Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Raah miri wo takta hoga
Old
  (#1)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Raah miri wo takta hoga - 26th August 2016, 02:08 AM

Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th August 2016, 09:35 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining
Adaab janaab ..behad khushi ho rahi hai arse baad aapko bazm me dekhkar..aur kya haseen tohfa lekar aaye hain aap waah!!!! Matla padhte hee dil jhoim gaya.....

Bahut khoob andaaz raha tamaam ashaar dil ko chhuu gaye..

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga.....

Bahut badhiya...mast sahab ka ek sher yaad aa gaya...

मुश्किल अगर हो तुम्हारा सफर
सामान कम ही लेजाया करो ..

Likhte rahein.....aur ab aate rahiyega...
Salamat rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
26th August 2016, 09:40 PM

vah vah buhet acha likh hey aap ney
oomdah kalam


Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
31st August 2016, 03:19 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining

Sagar saahab aadaab,....

bade waqt ke baad aaj aapki taaz ghazal mahfil me dekhaa to dil khush ho gayaa..

aur aapki beharband ghazal ko padh kar mast ho gayaa aur baar baar padhtaa gayaa..... bahut hi rawan ghazal kahii hai aapne.... ek dam dil tak utarne waalii ghazal..

tahe dil se apnii haqeer daad pesh kar raha hoon is umeed ke saath ke aap qubool karenge.....

apni duaaon se hame nawaazte rahiyegaa.

Shukriyaa

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
31st August 2016, 09:19 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining
Bohat khoob ghazal se nawaaza hai sagar sahab

Pehli dafa aapke kalaam se shinaasa

Aur pehla taaseer bohat pur-asar raha

Aapke kalaam ka hamey be-sabri se intezaar rahega

Iss khaaksaar ki daad qubool farmaiye

Muntazir hu agley kalaam ka
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 1st September 2016, 03:35 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining

bhai...aaj bahut waqt baad SDC par aana hua, aate hi tumhari es khoobsurat ehsaasoN se bhari gazal par nazar gye, bahut acche se aapne aik aik sher bayaan kiya hai, poori gazal tareef ke kabil hai, aik sher jo dil ke behad kareeb rha wo hai:

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

khush rho aur likhte rho
duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
12th September 2016, 12:38 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Adaab janaab ..behad khushi ho rahi hai arse baad aapko bazm me dekhkar..aur kya haseen tohfa lekar aaye hain aap waah!!!! Matla padhte hee dil jhoim gaya.....

Bahut khoob andaaz raha tamaam ashaar dil ko chhuu gaye..

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga.....

Bahut badhiya...mast sahab ka ek sher yaad aa gaya...

मुश्किल अगर हो तुम्हारा सफर
सामान कम ही लेजाया करो ..

Likhte rahein.....aur ab aate rahiyega...
Salamat rahein...

Tah-e-dil se shukriya Madhu ji, hamesha ki tarah saTh dene keliye.
Khush raheiN aur duaa bhi kareiN.

Regards


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
12th September 2016, 12:40 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
vah vah buhet acha likh hey aap ney
oomdah kalam

Tehseen keliye behad shukriya.

YuNhi sath dete rahiyega.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
18th September 2016, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Haazreen-e-mehfil ko mera pyar bhara adaab.
Ek muddat ke baad apni ek adna si koshish ke sath mehfil meiN shirkat kar raha huN, iss umeed ke sath ke aap dostoN ka pyaar aur sath bana rahega. Taasurat ka intezaar rahega.




Jab bhi tanha chalta hoga
Raah miri wo takta hoga

Falak bazahir hai taabinda
Go seene meiN jalta hoga

Unke kooche meiN har banda
Lambi aaheiN bharta hoga

Ro lene de jee bhar mujh ko
Kuchh samaan to halka hoga

BarsoN beet gaye haiN 'Sagar'
Kaun ab yaad bhi karta hoga


Bazahir: Apparently
Taabinda: Luminous/shining
Sagar bhai namaste,

Bohot hi gehrai se likhte hai aap....ro lene de jee bhar wala sher behad khas raha...yoon to har sher umdah raha....daad kubul farmaiyega

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com