Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Us Shatir Ne...
Old
  (#1)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
Us Shatir Ne... - 9th June 2010, 03:38 PM

Kismat apni beraNg likhi kisi likhne wale Shatir ne,
Na jaane kya zindgi likhi us likhne wale Shatir ne...

Khushi koi mehsus huyi na mehsus hua koi gum apna,
ToDh diya bus chalte firte mera usne har ek sapna..

Sapna kya? jo jo tha apna usko mujhse door kiya,
Dooriyo.N saNg rehte rehte maine jeena seekh liya...

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne...

-Ritu
...Ek Mausam

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
9th June 2010, 03:46 PM

haan chhoti tere ehshash mehsoosh ho rahe hai. kitna dard milta hai hame jab koi apna sath chor deta hai

khush rehna tu hamesha tuje mile saari duniya ki dua.

jese tune kaha

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne

bahut acha likha hai tune aur aisa hi rahe hamesha jesha tune likha hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
9th June 2010, 04:56 PM

Ritu ye ghazal tou nahi lag rahi hai.....

What is this...........? Can you explain? ( Ya koi ishq wishq ka chakkar tou nahi?)
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
9th June 2010, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Ritu ye ghazal tou nahi lag rahi hai.....

What is this...........? Can you explain? ( Ya koi ishq wishq ka chakkar tou nahi?)
Har sawal ka jawab nahi.N mil salta.............................

yeh meri shikayat hai us shatir se,jo upar baith ke sab dekhta hai...
Aur shayad meri shikayato.N par haNsta bhi hoga.........................

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
9th June 2010, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
haan chhoti tere ehshash mehsoosh ho rahe hai. kitna dard milta hai hame jab koi apna sath chor deta hai

khush rehna tu hamesha tuje mile saari duniya ki dua.

jese tune kaha

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne

bahut acha likha hai tune aur aisa hi rahe hamesha jesha tune likha hai
Shukriya Dinu bhai,
God Bless you
Apki choti
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th June 2010, 08:41 PM

Ritu Ji.....Namaste ! aapki tehreer ke eshaason me andar ki kunthaa ubhar ke aati hai...jo dil ko chhuti hai....matla aur maqta kaafi asardaar lage mujhe....yunhi behtar koshish ke saath aate rahen....dil se daad....khush rahen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
10th June 2010, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Ritu Ji.....Namaste ! aapki tehreer ke eshaason me andar ki kunthaa ubhar ke aati hai...jo dil ko chhuti hai....matla aur maqta kaafi asardaar lage mujhe....yunhi behtar koshish ke saath aate rahen....dil se daad....khush rahen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Shukriya Naresh jee.
Bahut Bahut shukriya is hausla-afja'ii ka.
Khush Rahe.N
God Bless You
Apki Dost
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
10th June 2010, 01:28 PM

Nice work Ritu Jee...............

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th June 2010, 02:06 PM

Itna to pata chal gaya aap kuch kehna chahti hai ... par kya wo mujh kam aQla ki aQla mai nahi aa raha ...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
10th June 2010, 02:16 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Kismat apni beraNg likhi kisi likhne wale Shatir ne,
Na jaane kya zindgi likhi us likhne wale Shatir ne...

Khushi koi mehsus huyi na mehsus hua koi gum apna,
ToDh diya bus chalte firte mera usne har ek sapna..

Sapna kya? jo jo tha apna usko mujhse door kiya,
Dooriyo.N saNg rehte rehte maine jeena seekh liya...

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne...

-Ritu
...Ek Mausam
ji bhaut sunderta se ehsaaso ko piroya hai aapne...........

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 10th June 2010, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Kismat apni beraNg likhi kisi likhne wale Shatir ne,
Na jaane kya zindgi likhi us likhne wale Shatir ne...

Khushi koi mehsus huyi na mehsus hua koi gum apna,
ToDh diya bus chalte firte mera usne har ek sapna..

