Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Woh lamha...!
Old
  (#1)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
Woh lamha...! - 29th November 2009, 07:09 PM

Woh lamha jo maine kabhi jiyaa hi nahi
ILzaam they itne koi apne sar liyaa hi nahi....

Khule rakhe they darwaaze woh aayega
Usne mujhe intezaar ka waqt diyaa hi nahi....

Rakhii thii ek kitaab bahut puraane dinon ki
Khol ke dekha koi panna haath aayaa hi nahi....

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Har baar maine hakiqat ko bahut dair se jaana
Farebii zamane ne sach ka aaina dikhayaa hi nahi...

Raasta zindgi ka mushkilon se bhara bahut thaa
Yeh acha huaa apne ko kabhi kamzor banayaa hi nahi...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#2)

2nd December 2009, 08:55 PM

" Mere jeevan mai Tumne hazaar phool khilaaye hai
Ab dekhu jidhar tum hi tum Mujhe nazar aaye hai... "

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
shab_seher
Registered User
shab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the rough
 
shab_seher's Avatar
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Mar 2007
Location: lucknow,india
Rep Power: 20
7th December 2009, 10:32 AM

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Bahut Khoob ... YE mujhe kaafi pasand aayi..
Bas itna kahunga..

Aisa nahi ki ki wo mujhse pyaar karta nahi
Magar fir bhi wo ikraar karta nahi
Majburiyon Ne use bhi rulaya hoga..
Warna Yu to wo barisho mai chalta hi nahi.....
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
12th December 2009, 11:13 PM

Quote:
Originally Posted by shab_seher View Post

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Bahut Khoob ... YE mujhe kaafi pasand aayi..
Bas itna kahunga..

Aisa nahi ki ki wo mujhse pyaar karta nahi
Magar fir bhi wo ikraar karta nahi
Majburiyon Ne use bhi rulaya hoga..
Warna Yu to wo barisho mai chalta hi nahi.....
Aapke aane aur sher ki sarahana karne ka bahut bahut shukriya...aainda bhi aise hi hausla badhate rahiyega....khush rahiye...

duaaon ke saath...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th December 2009, 08:40 PM

Naresh jee........ AadaaB

Janab kafi achche ahsaas kahe hai aapne yahan. bahut achcha laga, khaasker yeh sher sach mein bahut khoob laga,

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Likhate rhaiye,
Khush rhaiye....
Khuda Hafez.....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
20th December 2009, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Naresh jee........ AadaaB

Janab kafi achche ahsaas kahe hai aapne yahan. bahut achcha laga, khaasker yeh sher sach mein bahut khoob laga,

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Likhate rhaiye,
Khush rhaiye....
Khuda Hafez.....
Sameer Ji....aap mera humesha hausla badhate hai....shayad yahi karan hai........main ab kuch likhlne laga hu.....jo aapko pasand aane laga hai..........aapka sarahane aur ijazat afzaai ka bahut bahut shukriya.....aainda bhi aapka aise hi saath milta rahega....khush rahiye....

apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
23rd December 2009, 09:35 AM

Auro ki subha suraj ke ughne se shuru hoti hai
Mera toh din uska chehra dekhne se nikalta hai..
Raat ki bekarari ka koi matlab nahi tab tak
Mere saath rehne ka faasla jab tak rehta hai...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
24th December 2009, 12:12 PM

Naresh mehra ji....
ghazalon ke peeche khayal achcha hai..har ehsaas ki akkasi hoti hai..
post karne ke liye shukriya...
kuchh sher aapki ghazal ke format pe arz hain
...
..
.
.
Jis lamhe ki talaash mein tujh tak pahoncha
Tu ne wo lamha bataya hi nahin...
.
.
.
aakhirash rakkha jab mein ne us lamhe ka sawaal
usne kaha main ne kuchh chhupaya hi nahin...
.
.
.
roz'e abad ko jaaun, ke maikade ko main..
taa-umr kisi ne saath nibhaya hi nahin...

na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 24th December 2009, 08:02 PM

Naresh ji,
bahut achchi koshish hai.... ehsaas bahut khoob rahe.... aapko padhna achcha lagta hai... keep up the good work.... khush rahiye aur likhte rahiye....

