Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek Ghazal
Old
  (#1)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Ek Ghazal - 23rd June 2014, 04:30 PM

Azziz dosto

Ek shadeed ehsaas-e-dard ne chand sawaalat se rubaruu kar diya… ke zindagi meiN aakhir jo hum dhoondte haiN kya sahii jagah dhoondte haiN? Aur jahaaN dhoondte haiN kya wahan wo milta hai jiski muraad hai? Inhi sawaalat se ye ashaar vajood meiN aa gaye. Muaamla dard ka hai to socha Dard ka ruKh kiya jaaye. HaalaNke ye mere fikr-o-suKhan se kuchh juda haiN, magar phir bhi.

Ek Ghazal

BayaNbaN mei kyuN kar makaN dhoondta hai
KyuN patthar meiN dil aur jaaN dhoondta hai

Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai

Huva kya hai aakhir ye soch aur samjh ko
Tu nahaq butoN mein zabaaN dhoondta hai

JahaN haiN faqat zaKhm hi dene waale
Tu KhushiyoN ko kyuNkar wahaN dhoondta hai

Kahe kyuN na aaKhir zamana deewaana
Jo khandar mein apna jahaaN dhoondta hai

Bachi hai faqat raakh hi ab wahan par
Utha thha kahaN se dhuNvaN dhoondta hai

Khaaksaar
Praveen Saxena


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi

Last edited by prasaxena; 25th June 2014 at 08:50 PM..
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd June 2014, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Azziz dosto

Ek shadeed ehsaas-e-dard ne chand sawaalat se rubaruu kar diya… ke zindagi meiN aakhir jo hum dhoondte haiN kya sahii jagah dhoondte haiN? Aur jahaaN dhoondte haiN kya wahan wo milta hai jiski muraad hai? Inhi sawaalat se ye ashaar vajood meiN aa gaye. Muaamla dard ka hai to socha Dard ka ruKh kiya jaaye. HaalaNke ye mere fikr-o-suKhan se kuchh juda haiN, magar phir bhi.

Ek Ghazal

BayaNbaN mei kyuN kar makaN dhoondta hai
KyuN patthar meiN dil aur jaaN dhoondta hai

Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai

Huva kya hai aakhir ye soch aur samjh ko
Tu nahaq butoN mein zabaaN dhoondta hai

JahaN haiN faqat zaKhm hi dene waale
Tu KhushiyoN ko kyuNkar wahaN dhoondta hai

Kahe kyuN na aaKhir zamana deewaana
Jo khandar mein apna jahaaN dhoondta hai

Bachi hai to bas raakh, nahiN koi shola
Utha thha kahaN se dhuNvaN dhoondta hai

Khaaksaar
Praveen Saxena

waahhhhhh kyaa baat hai Praveen bhaisaab.... bahot hi acchii peshkash hai aapki... muddat ke baad aapko SDC me padhna bahot accha lagaa.... aate rahen, bazm ko sajaate rahen... shukriyaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
23rd June 2014, 09:54 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Azziz dosto

Ek shadeed ehsaas-e-dard ne chand sawaalat se rubaruu kar diya… ke zindagi meiN aakhir jo hum dhoondte haiN kya sahii jagah dhoondte haiN? Aur jahaaN dhoondte haiN kya wahan wo milta hai jiski muraad hai? Inhi sawaalat se ye ashaar vajood meiN aa gaye. Muaamla dard ka hai to socha Dard ka ruKh kiya jaaye. HaalaNke ye mere fikr-o-suKhan se kuchh juda haiN, magar phir bhi.

Ek Ghazal

BayaNbaN mei kyuN kar makaN dhoondta hai
KyuN patthar meiN dil aur jaaN dhoondta hai

Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai

Huva kya hai aakhir ye soch aur samjh ko
Tu nahaq butoN mein zabaaN dhoondta hai

JahaN haiN faqat zaKhm hi dene waale
Tu KhushiyoN ko kyuNkar wahaN dhoondta hai

Kahe kyuN na aaKhir zamana deewaana
Jo khandar mein apna jahaaN dhoondta hai

Bachi hai to bas raakh, nahiN koi shola
Utha thha kahaN se dhuNvaN dhoondta hai

Khaaksaar
Praveen Saxena
Praveen Saxena ji...bahoot hi khoobsoorat intekhaab se nawaza hai aapne is mehfil ko...bahut sii daad...qabool farmaaiyegaa
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th June 2014, 11:50 AM

JahaN haiN faqat zaKhm hi dene waale
Tu KhushiyoN ko kyuNkar wahaN dhoondta hai

Kahe kyuN na aaKhir zamana deewaana
Jo khandar mein apna jahaaN dhoondta hai


Wah wah. ..bohat khoob praveen ji.




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
26th June 2014, 10:17 PM

Praveen ji

A very touching poetry.Sachayi ke anokhe rang se saji ek nayaab kavita.

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
1st July 2014, 03:22 PM

Shaad sahab, Harsh Sahab, Zainyji, aur Sukanyaji

Aap sabki pazeeraii ka bohat shukria. Appki daad bohat ma'ani rakhti hai.