Sapna kya? jo jo tha apna usko mujhse door kiya,
Dooriyo.N saNg rehte rehte maine jeena seekh liya...

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne...

-Ritu
...Ek Mausam
ritu jee
radhe radhe

bahut sunder

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
10th June 2010, 03:28 PM

Ritu jee:

namaste!

aik achChii koShiSh! yuuNhi liKhate rahe.n aage bhee! KhuSh rahe.n!

dil se daad!

duaao.n ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
10th June 2010, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Nice work Ritu Jee...............
Shukriya Sajid jee.

Apki DOst,

Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
10th June 2010, 05:06 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Itna to pata chal gaya aap kuch kehna chahti hai ... par kya wo mujh kam aQla ki aQla mai nahi aa raha ...

Kunaal
Aisa mat kahiye Kunal jee,

Samajh nahi.N aaya? Par isme na samajh paane jaisi toh koi baat hi nahi.N thi...

"Shatir" word is used for God who writes our fate.

baaki jazbaaTo.N ko shabDo.N me.N dhaalne me.N koi galTi ho gayi kya?

Jald hi bataiyega.

Apki dost,

Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
10th June 2010, 05:45 PM

Wow my msg is gone.....

Khair Ritu some other time...... well wo kya hai na ke mein kuch kaam bhi deyta hoon yahan logon ko
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
10th June 2010, 06:16 PM

Ritu ji ko mera salaam,

muhtarma mujhe aapki aakhiri line me bahut potential dikhi shayad isiliye reply kar raha hun,aapke har sher me last me rhyme karne ki kosish ne aapke ehsashon ke painepan ko kaafi ghata diya hai,aaapse darkhwast hogi ki aisi rhyming scheme ke bajaaye nazm,ghazal,ya fir muktak(free style) likhne ki kosish karen usse ehsashon ko aur jaan milegi, waise khuda se shikayat karne ka aapka anaaz pasand aaya,umeed karta hun ki agli baar aapki kalam se kuch aur behtar padhne ko milega, agar kuch bhi jyada keh gaya hoon to maafi ka talabgaar rahuNga...!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
11th June 2010, 09:30 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post

Namaskar Ghayal jee !

Apki n'ek ra'ii pasaNd aayi.

Bahut baar mujhe apna likha khud hi pasaNd nahi.N aata,ho sakta hai uski vajah yahi rhyme dene ki koshish rahi ho. Aapne muktak ke baare me.N kaha, kripaya iske baare me.N kuch bataye.N
Dar'asal main alag alag tarah se likhti hooN par mujhe ye nahi pata ke kis form ko muktak kehte haiN.
To meri jaankari me.N thoDa ijafa kijiye agar munasib ho,
God Bless You
Apki Dost
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#18)

11th June 2010, 09:38 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
ji bhaut sunderta se ehsaaso ko piroya hai aapne...........
Thanks Radhika
Bahut bahut khush raho
Thanks for rep. as well
God Bless you
Apki Dost
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love 11th June 2010, 10:26 AM

Ritu ji

Aapke ehasaas bahut hi khoob hai , aur ghazal bhi ban sakti hai, bas shabdo ko jara sa properly arrange karna hoga. yadi aap permission de to mai aapki ghazal likhu. aur ji sawaal bhi aapke jehan me ho uska jawaab bhi. yadi aap kahe to , as you wish.
ajay nidaan

Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Old
  (#20)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th June 2010, 11:03 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Namaskar Ghayal jee !

Apki n'ek ra'ii pasaNd aayi.

