Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par - 6th January 2011, 05:07 PM






aadaab
aaj shakeel bhai ki ghazal parhe ke ek ghazal ho gayee hai ummeed ki doaaon se nawaazen ge kaheen koi baat nazar aaye to plz zaroor bataayen kiun ki abhi tak dimaagh ki uljhan waisee hi hai
masood hassaas


Nain se nain mile dil ki redaa chaak huyee
Eyk hi lafz me farzaanagee khaashaak huyee

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey like hi khaak huyee

Dil ko ghar apnaa samajh rakkhaa hai aa jaatee hai
Is qadar yaad ki khushboo teree bebaak huyee

Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaakhuyee

Sar uthaaye huye phirtee hai sadaa galiyoN me
Zindagee hi nahi ab maot bhi bebaak huyee

Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par
Qaabile fakhr merey dard ki poshaak huyee

Har gharee ho gayee Hassaas thee mailey din ki
aaNkh se ashk bahaa aor fezaa paak huyee










   
Reply With Quote
Old
  (#2)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th January 2011, 05:15 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post




aadaab
aaj shakeel bhai ki ghazal parhe ke ek ghazal ho gayee hai ummeed ki doaaon se nawaazen ge kaheen koi baat nazar aaye to plz zaroor bataayen kiun ki abhi tak dimaagh ki uljhan waisee hi hai
masood hassaas


Nain se nain mile dil ki redaa chaak huyee
Eyk hi lafz me farzaanagee khaashaak huyee

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey like hi khaak huyee

Dil ko ghar apnaa samajh rakkhaa hai aa jaatee hai
Is qadar yaad ki khushboo teree bebaak huyee

Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaakhuyee

Sar uthaaye huye phirtee hai sadaa galiyoN me
Zindagee hi nahi ab maot bhi bebaak huyee

Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par
Qaabile fakhr merey dard ki poshaak huyee

Har gharee ho gayee Hassaas thee mailey din ki
aaNkh se ashk bahaa aor fezaa paak huyee










Janab Masood Hassaas Saheb...!

Sb Se Pehlay To Is Khubsurat Kalaam Pr Dheron Daad.........
Boht Boht Khoob Rahi Ye Ghazal ....... Aap Ne Ghazal Ka Haq Ada Kr Dia....... Boht Lutf Mila Parh Kr..........

ALLAH AAP KO KHUSH RAKHAY....... Or yunhi Mehfil Sajatay Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
6th January 2011, 06:51 PM

Kamaal karte ho Masood Saheb kamaal karte ho yaar ab hum poori ghazal ke bare me kya kahe hum to aapke ek sher par hi bik gaye...........

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey liye hi khaak huyee


bas khush kar diay aapne aaj.

Aur ek cheeze ki maafi chahta hu maine LIKE ko LIYE kar diya hai aur na chah kar bhi seedha "liye khaak huyee" padh raha hu, HI shumaar karne se woh maza nahi aa raha tha.

Aapka Dost

Ghayel


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
10th January 2011, 07:00 PM

Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaak huyee


Bahut khoob ... Masood Bhai !

bahut umdaa rahi aapki yeh ghazal bhi .... humeshaa ki tarha ... ! sabhi ashaar ki adaayegi asardaar rahi ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi umdaa khayaaloN ke saath aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
11th January 2011, 10:58 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post




aadaab
aaj shakeel bhai ki ghazal parhe ke ek ghazal ho gayee hai ummeed ki doaaon se nawaazen ge kaheen koi baat nazar aaye to plz zaroor bataayen kiun ki abhi tak dimaagh ki uljhan waisee hi hai
masood hassaas


Nain se nain mile dil ki redaa chaak huyee
Eyk hi lafz me farzaanagee khaashaak huyee

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey like hi khaak huyee

Dil ko ghar apnaa samajh rakkhaa hai aa jaatee hai
Is qadar yaad ki khushboo teree bebaak huyee

Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaakhuyee

Sar uthaaye huye phirtee hai sadaa galiyoN me
Zindagee hi nahi ab maot bhi bebaak huyee

Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par
Qaabile fakhr merey dard ki poshaak huyee

Har gharee ho gayee Hassaas thee mailey din ki
aaNkh se ashk bahaa aor fezaa paak huyee









Hello Masood bhai,,,,,,,,,aapka bhi jawab nahi,,,,,,,bade khoobsurati se aapne
shabdo ka chayan kiya he,,,,,,,,or dil ki gahraiyo se chukar utar gaye............its very nice.........so sweet.........thanks for sharing with us,,,,,,,,,well done !!!!!!!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
19th January 2011, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Janab Masood Hassaas Saheb...!

Sb Se Pehlay To Is Khubsurat Kalaam Pr Dheron Daad.........
Boht Boht Khoob Rahi Ye Ghazal ....... Aap Ne Ghazal Ka Haq Ada Kr Dia....... Boht Lutf Mila Parh Kr..........