Bohat shukria ke saath
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#7)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 13
5th July 2014, 06:27 PM

Ek achi kaawish ke liyN aapki khidmat mai daad hazir hai qubool farmaaiye tamaam aashaar bhut khoob rahe

aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
24th July 2015, 10:00 PM

Janab aslam noor sahab

Jawaab mein iss taakhiir ka liye ma'azrat chahta huuN.
Aapne ghazal pasand farmayee, isska bohat shukria.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th July 2015, 10:17 PM

Wah wah Praveen ji....
Kya khoob jaadu chala hai kalam ka apki...

Sab sher ek se badkar ek.

Yunhi likhte rahiye aur hum sab se share karte rahiye.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th July 2015, 10:32 PM

Waaah....umda ashaar...bahut khoob ghazal huyi hai praveen ji...daad kubool karein .



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
24th July 2015, 11:31 PM

Namaste Pravin ji,

Jaane yeh khoobsurat nagina mujhse kahaan chhupa reh gaya. Har ek sher mukammal laga mujhe. Meri dil se daad kubool kijiye. Apna khayal rakhiye.


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#12)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 2nd August 2015, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Wah wah Praveen ji....
Kya khoob jaadu chala hai kalam ka apki...

Sab sher ek se badkar ek.

Yunhi likhte rahiye aur hum sab se share karte rahiye.
Masti ji

Gazal par aur hausla afzaai ka bohat shukria.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#13)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 2nd August 2015, 09:48 PM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Namaste Pravin ji,

Jaane yeh khoobsurat nagina mujhse kahaan chhupa reh gaya. Har ek sher mukammal laga mujhe. Meri dil se daad kubool kijiye. Apna khayal rakhiye.
Pulkit Bhai

Chaliye der se hi sahi ye kalaam aapki nazar se to guzra. Aapki daad mil gayi, koshish wasool ho gayi. Daad ke liye tah-e-dil se shukria ada karta huuN.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#14)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
3rd August 2015, 01:39 PM

wah Praveen bhai bahut khoob likha h aapne
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Suhkria
Old
  (#15)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Suhkria - 6th August 2015, 10:33 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
wah Praveen bhai bahut khoob likha h aapne
likhte rahen
duaon ke saath
Ishk Sahab

Aaapki daad ka bohat shukria.

Mukhlis
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
8th August 2015, 06:17 PM

janaab Praveen saahib tak khaaksaar ka salaam pahunche. Ik umda bayaangi pe dili daad qubool farmaayeN... Khaas taur se is misre ne to dil hi khush kar diya...

"Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai"

bas yuNhi mefil roshan karte rahiye...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
shukria
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
shukria - 9th September 2015, 08:19 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
janaab Praveen saahib tak khaaksaar ka salaam pahunche. Ik umda bayaangi pe dili daad qubool farmaayeN... Khaas taur se is misre ne to dil hi khush kar diya...

"Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai"

bas yuNhi mefil roshan karte rahiye...
Janab Taish Sahab

Aapki daad per jawaab meiN deri ke liye muafi chahta hooN. Ghazal ki paziirai ka bohat shukria. Aapke bhi naye kalaam ka intezaar hai.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#18)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th September 2015, 11:06 AM

Quote:
Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai
Aaj ye na padhta to gunaah ho jaata.. arre waah waah waah waah .. qamaal ka sher bayaani sab aala .. aapko salaam..

Par haan second last sher repeative lagta hai .. aur aakhiri sher ko aur ghisa jaa sakta tha .. aap dekhiyega ..

Sifar


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#19)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
12th September 2015, 11:09 AM

waah saxena ji, bahot hi kaamyaam ghazal hui hai. yeh sher khaas taur se pasand aaya. daad hi daad.


Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#20)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
shukria - 12th September 2015, 10:23 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Aaj ye na padhta to gunaah ho jaata.. arre waah waah waah waah .. qamaal ka sher bayaani sab aala .. aapko salaam..

Par haan second last sher repeative lagta hai .. aur aakhiri sher ko aur ghisa jaa sakta tha .. aap dekhiyega ..

Sifar
Kunal Bhai

Bhai bohat shukria daad ka. Aajkal SDC par active dih rahe ho achcha lag rha hai. Purane din yaad aa jaate haiN. Aapki baatoN par ghour karuN ga.

Bohat shukria
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#21)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
12th September 2015, 10:24 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
waah saxena ji, bahot hi kaamyaam ghazal hui hai. yeh sher khaas taur se pasand aaya. daad hi daad.


Zindagi hai tuli aazmane ko har pal
Mujhe ab harik imtehaaN dhoondta hai
Janab Bismil Sahab

Ghazal ko waqt dene aur aur musbat raae se nawaazne ka bohat shukria.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th September 2015, 03:47 PM

Saxena saHb ko nacheez ka adaab..

jenab bohot alaa darje ka kalaam hua hai. dil se daad-o-mubarakbaad qubool farmaayeiN.

Regards


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com