Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla - 2
Gali mein aaj chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla - 2
Gali mein aaj chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aaj chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baarah mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aaj chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaad
Jaane phir kya hua nahin yaad, gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla
astha
i m an angel honest ...those horns are just there 2 hold my halo up!