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
25th December 2009, 08:26 AM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post
Naresh mehra ji....
ghazalon ke peeche khayal achcha hai..har ehsaas ki akkasi hoti hai..
post karne ke liye shukriya...
kuchh sher aapki ghazal ke format pe arz hain
...
..
.
.
Jis lamhe ki talaash mein tujh tak pahoncha
Tu ne wo lamha bataya hi nahin...
.
.
.
aakhirash rakkha jab mein ne us lamhe ka sawaal
usne kaha main ne kuchh chhupaya hi nahin...
.
.
.
roz'e abad ko jaaun, ke maikade ko main..
taa-umr kisi ne saath nibhaya hi nahin...
Aapne kimti waqt nikal ke mere ehsaason ko padha aur pasand kiya...iske liye bahut bahut shukriya.....aapke likhe sabhi sher mujhe bahut achhe lage.....aainda bhi aise hi hausla badhate rahiyega....khush rahiye....

yuhi milte rahiye....
duaaon ke saath...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
29th December 2009, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Naresh ji,
bahut achchi koshish hai.... ehsaas bahut khoob rahe.... aapko padhna achcha lagta hai... keep up the good work.... khush rahiye aur likhte rahiye....
Lamha Ji........Namaste ! aapka meri adnaa si koshish ko saraahne aur pasand karne ke liye......bahut bahut shukriya....aainda bhi aise hi hausla badhate rahiyega...khush rahiye...

apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
3rd January 2010, 09:33 AM

tujhe paane kii koshish me.n kuchh itanaa kho chukaa huu.N mai.n
ke tuu mil bhii agar jaaye to ab milane kaa Gam hogaa

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#13)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
4th January 2010, 05:40 PM

Gam bayaa.N karane kaa ko_ii aur Dhang ijaad kar
terii aa.Nkho.n kaa paanii to puraanaa ho gayaa

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#14)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
13th January 2010, 11:44 PM

Zameen par chalne ki beshak aawaz na ho
Thokar khaye binaa girne ka koi matlab nahi hota...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#15)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
16th January 2010, 11:50 PM

Daal par baithe parinde ko tu pathar na maar
Udd ke na malum kaha chala jaayega..........

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#16)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
20th January 2010, 01:03 AM

na ho andhera unki zindagi mein kabhi
roshani ke liye apne dil ko jalata hun main

----Praneeta Ji----

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#17)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
29th January 2010, 07:25 PM

Naresh saheb ek baat kehni thi pata nahi kamyaab ho paooga ya nahi apni baat kehne me. Waise to main khud bohat bada lailm insaan hu lekin maine jo ab tak mehsus kiya hain aapke kalamo ko padhkar use kehna zaruri samajhta hu.

Aapke khayaal hamesha bohat achche hote hain lekin aap hamesha apne kalamo me ulajh se jate hain. kitni hi dafa aapka dusra misra aapke pehle misre se bilkul mukhtalif hota hain ya kabhi kabhi aap koi aisa sher Ghazal me keh jate hain jo pure mauzu ko ko ek badal deta hain.

Aap apne dil se kafiye ko barkaraar rakhne ka dar nikaal de, aisa nahi hain ke koi kalam aapne shuru kiya hain to use khatam karna zaruri hain jald se jald kabhi kabhi shayro ko ek Ghazal likhne me kaiee kaiee saal guzar jate hain. Allama Iqbal Saheb Allah unhe Jannat naseeb kare ek ek sher me 60 martaba correction karte the.

Sabr se kalam likhe sher me wazan paida kare..........Allah aapke kalam ko izzat aur takat bakshe.