Bahut baar mujhe apna likha khud hi pasaNd nahi.N aata,ho sakta hai uski vajah yahi rhyme dene ki koshish rahi ho. Aapne muktak ke baare me.N kaha, kripaya iske baare me.N kuch bataye.N
Dar'asal main alag alag tarah se likhti hooN par mujhe ye nahi pata ke kis form ko muktak kehte haiN.
To meri jaankari me.N thoDa ijafa kijiye agar munasib ho,
God Bless You
Apki Dost
Ritu

Ritu ji ko mera salaam,

Muktak chand hindi ki lekhan shaili hai, aur isi tarh ki urdu me azaad nazm hoti hai, iski khasiyt ye hai ki isme koi v fixed rhyming scheme ya koii bhi pattern nahiN hota, isme bas apne ehshshon ko prese ki tarah likh diyaa jata hai,bas ye prose ki tarah vistrit nahiN hota apitu sookhsm hota hai, jisme kam lafzoN me bahut kuch kehne ki takat hoti hai. aur bhi koi doubt ya raii chahiye ho to aap bejhijhak pooch sakti haiN,waise jyada kuch to nahin jaanta par gar kuch v pata hota hai to bataane ki kosish jarur rehti hai...!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th June 2010, 11:35 PM

Ritu Jee AadaaB!

Aapki peshkash per nazar gayi to dekha....... Ahsaas bahut achche hai aapke aur aapke khayaal bhi umdaa hia per khulker samne nahi aa paye yeh bhi sahin hai... Par aap koshish jari rakhengi to aapki lekhani ko koi bandhan nahi rok payenga....... aapki last time wali post bahut jyada umdaa rahi thi.... ek aadh baar aisa ho jata hai ke ahsaas ko lafz nahi milte per koshish karti rahiye...... aap bahut achcha aur umdaa likhne lagengi.......

Keep writting ....
Keep smiling....
Khuda Hafez......

Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post
Ritu ji

Aapke ehasaas bahut hi khoob hai , aur ghazal bhi ban sakti hai, bas shabdo ko jara sa properly arrange karna hoga. yadi aap permission de to mai aapki ghazal likhu. aur ji sawaal bhi aapke jehan me ho uska jawaab bhi. yadi aap kahe to , as you wish.
ajay nidaan

NidaaN sahab Aadaab!

Aapki pazi rai se dil khush hua..... aap sure Ritu jee ko sikha sakte hai ... I think unhe koi iteraaz nahi hoga...... aap mukat lekhani ke saath saath gazal ke bhi achche jankaar hai ...... aap zarur sikhaiye Ritu jee ko ...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th June 2010, 12:03 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
Ritu ji ko mera salaam,

muhtarma mujhe aapki aakhiri line me bahut potential dikhi shayad isiliye reply kar raha hun,aapke har sher me last me rhyme karne ki kosish ne aapke ehsashon ke painepan ko kaafi ghata diya hai,aaapse darkhwast hogi ki aisi rhyming scheme ke bajaaye nazm,ghazal,ya fir muktak(free style) likhne ki kosish karen usse ehsashon ko aur jaan milegi, waise khuda se shikayat karne ka aapka anaaz pasand aaya,umeed karta hun ki agli baar aapki kalam se kuch aur behtar padhne ko milega, agar kuch bhi jyada keh gaya hoon to maafi ka talabgaar rahuNga...!!

Ilm hona acchi baat hai .. par adhura ilm khatarnaak ho sakta hai ... lekin aapsi guftgu mai kuch harz nahi..... agar kuch badhta hai to dairaa.. humare ilm kaa.. to sochta huN .. kuch tabadla-e-khyaal ho hi jaye,,,..

Urdu mai aazaad nazm ka matlab katayi nahi hai aap qaide bhool jayeN .. aazaad nazm mai kafiya radeef ki aazaadi hoti hai ... isi ke va-basta use aazaad kaha jata hai .. par usme behar ka hona laazmi hai ..

par aisa blkul nahi hai .. ki urdu mai bilkul aazaad khyaaloN ki koi jagah nahi .. bikul jagah hai .. par us nazm ko "naCree nazm" kaha jaata hai .. jisme aap bilkul khul ke kisi bhi tarah se khyaaloN ko rakh sakte hai ... aur wazn kafiya radeef ..ya shayri ka koi bhi qaida usme zaroori nahi hai ...