ALLAH AAP KO KHUSH RAKHAY....... Or yunhi Mehfil Sajatay Rahiye
aadaab

shakil bhai
allah aap ko jazaaye khair de bahot shukriyaa is hasne zan ka mere bhai
mashkoor o mamnoon hun
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
19th January 2011, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Kamaal karte ho Masood Saheb kamaal karte ho yaar ab hum poori ghazal ke bare me kya kahe hum to aapke ek sher par hi bik gaye...........

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey liye hi khaak huyee

bas khush kar diay aapne aaj.

Aur ek cheeze ki maafi chahta hu maine LIKE ko LIYE kar diya hai aur na chah kar bhi seedha "liye khaak huyee" padh raha hu, HI shumaar karne se woh maza nahi aa raha tha.

Aapka Dost

Ghayel
aadaab
aaj pahlee baat is taraf aayaa hun to sabhi ka shukriyaa adaa kar rahaa hun magar aap ka shukr khaas taor pe kiun ki aap ne sher pasand karne ke saath us ki typing ki jaanib ishaarah kiyaa badaa achhaa lagaa
main shukriyaa adaa kartaa hun aap ka aor doaa bhi
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
19th January 2011, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaak huyee

Bahut khoob ... Masood Bhai !

bahut umdaa rahi aapki yeh ghazal bhi .... humeshaa ki tarha ... ! sabhi ashaar ki adaayegi asardaar rahi ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi umdaa khayaaloN ke saath aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !


aadaab
mehraa ji
aap jaise log jahaan rahte hain wahaan khushhaali aor barkat aati hai aap jaise sufaid barf dil waale log kam hi milte hain main aap kaa kis zabaan se shukriyaa adaa ki aap har kisee ki himmat badhaate hi rahte hain un me se ek main hun
main aap ka shukroiyaa adaa karter karte thak jaaun tab bhi aap ka haq adaa na ho gaa
doa go
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
19th January 2011, 03:53 PM

Quote:
Originally Posted by sneha123 View Post
Hello Masood bhai,,,,,,,,,aapka bhi jawab nahi,,,,,,,bade khoobsurati se aapne
shabdo ka chayan kiya he,,,,,,,,or dil ki gahraiyo se chukar utar gaye............its very nice.........so sweet.........thanks for sharing with us,,,,,,,,,well done !!!!!!!!!!

aadaab
kaise ho dost
yar maaf karnaa zaraa bussy thaa to shukriya na ada kar sakaa
waise aap jaise log hi hain jo baar baar achhe se achhaa likhne ki koshish me lagaaye rahte hain
magar fir bhi koi aisee ghazal ab tak main na kah sakaa jis se main santusht hun
bas yaar doaa karte rahnaa aor yun hi himmat badhaate rahnaa
pata hai aap jaise log hi shair ki jaan hote hain jinko wo apne kalaam sunaa ke zindah rahtaa hai
mukhlis
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
21st January 2011, 10:49 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
kaise ho dost
yar maaf karnaa zaraa bussy thaa to shukriya na ada kar sakaa
waise aap jaise log hi hain jo baar baar achhe se achhaa likhne ki koshish me lagaaye rahte hain
magar fir bhi koi aisee ghazal ab tak main na kah sakaa jis se main santusht hun
bas yaar doaa karte rahnaa aor yun hi himmat badhaate rahnaa
pata hai aap jaise log hi shair ki jaan hote hain jinko wo apne kalaam sunaa ke zindah rahtaa hai
mukhlis
masood

Thanks for reply my post.....with regards,,,,, sneha,
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kajal123
Registered User
kajal123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 34
Join Date: Feb 2011
Rep Power: 0
2nd March 2011, 12:15 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post




aadaab
aaj shakeel bhai ki ghazal parhe ke ek ghazal ho gayee hai ummeed ki doaaon se nawaazen ge kaheen koi baat nazar aaye to plz zaroor bataayen kiun ki abhi tak dimaagh ki uljhan waisee hi hai
masood hassaas


Nain se nain mile dil ki redaa chaak huyee
Eyk hi lafz me farzaanagee khaashaak huyee

Hai tujhe gham ki koi chaahney waala na milaa
Aor yaan zindagee terey like hi khaak huyee

Dil ko ghar apnaa samajh rakkhaa hai aa jaatee hai
Is qadar yaad ki khushboo teree bebaak huyee

Hijr me eid ka tohfa bhi ajab hai zaalaim
Dil huwaa said e jonooN aaNkh bhi namnaakhuyee

Sar uthaaye huye phirtee hai sadaa galiyoN me
Zindagee hi nahi ab maot bhi bebaak huyee

Aap ne haath jo rakkhaa merey zakhmee dil par
Qaabile fakhr merey dard ki poshaak huyee

Har gharee ho gayee Hassaas thee mailey din ki
aaNkh se ashk bahaa aor fezaa paak huyee









Hello dost,,,,,,Its wonderful post,,Its so lovely then i like that...Thanks for sharing that.....
with regards,,,,
kajal here,,,
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com