Ghayel

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#18)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
30th January 2010, 12:29 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Naresh saheb ek baat kehni thi pata nahi kamyaab ho paooga ya nahi apni baat kehne me. Waise to main khud bohat bada lailm insaan hu lekin maine jo ab tak mehsus kiya hain aapke kalamo ko padhkar use kehna zaruri samajhta hu.

Aapke khayaal hamesha bohat achche hote hain lekin aap hamesha apne kalamo me ulajh se jate hain. kitni hi dafa aapka dusra misra aapke pehle misre se bilkul mukhtalif hota hain ya kabhi kabhi aap koi aisa sher Ghazal me keh jate hain jo pure mauzu ko ko ek badal deta hain.

Aap apne dil se kafiye ko barkaraar rakhne ka dar nikaal de, aisa nahi hain ke koi kalam aapne shuru kiya hain to use khatam karna zaruri hain jald se jald kabhi kabhi shayro ko ek Ghazal likhne me kaiee kaiee saal guzar jate hain. Allama Iqbal Saheb Allah unhe Jannat naseeb kare ek ek sher me 60 martaba correction karte the.

Sabr se kalam likhe sher me wazan paida kare..........Allah aapke kalam ko izzat aur takat bakshe.

Ghayel
Sajid Ji....Aadaab ! aapki raaye bahut kimti hai......koshish karunga aapke dikhaaye margdarshan par likh saku....aapke saath ka bahut bahut shukriya.....aise hi saath nibhaate rahiyega.....mujhe aapke samjhaane ka tarika bahut pasand aaya....

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#19)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
30th January 2010, 09:54 AM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post
Naresh mehra ji....
ghazalon ke peeche khayal achcha hai..har ehsaas ki akkasi hoti hai..
post karne ke liye shukriya...
kuchh sher aapki ghazal ke format pe arz hain
...
..
.
.
Jis lamhe ki talaash mein tujh tak pahoncha
Tu ne wo lamha bataya hi nahin...
.
.
.
aakhirash rakkha jab mein ne us lamhe ka sawaal
usne kaha main ne kuchh chhupaya hi nahin...
.
.
.
roz'e abad ko jaaun, ke maikade ko main..
taa-umr kisi ne saath nibhaya hi nahin...

Aapke margdarshan ka bahut bahut shukriya....! aage bhi aise hi saath nibhaate rahen....aur hausla bhi....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#20)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
3rd February 2010, 11:41 PM

Parakhna Mat-Parakhne Mein Koyii Aapna Nahiin Rehta
Kissi Bhii Aaeene Mein Der Tak Chehra Nahiin Rehta

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
9th June 2010, 03:35 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Woh lamha jo maine kabhi jiyaa hi nahi
ILzaam they itne koi apne sar liyaa hi nahi....

Khule rakhe they darwaaze woh aayega
Usne mujhe intezaar ka waqt diyaa hi nahi....

Rakhii thii ek kitaab bahut puraane dinon ki
Khol ke dekha koi panna haath aayaa hi nahi....

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Har baar maine hakiqat ko bahut dair se jaana
Farebii zamane ne sach ka aaina dikhayaa hi nahi...

Raasta zindgi ka mushkilon se bhara bahut thaa

Yeh acha huaa apne ko kabhi kamzor banayaa hi nahi...
ji bhaut pyare ehsaas bayaan kiye hai aapne,koi purani yaad taaza kerte nazar aaye.............................

Bahut socha thaa apni chahat usey bata doon
Aaj diya maine phool toh usney liyaa hi nahi...

Har baar maine hakiqat ko bahut dair se jaana
Farebii zamane ne sach ka aaina dikhayaa hi nahi...

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
9th June 2010, 03:40 PM

naresh bhai apka jawab nahi. bahut achi gazal likhi hai apne

apka ye sher bahut lajawab hai muje bahut pasand aaya

Rakhii thii ek kitaab bahut puraane dinon ki
Khol ke dekha koi panna haath aayaa hi nahi....

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com