Umeed hai meri baat se yahaN mere sukhanwaroN ka ilm badhega hi.. aur koi bhi meri in baatoN ka bura nahi lagayega ...

jaate jaate ritu jee.. agar aur kuch bhi sawaal hoN man mai ya kuch poochna chahe to khaaksaar se pooch sakti hai.. maiN apne ilm ke daire mai zaroor aapko roshani dikhane ki koshish karuNga...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by KunaaL; 12th June 2010 at 12:08 AM..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#23)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
12th June 2010, 02:58 AM

bade ko mere salam,

bas yahi kahuNga ki mere bhai kab hum in cheezoN se upar uthenge,tumhe aur mujhe ahchi tarah pata hai ki azad nazm ki kya baateN haiN par ritu ji ke liye ye isliye nahiN keh sakta kyuNki inhe nazm ka hi ilm nahiN hai par haaN agar mutak ko compare kareN to vo azad nazmm ke hi sabse kareeb hai aur ahi baat radeef aur kfiya ki to vo sirf ghazaloN me dekhi jaati haiN nazmon me in lafzoN ka isltemaal nahiN kiya jata,bas beher mujhe kabhi pasand hi nahin ayi,kyuNki likhne wale ko baaNdhne jaisa hai,waise maine jo v bataya vo azaad nazm ke bare me nahiN muktak ke bare me th,ur uske bare me aap mere khayal hchi tarh jaante haiN,chalo chodo,aapas me fir baat karenGe nkyuNki na mere paas yahaaN aapas me behas karne ka waqt hai aur na maiN karna chaahta huN, aaj waise v dedh maheene baad hi yahaan aaya huN,waise online kam aa pata huN par mazaa ayega behas karne me,basharte vo aapas me ho,yahaan ke mahaauL se hum dono waakif haiN,aur waise v padhne likhne ka dil kam hi ho pat hai, umed karuNga ki aapne samjha hoga,bas maaf kar dena agar jyada keh gaya kahiN v to,kyuNki aap jaante ho ki maiN waise v nausakhiya huN to mujhe kuch v nahiN aata bas halka fulka jo padh ke seekha hai wahi batata uN...!!

Aapka CHOTA...!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 12th June 2010 at 03:11 AM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#24)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
12th June 2010, 10:09 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ritu Jee AadaaB!

Aapki peshkash per nazar gayi to dekha....... Ahsaas bahut achche hai aapke aur aapke khayaal bhi umdaa hia per khulker samne nahi aa paye yeh bhi sahin hai... Par aap koshish jari rakhengi to aapki lekhani ko koi bandhan nahi rok payenga....... aapki last time wali post bahut jyada umdaa rahi thi.... ek aadh baar aisa ho jata hai ke ahsaas ko lafz nahi milte per koshish karti rahiye...... aap bahut achcha aur umdaa likhne lagengi.......

Keep writting ....
Keep smiling....
Khuda Hafez......

NidaaN sahab Aadaab!

Aapki pazi rai se dil khush hua..... aap sure Ritu jee ko sikha sakte hai ... I think unhe koi iteraaz nahi hoga...... aap mukat lekhani ke saath saath gazal ke bhi achche jankaar hai ...... aap zarur sikhaiye Ritu jee ko ...
bus ajay ji koshish kijiyega ki isi thread par sikhaaye aap.....
jisse ki hum sab bhi saath saath seekh sake......
ab PM par private tuition denge to baki sdc vanchit rah jayegi........
tkank you sir
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
12th June 2010, 11:05 AM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Kismat apni beraNg likhi kisi likhne wale Shatir ne,
Na jaane kya zindgi likhi us likhne wale Shatir ne...

Khushi koi mehsus huyi na mehsus hua koi gum apna,
ToDh diya bus chalte firte mera usne har ek sapna..

