Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
*Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Post *Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee** - 3rd September 2006, 05:15 PM

Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Kya Bhed Anokha Hain-Jab Sochne Baithon To Kuch Yaad Naheen Aata
Ek Pal Ke Liye Phir Bhi Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se Baatein To Bohot Sii Thi
Wo Saamne Aaya To Sab Bhoul Gayi Mujhko
Socha Hain Bohot Lekin Kuch Yaad Naheen Aata
Dil Bhoul Naheen Paata
Bechain Jo Guzri Hain
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se
Karne Ke Liye Uss Se Baatein ?
Baatein To Bohot Thi.......!
*Writer: I don't Know**

(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee



*Singer: Chandan Das Jee**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
:)
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
:) - 5th September 2006, 07:29 AM

Dono hi bohat-2 pasand aayi mujhe...lekin 1st jayada achi hai

thoda time nikal k aane hi padta hai yaha varna itne khoobsurat ghazals aur songs miss ho jate hai


Apna khayal rakhiyega


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
:) Dard Page Mein Jaati To Wahaan Submit Kardeti...Khair, Koi Baat Naheen Hain :)**
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) Dard Page Mein Jaati To Wahaan Submit Kardeti...Khair, Koi Baat Naheen Hain :)** - 6th September 2006, 07:11 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
Dono hi bohat-2 pasand aayi mujhe...lekin 1st jayada achi hai

thoda time nikal k aane hi padta hai yaha varna itne khoobsurat ghazals aur songs miss ho jate hai


Apna khayal rakhiyega
How's Your Study Going ? Achchha Aissi Baat Hain Kya woh to shayri thi jo ghazal se pahle, Dilko Achchha Laga...Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahon ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care**... *God bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**

Last edited by Shimul; 6th September 2006 at 07:14 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
24th May 2009, 04:55 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee



*Singer: Chandan Das Jee**
One of my fav-ghazal............

and Chandan Das sang it very well........
   
Reply With Quote
baht aarzoo thi mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat hui,
Old
  (#5)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
baht aarzoo thi mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat hui, - 23rd June 2009, 02:39 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Kya Bhed Anokha Hain-Jab Sochne Baithon To Kuch Yaad Naheen Aata
Ek Pal Ke Liye Phir Bhi Woh Khwab Mohabbat Ka
Dil Bhoul Naheen Paata
Dil Bhoul Naheen Paata Woh Khwab Mohabbat Ka
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se Baatein To Bohot Sii Thi
Wo Saamne Aaya To Sab Bhoul Gayi Mujhko
Socha Hain Bohot Lekin Kuch Yaad Naheen Aata
Dil Bhoul Naheen Paata
Bechain Jo Guzri Hain
Bechain Jo Guzri Hain Raatein To Bohot Sii Thi
Karne Ke Liye Uss Se
Karne Ke Liye Uss Se Baatein ?
Baatein To Bohot Thi.......!
*Writer: I don't Know**

(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hii Naheen -2
Kahaan Deen Guzaara Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Ujaalon Ki Pareeyaa Nahaane Lagee
NadI Gungounaaye Khayaal Aap Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Main Choup Tha To Chalti Hawaa Rukh Gayi
Zaban Sab Samajhte Hain Jazbaat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2

Sitaaron Ko Shayaad Khabar Hii Naheen
Musafeer Ne Jaane Kahaan Raat Kee
(Na Jii Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee) -2
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee
Baadi Aarzoo Thi Moulaaqat Kee



*Singer: Chandan Das Jee**
mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat hui,
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#6)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
23rd June 2009, 02:45 PM

baht aarzoo thi mulaqaat ki,shubb-0-sehar guzar gaye na kuch baat ki, kya umar guzaar doun buss issi khayal ki, tauba uff mohabbat bhi kya cheez hai tamaam umar maine guzaar di intezaar ki.......

Tabish enayat khan
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st August 2010, 11:50 PM

bohat hi khoob ghazal hai ye .. na jane kab se pasand hai.. aaj yahan mil bhi gayi


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th August 2010, 05:23 PM

thnxxxxxxxx for sharing such a nice ghzal.............................


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
na jii bhar ke dekha.. teri_khoj_mein Hindi/Urdu Lyrics 2 2nd April 2010 05:03 PM
Na jee bhar kay dekha na.... Baqtiar Anjuman-e-Shayri 0 7th June 2009 04:56 PM
Kisi Kali Ne Bhi Dekha Na Aankh Bhar Ke Mujhe vvenomouss Shayri-e-Dard 3 13th February 2008 01:30 PM
Kisi Kali ne bhi dekha na aankh bhar ke mujhe karan q Ghazal Section 0 23rd March 2005 06:51 AM
Kisi ne bhi tao na dekha nigaaH bhar k mujhe... sanjoo Hindi/Urdu Lyrics 3 1st June 2004 05:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com