhi samjani hai aur doosron ko bhi samjani hai...taki phir koi nari par julam karne ki himakat na kar sake...aapka yu hi saath banna rahaeyga, to yakeenan aapke vicharo se hamari naujawaan pedi ki yubtiyan kuch sabak seekeygi aur kuad ko kisi ke haath ka khilona nahi banney dengi.
yu hi aati rahiyega..

aapki dost
Sunita ji.
Aap mere jazbaaton se sehmaath ho yeh jankar khushi huyi. waqt ke saath kayi haalaton se guzarte nari ko dekha hai. aapko mera likha pasand aaya dilse shukriya adaa karti hoon. yunhi hi saath rahiyega.

aapki dost
nira
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
22nd April 2007, 12:06 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
meri feelings ko samajhne ke liye bahur bahur meharbaani aur umeed hai ki aap aage bhi apni pyaari pyaari nazmo ko hamare nazar karti rahengi..........
Jasdeep ji.
Aap sab ka saath milt raha, koshish karoongi aap sab ki umeed par khari utar sakoon.

thanks aor plz mind naa kar meri baat ka.

nira
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
22nd April 2007, 07:15 AM

Quote:
Originally Posted by mistifer21 View Post
Waqt badla hai saal badle hain, par insaan wahin hain aaj bhi. aaj bhi stree ko khilona samjha jata. par aab stree ke saath shakti hai, waqt aane par apna roop legi. akhir kab tak julm sahegi.

Aisa kyun lagta hai
Aurat bas ek khilona hai.
Sirf ek jism hai.
Sirf ek jaan hai

Jiski ki naa koi icchha hai
Na hi koi armaan hai.
Jab jo chaye dil bahlata hai.
Jab chahye dil thod jata hai.

Yeh bhi bhul jata hai.
Ussko janam dene wali
Ek maa bhi aurtat hai
Jo haat par rakhi bandhti hai
Woh bhi ek aurat hai
Jo beti hai vo bhi aurat hai

Yeh samaj ke thekedaro
Kab tak jismo ko nochoge.
Aab toh khud ko sambhalo.
Nari ko saamaan do usse jeene do.

Aaj ki nari ko pahchan lo
Usske har roop ko izzaat do
Usse uska adhikar de do
Nari sehan shati ki partima hai.
Dhahrye ki misaal hai.

Waqt aane par vo chandi ka avtar hai
Ek aisi chingari jo rakh kar degi.
Naa jagao uske yeh roop ko
Usse sheetal hi rahne do.

Nari khilona nahi hai
Woh pyaar ka sagar.
Woh aapke ghar ki izzaat hai
Aapke ghar ka saammaan hai.

Nira

nira ji namaskar

bahut accha laga aapka ye kalam
narii ki shaktii ko koun nahi janta per hain kuch insan jo nahi jante ki narii kya kar saktii hai............ narii srajan hai wo vidhwansh ban jaye to is sansar ka kya hoga bhagwan malik hai

aapke is kalam ko tahe dil se naman

shukriyaa

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
24th April 2007, 01:45 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
nira didi namskaaR:

bahot hi sahii baat kahi hai aapne apni kaavisH meiN..

Nari khilona nahi hai
Woh pyaar ka sagar.
Woh aapke ghar ki izzaat hai
Aapke ghar ka saammaan hai.

yeH sab se achHaa rahaa..aise hi liKhte raheN

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka shaitaan
dhaval
Dhaval JSK

aapka dilse shukriya adaa karti hoon aapko meri nazam aor iske ehsaas pasand aaye,

nira di
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
24th April 2007, 01:48 AM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
nira ji namaskar

bahut accha laga aapka ye kalam
narii ki shaktii ko koun nahi janta per hain kuch insan jo nahi jante ki narii kya kar saktii hai............ narii srajan hai wo vidhwansh ban jaye to is sansar ka kya hoga bhagwan malik hai

aapke is kalam ko tahe dil se naman

shukriyaa

dilip
aapne ghahrayi se is nazm ko jaana uski rooh ko samajha, tah-e-dilse shukriya adaa karti hoon.

nira
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th April 2007, 10:05 AM

are main kyun maind karne laga bhala... hamare is shayri ke parivaar ki yehi to khasiyat hai ki ham apni feelings share kar sakte hain aur jo dil mein aaye use keh sakte hai.
keep writing.......
Gud Luck

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
25th April 2007, 10:20 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
are main kyun maind karne laga bhala... hamare is shayri ke parivaar ki yehi to khasiyat hai ki ham apni feelings share kar sakte hain aur jo dil mein aaye use keh sakte hai.
keep writing.......
Gud Luck
thanks jasdeep ji

aise hi toh dil ki baat kah sakenge

nira
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
26th April 2007, 05:53 PM

Nira ji..

Aaj shaayad aapko pehli baad padhne ka mauka milla hai mujhe..

Aur aapne bahut hi naazuk mudda uthaaya hai... jo ki sharm ki baat hai ki aaj bhi sachaai hai... aaj bhi aise ghatiya log hain to stree ko sirf ek jism hi samjhte hain..

Bahut khoobsoorti se aapne Stree Adhikaar ki saari baatein kahin.. behad pasand aayin..

Meri Daad kubool keejiye..

Aapki agli post ka intzaar rahega dost..

Take Care..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#15)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
27th April 2007, 08:55 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Nira ji..

Aaj shaayad aapko pehli baad padhne ka mauka milla hai mujhe..

Aur aapne bahut hi naazuk mudda uthaaya hai... jo ki sharm ki baat hai ki aaj bhi sachaai hai... aaj bhi aise ghatiya log hain to stree ko sirf ek jism hi samjhte hain..

Bahut khoobsoorti se aapne Stree Adhikaar ki saari baatein kahin.. behad pasand aayin..

Meri Daad kubool keejiye..

Aapki agli post ka intzaar rahega dost..

Take Care..

~Priya
Priya ji

pyaar bhara namashkar.
aapko yahan dekhkar bahut abha laga. sahi kaha aapne hamara samaj aaj bhi stree ko vo maan, saamaan nahi de paya hai jiski vo hakdaar hai. aapko meri nazm pasand aayi dil se shukriya adaa karti hoon.

apna khayal rakhiyega.

nira
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*~*Khilona Jaan Kar Tum Toh-KHILONA *~* farhana Hindi/Urdu Lyrics 2 26th April 2006 11:30 AM
Nari Sarvatra Poojte.......................????? ranju bhatia Hindi Kavitayen 6 30th March 2006 05:49 PM
O Nari tu Narayani Bina Shayri-e-Dard 0 18th September 2004 06:16 PM
aaj ki nari. kunjal Humourous Shayri 4 12th February 2003 05:19 PM
Ek Khilona deewana Shayri-e-Ishq 2 7th December 2001 01:46 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com