Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
bewafa
Old
  (#1)
brijbhan singh
Registered User
brijbhan singh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Oct 2015
Location: jaipur
Rep Power: 0
bewafa - 22nd November 2015, 07:12 AM

Unke chand lamhe ke pyar ko wafa man liya
hamne unhe apna khuda man liya

par jab pata chala ki unke dil me kya hai
na chahte hue bhi unhe bewafa man liya

juban pe kuch tha or dil me kuch or unke
ye janne ke liye hamne unke dil m jhank liya

hamne to kr diya tha apna katra katra arpan unhe
jab bhi vo ladkhadaye hamne unhe tham liya

raste bhale hi alag the par manjil ek thi
hamne manjil tak pahunchne ke liye unhe hi rasta man liya

socha mene kI MIL gaya h mukam muhabbat ko meri
par mila gam ka sagar hmne usme bhi tairna jan liya

vo badal h or ham unki barish m bhigna chahte hai
par diye unne ansu hame or hmne usme bhi bhigna jan liya

unhe bewafa khna hmare ishk ki ruswai hogi
aj se khud se hi pyar krna jan liya

brij ko mila hai gam itna muhabbat me
ki muhabbat ka falsafa aj hamne jan liya


BRIJBHANSINGH'Brij'
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd November 2015, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by brijbhan singh View Post
Unke chand lamhe ke pyar ko wafa man liya
hamne unhe apna khuda man liya

par jab pata chala ki unke dil me kya hai
na chahte hue bhi unhe bewafa man liya

juban pe kuch tha or dil me kuch or unke
ye janne ke liye hamne unke dil m jhank liya

hamne to kr diya tha apna katra katra arpan unhe
jab bhi vo ladkhadaye hamne unhe tham liya

raste bhale hi alag the par manjil ek thi
hamne manjil tak pahunchne ke liye unhe hi rasta man liya

socha mene kI MIL gaya h mukam muhabbat ko meri
par mila gam ka sagar hmne usme bhi tairna jan liya

vo badal h or ham unki barish m bhigna chahte hai
par diye unne ansu hame or hmne usme bhi bhigna jan liya

unhe bewafa khna hmare ishk ki ruswai hogi
aj se khud se hi pyar krna jan liya

brij ko mila hai gam itna muhabbat me
ki muhabbat ka falsafa aj hamne jan liya

bahut khoob brijbhan singh saahab................. behad haseen kalaam, likhte rahiye


Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd November 2015, 01:17 PM

Quote:
Originally Posted by brijbhan singh View Post
Unke chand lamhe ke pyar ko wafa man liya
hamne unhe apna khuda man liya

par jab pata chala ki unke dil me kya hai
na chahte hue bhi unhe bewafa man liya

juban pe kuch tha or dil me kuch or unke
ye janne ke liye hamne unke dil m jhank liya

hamne to kr diya tha apna katra katra arpan unhe
jab bhi vo ladkhadaye hamne unhe tham liya

raste bhale hi alag the par manjil ek thi
hamne manjil tak pahunchne ke liye unhe hi rasta man liya

socha mene kI MIL gaya h mukam muhabbat ko meri
par mila gam ka sagar hmne usme bhi tairna jan liya

vo badal h or ham unki barish m bhigna chahte hai
par diye unne ansu hame or hmne usme bhi bhigna jan liya

unhe bewafa khna hmare ishk ki ruswai hogi
aj se khud se hi pyar krna jan liya

brij ko mila hai gam itna muhabbat me
ki muhabbat ka falsafa aj hamne jan liya
Waah...bahut achcha kalaam brijbhan ji....
Likhte rahein..

Aate rahiyega.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com