Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Old
  (#10)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
4th December 2010, 09:34 AM

Janaab Masood Sahab,

Aadaab,

Janaab bahut tafseel se bataaya hai aapne ke gazal likhte waqt kin kin cheezon ka khyaal rakhna hai. koshish karoonga ke in baaton ka khyaal rahe kuch bhi likhte waqt halaanki ye muzhe bahut mushkil nazar aa raha hai filhaal. aapke sehyog ka tahe dil se shukerguzaar houn jisse mujh se sikhnewaalon ko kaafi madad mil rahi hai.

Talib e ilm

"Anaarhi"



______________________________________________



Fikr sahab,

Namaste,

bahut achcha laga hai aapse daad paaker, jab bhi koi jaankaar kisi natuzurbekaar ko shaabhashi deta hai to uska aage ke liye hausla bahut badh jata hai. mein bhi kuchh aisa hi mehsoos ker raha houn.
aapka saath aur duaaye kaayam rahen.

Regards

"Anaarhi"
   
Reply With Quote
 


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com