*Main to tere pyaar mein deewana ho gaya.."Kailash Kher jee"* -
17th September 2006, 10:00 AM
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Dilruba ye bata,kya karu tere siva...aa aa..
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Dasne lagi hai mujhe kyu tanhaiya
Har pal main dekhu bas teri parchaiya
Rabb di kasam main to jaana tere pyaar mein
Bhale mar jau par sahu na judaiya
jaan-e-jaaN meharbaaN bin tere jau kaha
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
khana nahi peena nahi tere intezaar mein
Rog ye anokha mila mujhe tere pyaar mein
Tadapu main tere bin ghadi-2 palchhin
Uljha k chhoda mujhe isi rozgaar mein
tu bata jaan-e-JaaN wasta pyaar ka
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Dilruba ye bata,kya karu tere siva...aa aa..
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Main to tere pyaar mein deewana ho gaya
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) -
28th September 2006, 03:42 AM
Hope You are well In this album I like the most is "Albela Sajaan" & This Song **Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Take Care**... *
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**