Sapna kya? jo jo tha apna usko mujhse door kiya,
Dooriyo.N saNg rehte rehte maine jeena seekh liya...

Aaj mujhe koi gum hai, na koi aaj shikayat hai,
hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne...

-Ritu
...Ek Mausam

Dooriyo.N saNg rehte rehte maine jeena seekh liya...

bahut khoob......very natural anti thesis....
daad is line ke liye.....

mera khyaal thoda viprit hai auro se(apse se bhi) is kalaam ke liye.....
mere khayaal se aapne bahut accha aur bahut comfortably qafiya nibhaya hai
bina koi thought maare
balki
apke qafiyabandi ne thought ko char chand laga diya.....

aur aapne ise definetely padte padte likha hai .....kyuki lines bahut hi modulated hai.....mujhe pata hai apko beher ka koi ilm nahi magar aapki sari lines kafi hadd tak ravaa hai......jaise wazn me hi ho...padne me smooth hai kaafi hadd tak...

hume.N bhi likhna sikha diya us likhne wale Shatir ne

ye line bhi acchi lagi....khoobsurat alliterative effect hai....
so phir se daad

kabhi kabhi baat aam lage isliye bhi khas mehnat karni padti hai
ye koshish kuch aisi hai

reps ++++
kisiko deta nahi jaldi=think ur self priviledged

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
12th June 2010, 11:16 AM

Ek baDa sa reply dene ki koshish ki thi par afsos server k speed ki badaulat aap tak nahi.N pahuNcha payii.....
chalo,
vo kehte haiN na jo hota hai acche ke liye hota hai......
so.
Itne man se reply likha.(m telling you i don't like typing same matter again & again)
aur vo kho gaya..
jaise amavas ki aNdhiyari raat me.N chaaNd kho jata hai.....
(Now Shayars can better understand my position...)
So,
Ap sabki baat ka jawab maiN duNgi baad me.N ( ab mood nahi.N ho raha itna kuch type karne ka)

Aur Ziddii sahab ne to kya kya likh daala...
in ka bhi mood........
Chaliye khushi hui aapka reply paDh ke and thanks a ton for making me priviledged!
Innnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnna saraaaaaaaaa thank u!
God Bless You,
Apki Dost
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #

Last edited by Ritu18525; 12th June 2010 at 11:18 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
14th June 2010, 10:44 AM

Namaskaar Dosto.N,

Ho sakta hai aaj maiN yaha jo kuch kehne ja rahi hooN vo SDC ke bahut se members ko pasaNd nahi.N aayega par kyoNki kafi logo.N ne yaha kafi kuch kaha hai (aur PM ke through bhi) to isiliye yaha reply dena mera farz banta hai.

Sabse pehli baat,
yeh ghazal nahi.N hai. MaiN techniques nahi.N janti par itna janti hooN ke ghazal kya hoti hai.
Aur mera maan,na hai ke aapki lekhni agar aapko sukoon na de sake to aisa likhne se kya fayda? I'm not a professional shayra who gets incentives for writing neither I want to be. poetry karna mere khoon me.N hai, maiN isi ke liye jeeti hooN par b'eher/radeef aur kafiye ki baNdisho.N me.N reh ker maiN shayad nahi.N likh sakti. MaiN vo likhti hooN jo mera dil chahta hai aur aksar tab likhti hooN jab bahut khush hoti hooN ya bahut dukhi. Aur jab aaNkho.N me.N aaNsu bhare ho aur aap likh rahe ho.N tab aap techniques nahi.N ehsaas ke baare me.N sochte hai.N, ye toh aap bhi mante honge.

Doosri baat,
Yaha.N kuch logoN ne mujhe sikhane me.N ruchi dikhayi hai, maiN unki tah-e-dil se shukr-guzaar hooN ke unhone itni ruchi dikhayi. Aur maiN puri koshish karuNgi ke jaldi hi aap se Ghazal ki techniques seekh jauN.

Teesri baat,
Sameer jee,
Jis post ki aap baat kar rahe haiN vo toh chaNd haftey pehle likhi thi aur yeh post 2004-05 ke aas paas ki hai. Waqt ke sath thoDi ramak toh Ghazal kehne wale me.N aa hi jati hai. Aur haaN, yeh post bhi adhuri hai kyoNki ye mere collection me.N nahi.N thi. Bus jitni yaad thi utni post kar di. khair vo to ek alag baat hai.

Ek baat aur,
Kisi ne mujhse yeh bhi kaha tha ke SDC par laDkiyo.N ki post par reply karne ki members me.N hoD lagi rehti hai. Toh kripya aap sab is baat ka dhyan rekheNge to mujhe khushi hogi.
yeh is post se related nahiN hai fir bhi,
I read somewhere & would like to share with u also.
"Life is to express yourself not to impress others."

Aaj maiN yeh sab keh pa rahi hooN kyoNki SDC par hi kisi ne mujhse kaha tha "LOVE URSELF"
Agar kisi ko hurt kiya ho to maafi chahuNgi.

Regards,
Ritu

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
14th June 2010, 11:31 AM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Namaskaar Dosto.N,

Ho sakta hai aaj maiN yaha jo kuch kehne ja rahi hooN vo SDC ke bahut se members ko pasaNd nahi.N aayega par kyoNki kafi logo.N ne yaha kafi kuch kaha hai (aur PM ke through bhi) to isiliye yaha reply dena mera farz banta hai.

Sabse pehli baat,
yeh ghazal nahi.N hai. MaiN techniques nahi.N janti par itna janti hooN ke ghazal kya hoti hai.
Aur mera maan,na hai ke aapki lekhni agar aapko sukoon na de sake to aisa likhne se kya fayda? I'm not a professional shayra who gets incentives for writing neither I want to be. poetry karna mere khoon me.N hai, maiN isi ke liye jeeti hooN par b'eher/radeef aur kafiye ki baNdisho.N me.N reh ker maiN shayad nahi.N likh sakti. MaiN vo likhti hooN jo mera dil chahta hai aur aksar tab likhti hooN jab bahut khush hoti hooN ya bahut dukhi. Aur jab aaNkho.N me.N aaNsu bhare ho aur aap likh rahe ho.N tab aap techniques nahi.N ehsaas ke baare me.N sochte hai.N, ye toh aap bhi mante honge.

Doosri baat,
Yaha.N kuch logoN ne mujhe sikhane me.N ruchi dikhayi hai, maiN unki tah-e-dil se shukr-guzaar hooN ke unhone itni ruchi dikhayi. Aur maiN puri koshish karuNgi ke jaldi hi aap se Ghazal ki techniques seekh jauN.

Teesri baat,
Sameer jee,
Jis post ki aap baat kar rahe haiN vo toh chaNd haftey pehle likhi thi aur yeh post 2004-05 ke aas paas ki hai. Waqt ke sath thoDi ramak toh Ghazal kehne wale me.N aa hi jati hai. Aur haaN, yeh post bhi adhuri hai kyoNki ye mere collection me.N nahi.N thi. Bus jitni yaad thi utni post kar di. khair vo to ek alag baat hai.

Ek baat aur,
Kisi ne mujhse yeh bhi kaha tha ke SDC par laDkiyo.N ki post par reply karne ki members me.N hoD lagi rehti hai. Toh kripya aap sab is baat ka dhyan rekheNge to mujhe khushi hogi.
yeh is post se related nahiN hai fir bhi,
I read somewhere & would like to share with u also.
"Life is to express yourself not to impress others."

Aaj maiN yeh sab keh pa rahi hooN kyoNki SDC par hi kisi ne mujhse kaha tha "LOVE URSELF"
Agar kisi ko hurt kiya ho to maafi chahuNgi.

Regards,
Ritu
(*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*)
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
14th June 2010, 12:41 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
(*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*Claps*)
Why (*claps*claps*claps*.................)????????????

"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
14th June 2010, 01:05 PM

Ritu

Ye hath main jhola jhanda leke kyun aagayi ho yaar ... aur koi yahan hurt nahi hota...kisi ke paas heart hi nahi hai ,.. dilphuke shayar hai sab ... lol

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#31)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th June 2010, 01:34 PM

waise ritu ye to bataoo ki PM par tuition kisne kisne diya....??

baki log bhi to kuch seekhe.....
mai bahut curious hu apke rearranged words dekhne ke liye
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
14th June 2010, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Namaskaar Dosto.N,

Ho sakta hai aaj maiN yaha jo kuch kehne ja rahi hooN vo SDC ke bahut se members ko pasaNd nahi.N aayega par kyoNki kafi logo.N ne yaha kafi kuch kaha hai (aur PM ke through bhi) to isiliye yaha reply dena mera farz banta hai.

Sabse pehli baat,
yeh ghazal nahi.N hai. MaiN techniques nahi.N janti par itna janti hooN ke ghazal kya hoti hai.
Aur mera maan,na hai ke aapki lekhni agar aapko sukoon na de sake to aisa likhne se kya fayda? I'm not a professional shayra who gets incentives for writing neither I want to be. poetry karna mere khoon me.N hai, maiN isi ke liye jeeti hooN par b'eher/radeef aur kafiye ki baNdisho.N me.N reh ker maiN shayad nahi.N likh sakti. MaiN vo likhti hooN jo mera dil chahta hai aur aksar tab likhti hooN jab bahut khush hoti hooN ya bahut dukhi. Aur jab aaNkho.N me.N aaNsu bhare ho aur aap likh rahe ho.N tab aap techniques nahi.N ehsaas ke baare me.N sochte hai.N, ye toh aap bhi mante honge.

Doosri baat,
Yaha.N kuch logoN ne mujhe sikhane me.N ruchi dikhayi hai, maiN unki tah-e-dil se shukr-guzaar hooN ke unhone itni ruchi dikhayi. Aur maiN puri koshish karuNgi ke jaldi hi aap se Ghazal ki techniques seekh jauN.

Teesri baat,
Sameer jee,
Jis post ki aap baat kar rahe haiN vo toh chaNd haftey pehle likhi thi aur yeh post 2004-05 ke aas paas ki hai. Waqt ke sath thoDi ramak toh Ghazal kehne wale me.N aa hi jati hai. Aur haaN, yeh post bhi adhuri hai kyoNki ye mere collection me.N nahi.N thi. Bus jitni yaad thi utni post kar di. khair vo to ek alag baat hai.

Ek baat aur,
Kisi ne mujhse yeh bhi kaha tha ke SDC par laDkiyo.N ki post par reply karne ki members me.N hoD lagi rehti hai. Toh kripya aap sab is baat ka dhyan rekheNge to mujhe khushi hogi.
yeh is post se related nahiN hai fir bhi,
I read somewhere & would like to share with u also.
"Life is to express yourself not to impress others."

Aaj maiN yeh sab keh pa rahi hooN kyoNki SDC par hi kisi ne mujhse kaha tha "LOVE URSELF"
Agar kisi ko hurt kiya ho to maafi chahuNgi.

Regards,
Ritu

Love urself n write to xpress n nt impress, gud compeltelly agreed....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#33)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
14th June 2010, 03:13 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Ritu

Ye hath main jhola jhanda leke kyun aagayi ho yaar ... aur koi yahan hurt nahi hota...kisi ke paas heart hi nahi hai ,.. dilphuke shayar hai sab ... lol
saare dil phuNke shayar haiN ye baat to sahi hai,dil pooNkne ke baad hi log aksar shayar bante haiN..... hehehehehehe....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com